Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

khamosh

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: khamosh

    kaha sirf us ne itna ke khamoshi hai mujhe bohat pasand
    itna sun na tha ke hum ne shor machati apni dharkanen bhi rok lee.

    wese mein aksar dhuwan daar tareeqay se bolti hoon..... khamosh loog na mujhe pasand hain na aisay logon kay saath interaction mein rahti hoon.....................
    sigpic

    Comment


    • #17
      Re: khamosh

      Originally posted by *pIoUs FaIrY* View Post
      khamosh rehna acha lagta hy or agar kabi sirf khamosh rehny ka dil ho or koi bula ly tu irritate ho jati hn.. its natural.. khamoshi ko apny room mein enjoy karti hn ya pher taiz hawa mein kabi kabi khamoshi rola dete hy tu kabi khamoshi ALLAH G sy hamqalam kara deti hy....
      theek....

      Comment


      • #18
        Re: khamosh

        Originally posted by munda_Sialkoty View Post
        Depend kerta he dil (to bacha he) per
        apki kia baat he....apka dil to 80 saal ki umar bhi bhi bacha hi rehna he

        Comment


        • #19
          Re: khamosh

          Originally posted by BhaTaktii RooH View Post
          و عليكم السلام

          khamoshi....i jus luv it....

          me sirf pg par chappar chapparr bolti hoon...real life mai merey sar pey hathorra maar k koi kahey "bolo"...me ne agey se sirf sar hilana hai....:lol

          me ka sirf kabhi kabhi bolney ka dil karta hai.....baqi wo kabhi kabhi k alawa...Khamoshi....
          mujhe bhi bohat pasand he khamoshi.....:rose

          Comment


          • #20
            Re: khamosh

            Originally posted by ambreen_shaam View Post
            kaha sirf us ne itna ke khamoshi hai mujhe bohat pasand
            itna sun na tha ke hum ne shor machati apni dharkanen bhi rok lee.

            wese mein aksar dhuwan daar tareeqay se bolti hoon..... khamosh loog na mujhe pasand hain na aisay logon kay saath interaction mein rahti hoon.....................
            apko to khamosh log pasand hi nahi...ab kia boloon:shyy:

            Comment


            • #21
              Re: khamosh

              Originally posted by ummid View Post
              ............!!
              ab itna bhi khamosh nahi hote ummid:tasali:

              Comment


              • #22
                Re: khamosh

                Originally posted by AbgeenA View Post
                apki kia baat he....apka dil to 80 saal ki umar bhi bhi bacha hi rehna he
                Aap ki prediction bhi tootay wali lag rahi he
                :thmbup:

                Comment


                • #23
                  Re: khamosh

                  Originally posted by AbgeenA View Post
                  Aslamaolikum
                  kese hen sab?:hii:
                  me yahan kisi ko khamosh karne nahi aei:shyy:...serf ye poochna he k ap kab kab khamosh rehte hen?bolne ka dil nahi karta...esa me koi bulaey to kia karte hen?or khamosh rehna acha lagta he ya dhuwaan dhaar bolna:garmi:
                  w sallamm..............

                  yeh khamosh rehnaa sinf e mukhaliff kay liey too duniaa kaa sabb
                  say ookhaa kamm hoo gaa............

                  jahan tak meraa tallak hai,,,jab mera klhamosh rehnnay ka mood hoo to
                  main sms chat kartaa hoooooooooooooo
                  :garmi:
                  "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                  Comment


                  • #24
                    Re: khamosh

                    Walaikum Assalam...

                    me zyada tar khamosh rahta ho...ya to likhta ho ya phir khamosh...kabhi mood ho to bol bhi leta ho :-$

                    Comment


                    • #25
                      Re: khamosh

                      walaikum salam,

                      kab kab khamosh rahti hun? jab kuch kehney k liye na ho tau khamosh rehti hun or akser kuch kehney ko na bhi ho tau bolti hun :-D

                      Khamoshi or bolney mey jab tak balance rahey tau theek rahta hai, agar ye balance kharab ho jaye tau phir massla ho jata hai. iss liye meyri koshish hoti hai k balance barqaraar rahey !
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment


                      • #26
                        Re: khamosh

                        Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                        Aap ki prediction bhi tootay wali lag rahi he
                        tota kon he?prediction ya aap?:think:

                        Comment


                        • #27
                          Re: khamosh

                          Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                          w sallamm..............

                          yeh khamosh rehnaa sinf e mukhaliff kay liey too duniaa kaa sabb
                          say ookhaa kamm hoo gaa............

                          jahan tak meraa tallak hai,,,jab mera klhamosh rehnnay ka mood hoo to
                          main sms chat kartaa hoooooooooooooo
                          :garmi:
                          yani khamosh to ap se bhi nahi raha jata

                          Comment


                          • #28
                            Re: khamosh

                            Originally posted by MeemSheenAlif View Post
                            Walaikum Assalam...

                            me zyada tar khamosh rahta ho...ya to likhta ho ya phir khamosh...kabhi mood ho to bol bhi leta ho :-$
                            acha karte hen

                            Comment


                            • #29
                              Re: khamosh

                              Originally posted by Z. View Post
                              walaikum salam,

                              kab kab khamosh rahti hun? jab kuch kehney k liye na ho tau khamosh rehti hun or akser kuch kehney ko na bhi ho tau bolti hun :-D

                              Khamoshi or bolney mey jab tak balance rahey tau theek rahta hai, agar ye balance kharab ho jaye tau phir massla ho jata hai. iss liye meyri koshish hoti hai k balance barqaraar rahey !
                              theek

                              Comment


                              • #30
                                Re: khamosh

                                hmmmmmmmmmm
                                Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

                                Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

                                Comment

                                Working...
                                X