Originally posted by munda_sialkoty
View Post
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
ª!ª کیا کوئی میری مدد کرے گا ؟؟؟؟ ª!ª
Collapse
X
-
Originally posted by aabi2cool View Postو خلاصة ما فيه في مسألة التروك النبوية :
- الترك ليس مجرد عدم الفعل , بل الترك هو تعمد عدم الفعل , لا أقول ( تركت الغداء ) إلا إن كان أمامي ثم لم أتناوله , أما إن لم يوضع أصلا أمامي فلا أكون تاركا له .
- الفعل المجرد عن القرائن و لم يكن امتثالا لأمر قولي بالفعل ينظر فيه , فإن كان فيه قصد القربة كان مندوبا , و إلا كان مباحا .
- كذلك الترك المجرد عن القرائن و لم يكن امتثالا لأمر قولي بالترك , إن ظهر فيه قصد القربة دل على الكراهة , و إن لم يظهر فيه قصد القربة دل على الإباحة .
- كذلك قرر الدكتور عبد الله الجديع في ( تيسير علم أصول الفقه ) .
- مثـّل كلاهما لترك ظهر فيه قصد القربة فدل على الكراهة بمثال مصافحة الرجال للنساء , فإن النبي - صلى الله عليه و سلم - تركها عمدا في موقف يقتضيها و تستحب فيه شرعا ( البيعة ) , فدل على كراهتها , لأنه كان تركا مجردا عن القرائن و عن الامتثال لنهي قولي .
و الله أعلم .
khair tooti pooti urdu main kii hai translation check kar lejiye..
or is (book) main Turook Nabaviya k malsey k baarey main jo hai us ka khulasa yeh hai..(turook=turk ki jama)
- tark karna yeh nahii k sirf Fae'l(فعل) na karna, balkeh tark hai jaan boojh kar na karna, main nai kehta k "main ne lunch tark kiya" us waqt tuk jub wo merey saamney ho or main na khaaon, or agar wo merey saamney rakha hi na gaya ho tu main ne usey tark nai kiya..
- wo فعل jo (قرائن yani correlated) se devoid ho..or na ho kisi( امتثالا لأمر قولي بالفعل)* tu is par ghour kiya ja sakta hai, agar is main yeh samney aye k qurbat maqsood thi tu yeh is ki karahat ka saboot hai..or agar is mai qurbat ka maqsad saamney na aye tu is ki ijazat ka saboot hai..
- isi tarah Dr. Abdullah al-jdai'e ne ( تيسير علم أصول الفقه ) mai (قرر k wordly meanings faisla karney k hain)
- in dono ne aisey tark k baarey main bataya jis sey qurbat maqsood ho...tu yeh is ki karahat ka saboot hai..misaal k tor par mardoon or aurtoon ka musafha..
kyunki Nabi (alaihi-is-salatu wassalam) ne jaan bojh kar isey (yaani masafhey ko) aisey moqey par tark kiya jis main is ka taqaza bhi tha or shara'n mustahib bhi tha (yaani بيعت k moqey par) tu yeh is ki karahat ka saboot hai, kyunki yeh tark (قرائن yani correlated) or lafzii nahee se devoid tha..
(امتثالا لأمر قولي بالفعل)*yani kisi oral order ko maan kar koi فعل karna..
or haan aglii baar translation karanii ho tu Arabic to.. mat karaye......to arabic jitnii karwaani ho kara lein.........................!!!!!
Comment
-
ALLAH SWT aap kay Taya Jaan ko Jannat-Ul-Firdous main aala maqam ata karay aur unn kay tamam Saghira-O-kabira gunahoon ko mua'af karay AMEEN
JAZACH ALLAH KHAIR Rania, MASHALLAH bohat khoob tarjuma kia hay aap nay lafz-ba-lafz, bohat khushi hoyee paRh kar. Khush rahyeh :)
Originally posted by bhataktii rooh View Postsorry bhaijaan late hogayii...Taya abu fout hogaye hain isi liye waqt nai mil paya...
khair tooti pooti urdu main kii hai translation check kar lejiye..
or is (book) main Turook Nabaviya k malsey k baarey main jo hai us ka khulasa yeh hai..(turook=turk ki jama)
- tark karna yeh nahii k sirf Fae'l(فعل) na karna, balkeh tark hai jaan boojh kar na karna, main nai kehta k "main ne lunch tark kiya" us waqt tuk jub wo merey saamney ho or main na khaaon, or agar wo merey saamney rakha hi na gaya ho tu main ne usey tark nai kiya..
- wo فعل jo (قرائن yani correlated) se devoid ho..or na ho kisi( امتثالا لأمر قولي بالفعل)* tu is par ghour kiya ja sakta hai, agar is main yeh samney aye k qurbat maqsood thi tu yeh is ki karahat ka saboot hai..or agar is mai qurbat ka maqsad saamney na aye tu is ki ijazat ka saboot hai..
- isi tarah Dr. Abdullah al-jdai'e ne ( تيسير علم أصول الفقه ) mai (قرر k wordly meanings faisla karney k hain)
- in dono ne aisey tark k baarey main bataya jis sey qurbat maqsood ho...tu yeh is ki karahat ka saboot hai..misaal k tor par mardoon or aurtoon ka musafha..
kyunki Nabi (alaihi-is-salatu wassalam) ne jaan bojh kar isey (yaani masafhey ko) aisey moqey par tark kiya jis main is ka taqaza bhi tha or shara'n mustahib bhi tha (yaani بيعت k moqey par) tu yeh is ki karahat ka saboot hai, kyunki yeh tark (قرائن yani correlated) or lafzii nahee se devoid tha..
(امتثالا لأمر قولي بالفعل)*yani kisi oral order ko maan kar koi فعل karna..
or haan aglii baar translation karanii ho tu Arabic to.. mat karaye......to arabic jitnii karwaani ho kara lein..sigpic
Comment
-
Originally posted by thefire1 View PostALLAH SWT aap kay Taya Jaan ko Jannat-Ul-Firdous main aala maqam ata karay aur unn kay tamam Saghira-O-kabira gunahoon ko mua'af karay AMEEN
JAZACH ALLAH KHAIR Rania, MASHALLAH bohat khoob tarjuma kia hay aap nay lafz-ba-lafz, bohat khushi hoyee paRh kar. Khush rahyeh :)
thanx.........................!!!!!
Comment
Comment