Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aap kia kahein ge.

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Aap kia kahein ge.

    baaki ko choro.....items ya services khareedo to aur baat he...mager mein to airport per mojood logouhn ka zikr karuhn gi.ISB airport per aik se bar ker aik hota he aap se pese maangne ke liye mojod.ji chahta he ke next time haath me charri le ker jauhn ...aur woh bhi jiss je saath boht sari keelein lagi huun.maza na chaka duhn maangne waluhn ko!!!!!!!!!!!

    aur to aur.....ladies bathrooms mein checha aik aurat kahri hoti he, jo loguhn ko cubicles ki tarf direct kerti he aur phr haath done ke liye sinks ki taraf bhi....jesse safar kerne waluhn ne pehli baar toilet/bathroom mein qadam rakho ho!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!aur phir woh yeh puuchna bhi farz samjhti he ke kahn se aai ho aur kahn jaa rahe ho!!!!!!!!!!!!!!!!!usse toilets se bahir kiyuhn nahi nikala jaata:fight::fight::fight:!!!!!
    Last edited by u_r; 22 February 2010, 20:27.

    sigpic

    Comment

    • #17
      Re: Aap kia kahein ge.

      Originally posted by u_r View Post

      Tera ghum mera ghum ik jesa sanam :lol

      Aisi khawateen ko bathroom mein flush out ker dena chahiye 372-haha
      :thmbup:

      Comment

      • #18
        Re: Aap kia kahein ge.

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        I am really sick of it. Frankly saying, mein nahi chahta aisay loogon ko paisay dena. It is not that I am miser, I spent an amount on needy. But it is a horrible tendency of blackmailing. Jub mera mood na ho ziada baat kerne ka to mein paisay de ke jaan churata hoon, jub thoora time ho to mein aisay loogon per baras bhi perta hoon. Aisa nahi hona chahiye, aakhir in loogon ko apni izat-e-nafs ka kyoon khyaal nahi?

        kiun kah log unko ahsas nahi dilatay.....log hi hotay hian jo asay logo ko moqa datay hain phailnay ka ......woh dheet is lia hian kah unko pata ha sab nay kam niklwana ha aur apni zarort pernay per sab paisay dain gay.... muflisi jab ati ha kesi per tu us ko nhi pata hota kah izat-e-nafs , dean o dunia kia chiz ha .....humra mulk hi itna gareeb hogia ha, mehngai itni hoti ja rhi ha gareeb bhi bhartay ja rhay hian woh kahtay hian jahan se milay lay looooo

        Comment

        • #19
          Re: Aap kia kahein ge.

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          :tasali:

          sub log tip maang rahe hain you bhi tip maango apne boss se or kaho ke me se sub tip mangte hain un ko tip dene ke liye aap me ki selary mein tip ki money add kar de... or woh kahe ke me tip kahan se lo tu usey kaho ke apne seniors se or us ka koi senior na ho tu usey kaho ke dil bara kar le... :oldie:
          aap sumjh gaye na me kya kehna cha rahi ho

          Comment

          • #20
            Re: Aap kia kahein ge.

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Tera ghum mera ghum ik jesa sanam :lol

            Aisi khawateen ko bathroom mein flush out ker dena chahiye 372-haha
            na tera ghum tera hi he...mera ghum mera hi rehne do:hairdrayer:

            nahi......nxt time zroor keeluhn barri charri le ker jaauhn gi..2/4 lagain na to sara phook nikl jai ga...aur woh b bathroom se nikl jai gi...udher ka rukh fir na kere gi:fight:

            sigpic

            Comment

            • #21
              Re: Aap kia kahein ge.

              Originally posted by Faro View Post
              kiun kah log unko ahsas nahi dilatay.....log hi hotay hian jo asay logo ko moqa datay hain phailnay ka ......woh dheet is lia hian kah unko pata ha sab nay kam niklwana ha aur apni zarort pernay per sab paisay dain gay.... muflisi jab ati ha kesi per tu us ko nhi pata hota kah izat-e-nafs , dean o dunia kia chiz ha .....humra mulk hi itna gareeb hogia ha, mehngai itni hoti ja rhi ha gareeb bhi bhartay ja rhay hian woh kahtay hian jahan se milay lay looooo
              Wo to mein bhi understand kerta hoon. Lekin is ka proper solution kia he
              :thmbup:

              Comment

              • #22
                Re: Aap kia kahein ge.

                Originally posted by ummid View Post
                sub log tip maang rahe hain you bhi tip maango apne boss se or kaho ke me se sub tip mangte hain un ko tip dene ke liye aap me ki selary mein tip ki money add kar de... or woh kahe ke me tip kahan se lo tu usey kaho ke apne seniors se or us ka koi senior na ho tu usey kaho ke dil bara kar le... :oldie:
                aap sumjh gaye na me kya kehna cha rahi ho
                Kahin yeh tumhari Saazish to nahi
                :thmbup:

                Comment

                • #23
                  Re: Aap kia kahein ge.

                  Originally posted by u_r View Post
                  na tera ghum tera hi he...mera ghum mera hi rehne do:hairdrayer:

                  nahi......nxt time zroor keeluhn barri charri le ker jaauhn gi..2/4 lagain na to sara phook nikl jai ga...aur woh b bathroom se nikl jai gi...udher ka rukh fir na kere gi:fight:
                  Jo bhi karo gi, us ki video zaroor bana lena, ta ke mein bhi tum se kuch direction le sakoon. Itna to mujay pata he ke tum daadi bari ho :garmi:
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #24
                    Re: Aap kia kahein ge.

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    Wo to mein bhi understand kerta hoon. Lekin is ka proper solution kia he
                    tum ho solution har jagha ja kar apna bp high kar kay logo ka sar khao jo paisay mangay 372-hahaphir koi dar kay maray kesi se nhi mangay ga tip

                    Comment

                    • #25
                      Re: Aap kia kahein ge.

                      Originally posted by Faro View Post
                      tum ho solution har jagha ja kar apna bp high kar kay logo ka sar khao jo paisay mangay 372-hahaphir koi dar kay maray kesi se nhi mangay ga tip
                      To tell you, jo banda muj se tip nahi maangta, jo decent react kerta he mein usay apni merzi se tip de deta hoon, jub ke jo lalchaii hui nazroon se dekhtay hein mera dil nai kerta unhein theenga bhi dene ko
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #26
                        Re: Aap kia kahein ge.

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        Yaar Took Took walay ke paas tu he jata he, mein to wahan apnay kaam se kaam rakhta hoon, tumhari tarah "Nana streets" nahi goomta rehta raat ko 372-haha
                        chal rehanay day..:taali:
                        ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                        Comment

                        • #27
                          Re: Aap kia kahein ge.

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          Jo bhi karo gi, us ki video zaroor bana lena, ta ke mein bhi tum se kuch direction le sakoon. Itna to mujay pata he ke tum daadi bari ho :garmi:
                          ji pardaade:oldie:tere jesse kumaqaluhn ke liye youtube per post karuhn gi video....ager uss se kuch na seekha to

                          sigpic

                          Comment

                          • #28
                            Re: Aap kia kahein ge.

                            Originally posted by u_r View Post
                            baaki ko choro.....items ya services khareedo to aur baat he...mager mein to airport per mojood logouhn ka zikr karuhn gi.ISB airport per aik se bar ker aik hota he aap se pese maangne ke liye mojod.ji chahta he ke next time haath me charri le ker jauhn ...aur woh bhi jiss je saath boht sari keelein lagi huun.maza na chaka duhn maangne waluhn ko!!!!!!!!!!!

                            aur to aur.....ladies bathrooms mein checha aik aurat kahri hoti he, jo loguhn ko cubicles ki tarf direct kerti he aur phr haath done ke liye sinks ki taraf bhi....jesse safar kerne waluhn ne pehli baar toilet/bathroom mein qadam rakho ho!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!aur phir woh yeh puuchna bhi farz samjhti he ke kahn se aai ho aur kahn jaa rahe ho!!!!!!!!!!!!!!!!!usse toilets se bahir kiyuhn nahi nikala jaata:fight::fight::fight:!!!!!
                            u-r tum ne bilkul thek kaha thmbup:

                            Comment

                            • #29
                              Re: Aap kia kahein ge.

                              Originally posted by u_r View Post
                              ji pardaade:oldie:tere jesse kumaqaluhn ke liye youtube per post karuhn gi video....ager uss se kuch na seekha to
                              good u-r :ys:

                              Comment

                              • #30
                                Re: Aap kia kahein ge.

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                Aslam-o-Alaikum!

                                Waqt guzarne ke saath mein ne observe kia he ke pyaray pakisan mein over charging ka concept bohat promote ho raha he. Price fix kerne ke bawajood loog aap se ziada expect kerte hein. Ba'hesiyat banday ko wo aik second mein jaanch lete hein aur us se jese taise paisay ainth lete hein. Aisa mostly services dene walay departments mein hota he. Kuch misaalein dena chahoon ga yahan pe....

                                1. Foam Shave ka rate Sialkot mein mostly 30 Rs. he. Lekin mujay 40 Rs. suna ker loog 50 Rs. charge kerte hein. 100 ka note doon to wapis 50 Miltay hein, aik baar poochnay per us ne keh dia janab sirf 10 rupay he aap se ziada rakhay hein, ager aap kehtay hein to wapis ker deta hoon.

                                2. Restaurants mein Tip ka concept bohat promote ho gaya he. Decent pant coat pehnay huay waiter aap ko booklet mein paisay wapis ker ke ser per kharay ho jatay hein yeh dekhnay ke liye ke ap unhein kitni tip dete hein. Restaurant se bahir niklo to Guard aap ko salute marnay lag jatay hein aur duaaein dene lag jatay hein, aur phir aap ko wahan pe bhi tip pay kerni perti he.

                                kul khariyan ke aik mashoor restaurant se khana khaya to unhoon ne neechay kuch additional charges add kiye, aur us se pehlay kuch nahi likha tha ke yeh paisay kis cheez ke add kiye hein. Poochnay per pata laga ke 5% services charges hein. Mein ne mazeed daryaft kia chalo tip include ho gai is mein. To waiter kehnay laga janab tip to aap ne apni merzi aur khushi se deni he. Yani ke double tip dene ka concept promote ho raha he.

                                Dooston ke saath khana khanay jaoo to kai baar wrong billing bhi ker dete hein restaurant walay. Unhein pata he ke yeh bina dekhay pay ker dein ge.

                                Marriage hall mein bhi kuch aisa he manzir pesh aata he. Aap paisay pooray dete hein phir waiter aap se tip lene ke liye peechay per jatay hein. Unhein kitnay he paisay de do, wo aap ko yeh batane lagein ge ke hum to itnay loog hein, aur hamaray hissay to bus itnay aatay hein.

                                Kul car wash kerwanay ke baad he kuch aisa observe kia. Car wash ke paisay diye to us ne tip maangi, mein heeran tha ke car wash mein bhi tip. Mein ne tip de to kehnay laga ke hum 3 loog hein. Mein ne usay sunaa dein aur de hui tip bhi wapis le li.

                                It is kind of embarassing situation ke loog aap ko emotionally blackmail kerte hein. Aap kia kehtay hein is baray mein?
                                aap ney jo issues uthain hein vo genuine bhi hein aur haqeekat bhi...... ek baat se pata tu lagta hey key aap ney shopping karne gaye aur car wash bhi karwai aur hotel se khana bhi nosh kiya.......

                                wakai beshtar shopkeeper her cheez per rate ziyada lagte hein..... girls se tu va baht paisey batortey hein.......... behas bhi nahi karsakti...... consumer ko awareness honi chahiye kuchh shikayat centres hoon agar koe shopkeeper ziyada paisay ley tu vahan complain karsakey aur unkay khilaaf wakai karwai ho tu vo baht acha hoga........
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X