Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

khamosh

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: khamosh

    Originally posted by AbgeenA View Post
    aik to tum saadi achi nahi lagti aur is per tum roo bhi rahi ho :lol
    :thmbup:

    Comment

    • #62
      Re: khamosh

      Originally posted by munda_Sialkoty View Post
      aik to tum saadi achi nahi lagti aur is per tum roo bhi rahi ho :lol

      Comment

      • #63
        Re: khamosh

        Originally posted by ambreen_shaam View Post
        sach kahtey ho aur hum nay aap ki khamoshi dekh bhi li hai...... lakin ziyada khamosh bhi rahna yeh bhi kuch achi alamat nahi hoti.... yeh furastration, nakaami aur zindgi mein shikast ki nishandhi karti hain.... kuch loog baray sadmo se jab guzartey hain tu laambi khamoshi mein rahna pasand kartey hain..... bus laambi khamoshi se bach kay rahna........ :esmile:

        Nope. Aap sey kis ney kah diya keh khamoshi frustration aur nakaami ki elamat hai?

        Khamoshi kainaat ka husn hai, Khamoshi kamyaabi ka raaz hai. Insaan jab tak khamosh hai, woh ba'shaoor lagta hai, jab woh bolta hai to uska asal samney aata hai. Khamoshi mein insaan raaz-e-zindagi pata hai. Kabhi aap ney saahl-e-samundar per beth ker lehron ka nazara kiya hai, un mein bohat shoor hota hai, beqrar lehron mein kinaron sey takraney key siwa koi kaam nahin hota, magar jab aap ussi samunder ki gehraiyon mein utartey hain, to wahan per aik muheet khamoshi hoti hai, aur us khamoshi mein aik duniya aabad hoti hai.
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment

        • #64
          Re: khamosh

          Originally posted by Masood View Post

          bilkul darust farmaya ap ne:thmbup:

          Comment

          • #65
            Re: khamosh

            Originally posted by AbgeenA View Post
            bilkul darust farmaya ap ne:thmbup:
            Ham kabhi kabhi farmaatey hain, per achha farmatey hain :lol
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment

            • #66
              Re: khamosh

              Originally posted by Masood View Post
              Ham kabhi kabhi farmaatey hain, per achha farmatey hain :lol
              ab subho subho itna phelne ki bhi zarurat nahi he

              Comment

              • #67
                Re: khamosh

                Originally posted by AbgeenA View Post
                ab subho subho itna phelne ki bhi zarurat nahi he
                main kahan phail raha hoon - main to soch raha hoon keh fajar parhun aur bistar mein jaa ker ikatha ho ker so jaoun :D
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment

                • #68
                  Re: khamosh

                  Originally posted by Masood View Post
                  main kahan phail raha hoon - main to soch raha hoon keh fajar parhun aur bistar mein jaa ker ikatha ho ker so jaoun :D
                  chalen ja kar namaz parh kar so jaen...hmare to breakfast ka time ho gya.

                  Comment

                  • #69
                    Re: khamosh

                    Originally posted by AbgeenA View Post
                    chalen ja kar namaz parh kar so jaen...hmare to breakfast ka time ho gya.
                    break ka matbul hai torrna aur fast ka matbul hai jaldi - jaldi sey torro phorro :lol
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment

                    • #70
                      Re: khamosh

                      Originally posted by Masood View Post
                      Nope. Aap sey kis ney kah diya keh khamoshi frustration aur nakaami ki elamat hai?

                      Khamoshi kainaat ka husn hai, Khamoshi kamyaabi ka raaz hai. Insaan jab tak khamosh hai, woh ba'shaoor lagta hai, jab woh bolta hai to uska asal samney aata hai. Khamoshi mein insaan raaz-e-zindagi pata hai. Kabhi aap ney saahl-e-samundar per beth ker lehron ka nazara kiya hai, un mein bohat shoor hota hai, beqrar lehron mein kinaron sey takraney key siwa koi kaam nahin hota, magar jab aap ussi samunder ki gehraiyon mein utartey hain, to wahan per aik muheet khamoshi hoti hai, aur us khamoshi mein aik duniya aabad hoti hai.
                      wese meinay tu khamoshi ka boycott kia hua hai...... :lol

                      jahan tak aap kay comments ka taluk hai tu mein yeh arz karon gi kay insaan mein thehrao tab paida hota hai jab vo her kaam ko atminaan aur peaceful hokay karay..... barhaal aap ki baat se mujhe chand ashaar zahan mein aa rahe hain jis ko aap mera jawab bhi samjhain......

                      Haqeeat se parda poshi achi nahi hoti
                      ye har waqt ki khamoshi achi nahi hoti

                      Har waqt jo rehte ho khyaloon mein gumsum
                      khwaboon ki aaina sozi achi nahi hoti

                      Dekho to sahi kitne hain hamnawa tumhare
                      Tanhaaion se ye dosti achi nahi hoti

                      Gar ye roothe to mana na sako ge tum inko
                      Ke dostoon se ye berukhi achi nahi hoti

                      Kaante to hote hain chubhne k liye
                      phoolon se ye naarazgi achi nahi hoti

                      Kiun dete ho khud ko aziatein yun bar bar
                      Yun apne aap se ye dushmani achi nahi hoti..
                      sigpic

                      Comment

                      • #71
                        Re: khamosh

                        Originally posted by Masood View Post
                        break ka matbul hai torrna aur fast ka matbul hai jaldi - jaldi sey torro phorro :lol
                        DK me toro phoro hoti ho gi..ham nashta karte hen subho

                        Comment

                        • #72
                          Re: khamosh

                          Originally posted by ambreen_shaam View Post
                          wese meinay tu khamoshi ka boycott kia hua hai...... :lol

                          jahan tak aap kay comments ka taluk hai tu mein yeh arz karon gi kay insaan mein thehrao tab paida hota hai jab vo her kaam ko atminaan aur peaceful hokay karay..... barhaal aap ki baat se mujhe chand ashaar zahan mein aa rahe hain jis ko aap mera jawab bhi samjhain......

                          Haqeeat se parda poshi achi nahi hoti
                          ye har waqt ki khamoshi achi nahi hoti

                          Har waqt jo rehte ho khyaloon mein gumsum
                          khwaboon ki aaina sozi achi nahi hoti

                          Dekho to sahi kitne hain hamnawa tumhare
                          Tanhaaion se ye dosti achi nahi hoti

                          Gar ye roothe to mana na sako ge tum inko
                          Ke dostoon se ye berukhi achi nahi hoti

                          Kaante to hote hain chubhne k liye
                          phoolon se ye naarazgi achi nahi hoti

                          Kiun dete ho khud ko aziatein yun bar bar
                          Yun apne aap se ye dushmani achi nahi hoti..
                          wah..bohat khubsurat nazam share ki he....kis ki he?me inpage me likh loon..u ko koi etraz to nahi:think:
                          Last edited by AbgeenA; 21 April 2011, 09:36.

                          Comment

                          • #73
                            Re: khamosh

                            Originally posted by AbgeenA View Post
                            wah..bohat khubsurat nazam share ki he....kis ki he?me inpage me likh loon..u ko koi etraz to nahi:think:
                            kyun nahi siso ..... mujhe kyun eiteraz hoga kon se yeh poetry meinay likhi hai............. rose:rose
                            sigpic

                            Comment

                            • #74
                              Re: khamosh

                              Originally posted by ambreen_shaam View Post
                              kyun nahi siso ..... mujhe kyun eiteraz hoga kon se yeh poetry meinay likhi hai............. rose:rose
                              thankoo:rose

                              Comment

                              • #75
                                Re: khamosh

                                Khamoosh ho jaoo gustakhoo :slap:
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X