Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

khamosh

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: khamosh

    Originally posted by Z. View Post
    walaikum salam,

    kab kab khamosh rahti hun? jab kuch kehney k liye na ho tau khamosh rehti hun or akser kuch kehney ko na bhi ho tau bolti hun :-D

    Khamoshi or bolney mey jab tak balance rahey tau theek rahta hai, agar ye balance kharab ho jaye tau phir massla ho jata hai. iss liye meyri koshish hoti hai k balance barqaraar rahey !
    aap ki baat pata nahi kyun mujhe achi lagi.....................wese Khamoshi ka haasil bhi ek lambi si Khamoshi hai
    sigpic

    Comment


    • #32
      Re: khamosh

      lagtaa hai batt u kay pallay sahi tarah say nahii pariiiii
      "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

      Comment


      • #33
        Re: khamosh

        Originally posted by AbgeenA View Post
        tota kon he?prediction ya aap?:think:
        ki keh rai ein
        :thmbup:

        Comment


        • #34
          Re: khamosh

          Originally posted by sarfraz_qamar View Post
          lagtaa hai batt u kay pallay sahi tarah say nahii pariiiii
          par gai he ji

          Comment


          • #35
            Re: khamosh

            Originally posted by munda_Sialkoty View Post
            ki keh rai ein
            wohi jo ap sun rahe hen toty sahab:tasali:

            Comment


            • #36
              Re: khamosh

              Originally posted by AbgeenA View Post
              wohi jo ap sun rahe hen toty sahab:tasali:
              Totay ki chachi :p
              :thmbup:

              Comment


              • #37
                Re: khamosh

                Originally posted by AbgeenA View Post
                Aslamaolikum
                kese hen sab?:hii:
                me yahan kisi ko khamosh karne nahi aei:shyy:...serf ye poochna he k ap kab kab khamosh rehte hen?bolne ka dil nahi karta...esa me koi bulaey to kia karte hen?or khamosh rehna acha lagta he ya dhuwaan dhaar bolna:garmi:
                na zaida khamoshi na zaida bolna :d
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment


                • #38
                  Re: khamosh

                  Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                  Totay ki chachi :p
                  yani ap bethe bithaey mere bhateeje ban gaey

                  Comment


                  • #39
                    Re: khamosh

                    Originally posted by AbgeenA View Post
                    yani ap bethe bithaey mere bhateeje ban gaey
                    aap meri chachi banana pasand karein gi?
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #40
                      Re: khamosh

                      Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                      aap meri chachi banana pasand karein gi?

                      Comment


                      • #41
                        Re: khamosh

                        Originally posted by AbgeenA View Post
                        yeh kia bananay ki kooshish kr rahi ho :lol
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #42
                          Re: khamosh

                          Originally posted by AbgeenA View Post
                          par gai he ji
                          parr gai hotii too yeh haall naa hotaaa:hohe:
                          "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                          Comment


                          • #43
                            Re: khamosh

                            Originally posted by AbgeenA View Post
                            Aslamaolikum
                            kese hen sab?:hii:
                            me yahan kisi ko khamosh karne nahi aei:shyy:...serf ye poochna he k ap kab kab khamosh rehte hen?bolne ka dil nahi karta...esa me koi bulaey to kia karte hen?or khamosh rehna acha lagta he ya dhuwaan dhaar bolna:garmi:
                            Wa allaikum salaam Rita

                            Khamoshi meri saheli hai - main iskey saath kaii kaii roz rah sakta hoon aur kisi ko khaber bhi nahin honey deta keh khamoshi merey saath hai...

                            Mujhey chup rehna achha lagta hai - balkeh aik sakoon deta hai. Magar aisa bhi aksar huwa hai keh main apni khamoshi mein khud hi sey batein karta hoon ....
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • #44
                              Re: khamosh

                              Originally posted by Masood View Post
                              Wa allaikum salaam Rita

                              Khamoshi meri saheli hai - main iskey saath kaii kaii roz rah sakta hoon aur kisi ko khaber bhi nahin honey deta keh khamoshi merey saath hai...

                              Mujhey chup rehna achha lagta hai - balkeh aik sakoon deta hai. Magar aisa bhi aksar huwa hai keh main apni khamoshi mein khud hi sey batein karta hoon ....
                              sach kahtey ho aur hum nay aap ki khamoshi dekh bhi li hai...... lakin ziyada khamosh bhi rahna yeh bhi kuch achi alamat nahi hoti.... yeh furastration, nakaami aur zindgi mein shikast ki nishandhi karti hain.... kuch loog baray sadmo se jab guzartey hain tu laambi khamoshi mein rahna pasand kartey hain..... bus laambi khamoshi se bach kay rahna........ :esmile:
                              sigpic

                              Comment


                              • #45
                                Re: khamosh

                                Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                                yeh kia bananay ki kooshish kr rahi ho :lol
                                kuch nahi

                                Comment

                                Working...
                                X