Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Tjasus

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Tjasus

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Well, ager mein isay as question loon to yeh aik "stupid question" he. Her koi apnay aap ko achi tarah se janta he. Apnay aap se bhala kia dhaka chupa hota he.

    Haan insaan apnay aap ko jananay ki bajaye apnay aap ko change kerne ki justaju zaroor kerta he aur wo bhi aik positive and effective change ke liye. Insaan hama'waqt apnay ander chooti chooti tabdeeliyaan lanay ki kooshish kerta rehta he aur yeh tabdeeliyan positive and negative dono hoti hein. Yeh sara kheel insaan ke mindset ka hota he.

    Tum ne nahi bataya ke tum kin cheezon ke baray mein curious hoti ho? Apna experience bhi share karo.
    khud ko jan'na koi stupid question nahi he
    or me ne btaya tha k me death k bare me bohat sochti hun k kia he ye?is k elawa me asmaan dekhti hun to sochti hun k is ki had kahan tak ho gi....

    Comment


    • #17
      Re: Tjasus

      Originally posted by unity View Post
      khud ko jan'na koi stupid question nahi he
      or me ne btaya tha k me death k bare me bohat sochti hun k kia he ye?is k elawa me asmaan dekhti hun to sochti hun k is ki had kahan tak ho gi....
      yeh question her aik ke zehan mein aatay hein. But I repel these questions out of my mind.

      Tumhara tajasus insano ke baray mein kesa he?
      :thmbup:

      Comment


      • #18
        Re: Tjasus

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        yeh question her aik ke zehan mein aatay hein. But I repel these questions out of my mind.

        Tumhara tajasus insano ke baray mein kesa he?
        insano k bare me mujhe koi khas tajasus nahi he....shaed me jaan gai hun insan kia hota he:khi:

        Comment


        • #19
          Re: Tjasus

          Originally posted by unity View Post
          insano k bare me mujhe koi khas tajasus nahi he....shaed me jaan gai hun insan kia hota he:khi:
          Never say "no" to learning. Tum mujay itni strong nahi lagti ho jis ka tum daawa ker rahi ho.

          Shayad tum thoora sa careless pretend ker rahi ho. Anyhow, ur choice.
          :thmbup:

          Comment


          • #20
            Re: Tjasus

            Originally posted by unity View Post
            Aslamoalikum:hii:
            tjasus insani zindagi ka aik ehem juzv....isi justaju ne insan ko gharon se chaand tak pohanchaya....poochna ye he k ap ke dimagh me kin kin batob,kin kin topics k bare me tjasus paya jata he..kia baat he jo aap khojna chahte hen?wo baat share karen..chahe wo dunya me kisi baat se mutalik ho kisi shaks se mutalik...kainaat se mutalik...kuch bhi to ap k dimagh me ata he bataen....
            jese mujhe death k bare me bohat tjasus he...kese marna ho ga,farishte yani new makhlook kesi dikhti ho gi?kia ho ga..kia ho ga???kahan jaen ge???ese hi.....or bhi bataun gi sath sath...pehle ap shiru kee jeay lekin plzz seriously
            unity aap ka bahut umda topic hey......

            curiosity ko jis wazahat se aamir aur ummid ney kiya vo zabardast bhi tha bahut parhnay mein maza bhi aaya....... aur mein aamir aur ummid key comments ko dil se appreciate bhi karti hoon.....

            jahan tak mera taluk hey meri tajusas waqt ke saath badalti rahti hey..... wese kabhi islam ko parhnay ka tajussas raha tu kabhi science ko tu kabhi kuchh..... ab bhi mein koe new cheez yaa new concept parhti hoon tu uss ki deep mein jana me ko acha lagta hey...... aur koshash karti hoon kay iss ki cheez ki hakeekat ko puhanchon.......

            lakin sab se ziyada me ko tajussas politics ko parhnay ka hota hey...... aur politics ko ek new angle se samajhnay ki koshash bhi karti hoon...... mein chahti hoon kay politics key uss pehlu ko ojjagar karon jo aaj tak kisi ney na kiya ho..... behaal yeh meri ek tajussas hey......
            sigpic

            Comment


            • #21
              Re: Tjasus

              wsalam!


              Tajasus achi chiz ha per khabi khabi ya itna irritating hota ha ....Har insaan ki ki apni definition ha tajasus ki ....
              Kuch log Is mai parosiyo ki khabar rakhnay ko , har insaan ki choti c choti baat ko ,kia baat hoi, kes se hoi, kiun ki aur kahan aur kes waqt hoi ya sab sawal karna sahi samjhtay hain.
              Agar tum se koi 100 sawal pouch lay is tarhan kay tumhray baray mai tu tum ya tu nhi kaho gi kah bari achi baat ha bhi tajsus bohat achi chiz ha :lol
              Mai samjhti hon asi baatian agar dosra khud bata daiy tu thek warna intazar karo shaid khud hi ap ko is qabil samjh kar bata day. magar itnay saray sawal kesi se nhi karnay chaiya
              mai tu shaid 5 sawal per hi kah do bas bhi is se zayda sawal kia tu kesi ka sar phat jana ha ...

              Mujhay tajsus kam hi hota ha ...shaid nature mai nhi ha aur shiad interest bhi kam hogia ha ya phir time nahi ha :lol .Jabkay tajasus hona chaiya ...logo ky baray mai aik had tak info rakhna achi baat ha khas kar woh jo ap kay as pas hain jin se ap ka roz ka interaction ha! WAsay logo ky baray mai ya bhi mera khiyal ha kah jin kay sath hotay ho aur agar woh ap ko ahmiyat datay hain thora sa bhi. tu woh khud baata datay hain apnay baray mai...kurad kurad kar info laina bhi ghalat ha ...

              Kesi nai chiz ka pata lagay tu us kay baray mai aur info lainay ki kosish kar lati hon aur kuch tu asay hotay hian jin ky baray mai full info na dhond lo tab tak sakon nahi ata:lol .koi specific topic nazar agia tu us kky baray mai info dhond li ..warna me samjhti hon mujh mai koi tajssus walay keray nhi paye jatay jo kah buri baat ha:think:
              Last edited by fari; 23 March 2010, 08:38.

              Comment


              • #22
                Re: Tjasus

                Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                Never say "no" to learning. Tum mujay itni strong nahi lagti ho jis ka tum daawa ker rahi ho.

                Shayad tum thoora sa careless pretend ker rahi ho. Anyhow, ur choice.
                ap kitna jaan paey insan ko?
                or strong me nahi hun lekin Allah ka sath ho to kamzor bhi nahi hoti

                Comment


                • #23
                  Re: Tjasus

                  Originally posted by safia View Post
                  unity aap ka bahut umda topic hey......

                  curiosity ko jis wazahat se aamir aur ummid ney kiya vo zabardast bhi tha bahut parhnay mein maza bhi aaya....... aur mein aamir aur ummid key comments ko dil se appreciate bhi karti hoon.....

                  jahan tak mera taluk hey meri tajusas waqt ke saath badalti rahti hey..... wese kabhi islam ko parhnay ka tajussas raha tu kabhi science ko tu kabhi kuchh..... ab bhi mein koe new cheez yaa new concept parhti hoon tu uss ki deep mein jana me ko acha lagta hey...... aur koshash karti hoon kay iss ki cheez ki hakeekat ko puhanchon.......

                  lakin sab se ziyada me ko tajussas politics ko parhnay ka hota hey...... aur politics ko ek new angle se samajhnay ki koshash bhi karti hoon...... mein chahti hoon kay politics key uss pehlu ko ojjagar karon jo aaj tak kisi ney na kiya ho..... behaal yeh meri ek tajussas hey......
                  haan mazhab,politics,ye kainaat...in sab k bare mujhe bhi bohat tjajsus hota he to parhti hun is bare me

                  Comment


                  • #24
                    Re: Tjasus

                    Originally posted by Faro View Post
                    wsalam!


                    Tajasus achi chiz ha per khabi khabi ya itna irritating hota ha ....Har insaan ki ki apni definition ha tajasus ki ....
                    Kuch log Is mai parosiyo ki khabar rakhnay ko , har insaan ki choti c choti baat ko ,kia baat hoi, kes se hoi, kiun ki aur kahan aur kes waqt hoi ya sab sawal karna sahi samjhtay hain.
                    Agar tum se koi 100 sawal pouch lay is tarhan kay tumhray baray mai tu tum ya tu nhi kaho gi kah bari achi baat ha bhi tajsus bohat achi chiz ha :lol
                    Mai samjhti hon asi baatian agar dosra khud bata daiy tu thek warna intazar karo shaid khud hi ap ko is qabil samjh kar bata day. magar itnay saray sawal kesi se nhi karnay chaiya
                    mai tu shaid 5 sawal per hi kah do bas bhi is se zayda sawal kia tu kesi ka sar phat jana ha ...

                    Mujhay tajsus kam hi hota ha ...shaid nature mai nhi ha aur shiad interest bhi kam hogia ha ya phir time nahi ha :lol .Jabkay tajasus hona chaiya ...logo ky baray mai aik had tak info rakhna achi baat ha khas kar woh jo ap kay as pas hain jin se ap ka roz ka interaction ha! WAsay logo ky baray mai ya bhi mera khiyal ha kah jin kay sath hotay ho aur agar woh ap ko ahmiyat datay hain thora sa bhi. tu woh khud baata datay hain apnay baray mai...kurad kurad kar info laina bhi ghalat ha ...

                    Kesi nai chiz ka pata lagay tu us kay baray mai aur info lainay ki kosish kar lati hon aur kuch tu asay hotay hian jin ky baray mai full info na dhond lo tab tak sakon nahi ata:lol .koi specific topic nazar agia tu us kky baray mai info dhond li ..warna me samjhti hon mujh mai koi tajssus walay keray nhi paye jatay jo kah buri baat ha:think:
                    nahi fari ye wo wala tjasus nahi he...tank jhaank....wo to mujhe bhi bohat bura lagta he..mujhe jab ehsas ho jaey k koi meri toh me he....to bas dil chahta he agle bande ko utha kar khiriki se bahir phenk doon:fight:
                    u un topics ka btao jin k bare me u jan'na chati ho....jo tumhen foran apni taraf mutawjo karte hon

                    Comment


                    • #25
                      Re: Tjasus

                      Larkiyaan apni curiosity chupati hein, wo kabi sahi sahi nahi batein gi ke wo kin areas mein ziada interest rakhti hein :lol
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #26
                        Re: Tjasus

                        Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                        Larkiyaan apni curiosity chupati hein, wo kabi sahi sahi nahi batein gi ke wo kin areas mein ziada interest rakhti hein :lol
                        misal kay tor per ? tumhay itna pata ha tu ya bhi bata do ks baray maa chupati hian

                        Comment


                        • #27
                          Re: Tjasus

                          Originally posted by Faro View Post
                          misal kay tor per ? tumhay itna pata ha tu ya bhi bata do ks baray maa chupati hian
                          Tum senorita ka style copy ker rahi ho is emoticon ke saath Wo aaye gi to mein tumhari shikayat laga deni he :hairdrayer:
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #28
                            Re: Tjasus

                            Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                            Tum senorita ka style copy ker rahi ho is emoticon ke saath Wo aaye gi to mein tumhari shikayat laga deni he :hairdrayer:
                            style kesi ka bhi ho ....u jawab do ...zyada copy paste ki gurantteiyan dainay ki zarort nahi:huh!:

                            Comment


                            • #29
                              Re: Tjasus

                              Originally posted by Faro View Post
                              style kesi ka bhi ho ....u jawab do ...zyada copy paste ki gurantteiyan dainay ki zarort nahi:huh!:
                              Ok mein jawaab deta hoon, tum sawaal karo sawaali :hairdrayer:
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #30
                                Re: Tjasus

                                Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                                Ok mein jawaab deta hoon, tum sawaal karo sawaali :hairdrayer:
                                sawal ya ha kah kon c asi baatain hain jo u ko pata ha jin ka tajasus larkiyo ko hota ha :snap:

                                Comment

                                Working...
                                X