Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

mangni toooot gayi

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: mangni toooot gayi

    Originally posted by rehman
    hosakta hai abhi yeh farak mahsoos na ho... aur jab aap dono aged hojain tab yeh farak aap ko mahsoos ho.... :)
    To kiya hoya kiya is say muhabbat main kami aajay gi.. kher yah apni apni logic hain.:mm:
    Ab app kisi kam umer say shadi karay bohat khubsurat say aur ager kal usko kuch hojay ALLHA Na karay to kiya app usko chor dogay. kay wo ab khubsurat nahi rahi..
    INsaan ki kay saat is liyah zindagi start nahi karta kay wo kubsurat hain balkay is liyah kay wo apkay saat achi hain achay dil ki malik hain. jawani aur khubsurti janay wali cheezein hain. to aisi cheez ka kiya.
    ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

    Comment


    • #47
      Re: mangni toooot gayi

      Originally posted by Masood
      to aap ki sohbat aur kya hai?? :kr: :lpop:

      U is qadar gayeh guzrey ho ke me jesi ki sohbat mei baithna parta hai, i sympathise you :tasali:
      sigpic

      Comment


      • #48
        Re: mangni toooot gayi

        Originally posted by Masood
        Rehman baat yeh hai keh aik kaamyab shaadi ka daro maddar is baat per nahin hota keh umer mein kitna tazaad hai aur kiski umer kaisi hai. Aik kaamyab shaadi key liye sochon ka milna bohat zaroori hai. Larki aur larkey ko is baat per yaqin hona chahiye keh zindagi key mailey mein koi muqaam bhi aaey mera saathi us waqt meri himmat bandhaey ga jab main down hoon, aur us waqt mujhey encourage karey ga jab main theek jaa raha/rahi hoon. Aik doosrey per bharosa, aetmaad bohat zaroori hai.

        Aik fact yeh hai keh larkiyaan aur larkey aaj kal dey daur mein itney "ba'shaoor" ho gaey hain keh woh age key gap ko feel kartey hain. Unkey nazdeek agar age ka gap bohat ziyada ho ga to sochon mein ham'ahangi nahin hoti - thinking level different hota hai.

        Ba'zaat-e-khud I think keh kuchh saal ka gap hona chahiye. Larki kam'umer ho bhi to woh behtar adjust kar paati hai, lekin agar larki age mein larkey sey ziyada ho to ussey khud feel hota hai keh uska miyaan us sey kam'umer (bacha :wk ) hai...
        aap ki baton mein bara wazan hai..... :) jese pakistani society mein aksar larki ki age larkay ki age say kam wali say shadiyan kartay hain..... :) yeh samaji traditions hain..... :)
        :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

        Comment


        • #49
          Re: mangni toooot gayi

          Originally posted by Saima Shaheen
          U is qadar gayeh guzrey ho ke me jesi ki sohbat mei baithna parta hai, i sympathise you :tasali:
          .... ab kya kiya jaa sakta jo paley parr geya hai ussey bardasht to karna hi hai na :lol :lol
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #50
            Re: mangni toooot gayi

            Originally posted by rehman
            aap ki baton mein bara wazan hai..... :) jese pakistani society mein aksar larki ki age larkay ki age say kam wali say shadiyan kartay hain..... :) yeh samaji traditions hain..... :)
            Haan ji main ney baton key thailey mein pathar daaley huwey hain jabhi wazan hai :lol
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • #51
              Re: mangni toooot gayi

              Originally posted by Masood
              .... ab kya kiya jaa sakta jo paley parr geya hai ussey bardasht to karna hi hai na :lol :lol

              To matt abrdast kero, kis ne majboor kiya hai :zuban:
              sigpic

              Comment


              • #52
                Re: mangni toooot gayi

                Originally posted by Saima Shaheen
                To matt abrdast kero, kis ne majboor kiya hai :zuban:
                Koi kyun majboor karey ga main khud hi majboor hoon aur ham to toofano key hosley bhi aazmatey hain yeh to apna hosla azmaney wali baat hai na :zuban:
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment

                Working...
                X