Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aap kia kahein ge.

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Aap kia kahein ge.

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Aslam-o-Alaikum!



    It is kind of embarassing situation ke loog aap ko emotionally blackmail kerte hein. Aap kia kehtay hein is baray mein?
    و عليكم السلام و رحمة الله

    me k kuch kehney se farq parrey ga...tu keh doon gii..laikin agar nai parrta tu phir time waste nai kartii...
    .......................!!!!!

    Comment


    • #32
      Re: Aap kia kahein ge.

      Originally posted by D@y W@lk3r View Post
      duniya main srif aik wahid country hain Singapore jaha tip dena mana hain...500Doller jurmana hosakta hain.. ager jisko app tip day rahay ho aur wo police called karlay:esmile:
      bohat acha rule he wahan ka
      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      Aap larki ho, is liye aap ko shayad itna idea na ho. Hamein to saans lene per bhi tip aur bakhshish deni perti he. We hardly find a chance to pay only the price for services offered to us.

      Patient ko hospital se le ker niklo, Nurses aur Guard ko tip do.
      Shadi beyaah ke mookay per atleast 10 jagah aisi tips deni perti hein.
      Gari rent per lo, to drive aap se tip mangay ga
      Hotels mein jaoo to aap ka luggage carry kerne walay ko tip
      Airport se bahir aao, especially Lahore Airport se to loog aap ka bag paker lete hein aur usay gari tak choornay aatay hein. Aik baar mein ne 500 de diye, per wo kehnay laga ke sirf 20 dollar de dein, ghusay mein aa ke mein ne usay kuch bhi nahi diya.
      Last Eid-ul-Bakar ke pehlay din meri flight thi to 2 jagah mujay Lahore Airport ke ander Eidi deni pari.

      Yahan per aaway ka aawa he bigra hua he. Hum loogon ko aisi kia policy akhteyaar kerni chahiye ke aisay loogon ki hoosla shikni ho?
      asal me achi bari tip dena bhi log apni shaan samjhte hen,aksar khane par dete dekha he

      Comment


      • #33
        Re: Aap kia kahein ge.

        Originally posted by D@y W@lk3r View Post
        chal rehanay day..:taali:
        Rehnay deta hoon, lekin tu waada ker ke ainda bangkok nahi jaye ga :taali:
        :thmbup:

        Comment


        • #34
          Re: Aap kia kahein ge.

          Originally posted by u_r View Post
          ji pardaade:oldie:tere jesse kumaqaluhn ke liye youtube per post karuhn gi video....ager uss se kuch na seekha to
          Okkkkkkkkkkkkkkkk
          :thmbup:

          Comment


          • #35
            Re: Aap kia kahein ge.

            Originally posted by safia View Post
            aap ney jo issues uthain hein vo genuine bhi hein aur haqeekat bhi...... ek baat se pata tu lagta hey key aap ney shopping karne gaye aur car wash bhi karwai aur hotel se khana bhi nosh kiya.......

            wakai beshtar shopkeeper her cheez per rate ziyada lagte hein..... girls se tu va baht paisey batortey hein.......... behas bhi nahi karsakti...... consumer ko awareness honi chahiye kuchh shikayat centres hoon agar koe shopkeeper ziyada paisay ley tu vahan complain karsakey aur unkay khilaaf wakai karwai ho tu vo baht acha hoga........

            Mein na to aik baar shopping kerne gaya hoon, na aik baar car wash kerwai aur na he aik baar hotel mein khana khaya, lolz. Aik routine ki baat ker raha hoon na.

            Is ki misaal mein kuch aisay bhi doon ga ager mein ladies shoes khud le ker aaon to mujay sastay mein mil jata he, shopkeepers price ko negotiate ker lete hein lekin mein ne dekha he ke jub mein apni sisters mein se kisi ko le ker jaoon to shopkeeper saaf keh dete hein ke paisay kum nahi hoon ge. Yani wo bhaamp jatay hein ke yeh bhai he, behan ki choice ko rudd nahi karay ga. Chalo yeh aik tip wala masla to nahi he, lekin yahan bhi shopkeeper kisi na kisi tarah se aap ko emotionally blackmail ker raha hota he.

            Waise I have got a different tendency. Chowk per, Ishaaron per aap aik minute bhi ruktay ho to loog paisay mangnay aa jatay hein, mein unhein nahi deta. bulke baaz aukaat ager mujay koi shikasta haal banda nazar aa jaye ya koi bazurg nazar aa jaye to mein khud usay achay paisay de deta hoon. So yeh bhi aik soochnay ka andaaz he. Mujay mangnay walay aur lalchai aankhon walay banday achay nahi lagtay.
            :thmbup:

            Comment


            • #36
              Re: Aap kia kahein ge.

              Originally posted by bhataktii rooh View Post
              و عليكم السلام و رحمة الله

              me k kuch kehney se farq parrey ga...tu keh doon gii..laikin agar nai parrta tu phir time waste nai kartii...
              :donno:
              Last edited by Mr. Sialkoty; 23 February 2010, 12:05.
              :thmbup:

              Comment


              • #37
                Re: Aap kia kahein ge.

                Originally posted by unity View Post
                bohat acha rule he wahan ka


                asal me achi bari tip dena bhi log apni shaan samjhte hen,aksar khane par dete dekha he
                Aisa hota he, infact mein bhi isi system ka hissa raha hoon. But ppl are becoming habitual and it is an alarming situation now. Hamein kuch soochna chahiye.

                Aap guess ker lo, aap paida fruit walay ke paas jaoo to aap ko achay rate mein fruit mil jaye ga, aap car mein jaoo to usi fruit ki price increase ho jaye gi.:donno:
                :thmbup:

                Comment


                • #38
                  Re: Aap kia kahein ge.

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Aisa hota he, infact mein bhi isi system ka hissa raha hoon. But ppl are becoming habitual and it is an alarming situation now. Hamein kuch soochna chahiye.

                  Aap guess ker lo, aap paida fruit walay ke paas jaoo to aap ko achay rate mein fruit mil jaye ga, aap car mein jaoo to usi fruit ki price increase ho jaye gi.:donno:
                  ham isi leay gari kuch door khari k cheez lete hen.dekha kitne chalak log hen ham:ekek:

                  Comment


                  • #39
                    Re: Aap kia kahein ge.

                    Originally posted by unity View Post
                    ham isi leay gari kuch door khari k cheez lete hen.dekha kitne chalak log hen ham:ekek:
                    Tumhari chalaaki se mein bhi ub sabak seekhon ga :lol
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #40
                      Re: Aap kia kahein ge.

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Tumhari chalaaki se mein bhi ub sabak seekhon ga :lol
                      or bhi bohat sari chalakiyaan sikha doon gi..fikar not:taali:

                      Comment


                      • #41
                        Re: Aap kia kahein ge.

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        Rehnay deta hoon, lekin tu waada ker ke ainda bangkok nahi jaye ga :taali:
                        lol i love Thailand. main to Bangkok main ghar lay kio soch raha hoon.. aur to janay say mana kar raha hain...
                        ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                        Comment


                        • #42
                          Re: Aap kia kahein ge.

                          Originally posted by unity View Post
                          bohat acha rule he wahan ka
                          :
                          ji aur world ki clean country hain...lekin little India oh my GOD....too dirty and shit smelling:garmi:
                          ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                          Comment


                          • #43
                            Re: Aap kia kahein ge.

                            Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                            lol i love Thailand. main to Bangkok main ghar lay kio soch raha hoon.. aur to janay say mana kar raha hain...
                            Yani mera shak theek nikla :ekek:
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #44
                              Re: Aap kia kahein ge.

                              Originally posted by unity View Post
                              or bhi bohat sari chalakiyaan sikha doon gi..fikar not:taali:
                              aaj se tum billi aur mein sher :taali:
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #45
                                Re: Aap kia kahein ge.

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                Yani mera shak theek nikla :ekek:
                                to jaisa hain na wesa hi sochay ga...:ekek:
                                ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                                Comment

                                Working...
                                X