Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Tjasus

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Tjasus

    Originally posted by munda_Sialkoty View Post
    Nahi mein ummid ka ilaaj baad mein karon ga pehlay tumhara emergency treatment required he :ys:
    u apnay per test karo sara ilaaaj pehlay

    Comment

    • #47
      Re: Tjasus

      Originally posted by Faro View Post
      u apnay per test karo sara ilaaaj pehlay
      chalo ub koi achi si baat karo au:
      :thmbup:

      Comment

      • #48
        Re: Tjasus

        Originally posted by munda_Sialkoty View Post
        chalo ub koi achi si baat karo au:
        achi baat ya ha kah me bohat achi hon

        Comment

        • #49
          Re: Tjasus

          Originally posted by Faro View Post
          achi baat ya ha kah me bohat achi hon
          bore ker rahi ho na :think:
          :thmbup:

          Comment

          • #50
            Re: Tjasus

            Originally posted by munda_Sialkoty View Post
            bore ker rahi ho na :think:
            bore ho ya saroo me ko kia :yaay: me tu ab ja rhi hon pg se ...yahan per jawab day day kar thak gai mai:offline:

            Comment

            • #51
              Re: Tjasus

              Originally posted by Faro View Post
              bore ho ya saroo me ko kia :yaay: me tu ab ja rhi hon pg se ...yahan per jawab day day kar thak gai mai:offline:
              aur mein tumharay jawaab perh perh ker :fuming:
              :thmbup:

              Comment

              • #52
                Re: Tjasus

                Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                aur mein tumharay jawaab perh perh ker :fuming:
                tu na parhooo:hairdrayer:

                Comment

                • #53
                  Re: Tjasus

                  Walaikum Assalaam

                  Aik baRi mashoor English saying hay " Curiosity kills tha Cat", Tajasus baaz auqaat manfi bhi hosakta hay! Tajasus aik hadh tak thik hota hay ziyada curious honay say aksar dimagh main manfi soch develop hoti hain jo uss ki zehni tawazun ko mutzalzal kardaiti hay.

                  Tajasus lafz jasoosi yaani Suragh rassan kay mayeni main lia jaata hay, jaisay Einstein ki misaal kay uss per apple gira tou uss nay khanay kay bajayay yeh Suraagh lagaya kay aakhir yeh zameen per gira kaisay aur gravity of earth ka wajood hua, isi tarah jitni bhi aijaadaat hain woh sab insaan kay TAJUSUS ka nateeja hay aur TAJUSUS insaan ki sab say baRi zaroorat (Neccesity) hay isi liye kaha gaya hay "Necessisty is a mother of invension".

                  Seekhnay aur seekhnay kay amal ko jaari rakhnay kay liye tajusus ka hona bohat zaroori hay.

                  Khush rahyeh :)

                  Fi amaan ALLAH
                  sigpic

                  Comment

                  • #54
                    Re: Tjasus

                    Originally posted by thefire1 View Post

                    • #55
                      Re: Tjasus

                      Originally posted by unity View Post
                      Yeh koi hoosla afza jawaab nahi tumhara :lol
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #56
                        Re: Tjasus

                        Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                        Yeh koi hoosla afza jawaab nahi tumhara :lol
                        unho ne acha reply kia...me ne parha or meri maloomat m izafa hua...ab jawaban me kia kehti..yehi kaha na

                        Comment

                        • #57
                          Re: Tjasus

                          Originally posted by unity View Post
                          unho ne acha reply kia...me ne parha or meri maloomat m izafa hua...ab jawaban me kia kehti..yehi kaha na
                          :lol
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #58
                            Re: Tjasus

                            Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                            :lol
                            ab apka ye reply kia hosla afza tha:think:

                            Comment

                            • #59
                              Re: Tjasus

                              Originally posted by unity View Post
                              ab apka ye reply kia hosla afza tha:think:
                              nai mera jawaab rooh afza tha :lol
                              :thmbup:

                              Comment

                              • #60
                                Re: Tjasus

                                me ko tajasus ho raha ha kah akhar machar khoon kiiun petay hian

                                Comment

                                Working...
                                X