Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ghussay ko control karna chaye ya express?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Ghussay ko control karna chaye ya express?

    Originally posted by aabi2cool View Post
    فٹے منہ اس بونگے تھریڈ کو پڑھ کر جو مجھے غصہ آیا میں نے اس کو ایکسپریس کردیا اب خوش
    :dance5:
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

    Comment


    • #17
      Re: Ghussay ko control karna chaye ya express?

      Originally posted by Nadia khan View Post
      :lol
      haye nadu sharminda to na kro:shyy:

      Comment


      • #18
        Re: Ghussay ko control karna chaye ya express?

        Originally posted by bhataktii rooh View Post
        agree....:thmbup:































        bina parrhey...








































        bina soochay samjay
        :thmbup:

        Comment


        • #19
          Re: Ghussay ko control karna chaye ya express?

          Originally posted by Nadia khan View Post
          :lol
          :hairdrayer:
          :thmbup:

          Comment


          • #20
            Re: Ghussay ko control karna chaye ya express?

            Originally posted by aabi2cool View Post
            فٹے منہ اس بونگے تھریڈ کو پڑھ کر جو مجھے غصہ آیا میں نے اس کو ایکسپریس کردیا اب خوش
            :dance5:

            Oye tumharay ander tameez naam ki koi cheez hay bhi ke nahi
            :thmbup:

            Comment


            • #21
              Re: Ghussay ko control karna chaye ya express?

              Originally posted by Sky angel View Post
              haye nadu sharminda to na kro:shyy:
              are dear main sharminda nahi kar rahi

              Comment


              • #22
                Re: Ghussay ko control karna chaye ya express?

                Originally posted by Sky angel View Post
                haye nadu sharminda to na kro:shyy:
                :garmi: App sherminda bhi hotien hain











                372-scare372-scare

                Comment


                • #23
                  Re: Ghussay ko control karna chaye ya express?

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Oye tumharay ander tameez naam ki koi cheez hay bhi ke nahi
                  main nay debate jeetni hy lolz :dance2:
                  ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                  Comment


                  • #24
                    Re: Ghussay ko control karna chaye ya express?

                    Originally posted by aabi2cool View Post
                    main nay debate jeetni hy lolz :dance2:
                    Phir to tum bohat tameez daar ho :dance2:
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #25
                      Re: Ghussay ko control karna chaye ya express?

                      Comment


                      • #26
                        Re: Ghussay ko control karna chaye ya express?

                        Originally posted by ummid View Post
                        tum wesay hi itni khubsurat ho ye shakal banay ki kaya zaroorat thi :hairdrayer:
                        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                        Comment


                        • #27
                          Re: Ghussay ko control karna chaye ya express?

                          Originally posted by aabi2cool View Post
                          tum wesay hi itni khubsurat ho ye shakal banay ki kaya zaroorat thi :hairdrayer:

                          Comment


                          • #28
                            Re: Ghussay ko control karna chaye ya express?

                            Originally posted by Aanchal View Post
                            assalamalikum
                            agar kisi baat ya kisi banday pay ghuusa ho to aap kay khayal main usay control kar kay chup hoo jana chaye ya pher express karna chaye ?
                            or ghuusay ko control karnay ki tips ?
                            mujhe tu baht loogon per gussa hey...... lakin khamosh rahti hoon sabar kar leti hoon...... paani pee leti hoon............ aur meray khayal mein gussa karna koe munsib hul nahi hey...... gussa aisa karo jo kisi ko pata bhi na chale aur jis baat per aap ko gussa aata ho vo ussay batain kay yeh baat aap ki galat hey.............. khamosh na rahin lakin peace of mind kay saath matter ko tackle karein.............
                            sigpic

                            Comment


                            • #29
                              Re: Ghussay ko control karna chaye ya express?

                              Walaikum Assalaam

                              Ghussa insaan ko Achayoon ko aisay khatam karta hay jaisay deemak lakRee ko!!

                              Ghussay per qaboo paana bohat zaroori hay aur iss baaray main kayi ahdidht bhi hain.... behtreen pehalwan woh hay tou apnay ghussay per qaboo rakhta hay kiyonki aksar ghussay main insaan apnay hosh-O-hawas khoo daita hay aur aisay kaam kar daita hay jinn ka hosh main aanay kay baad bachtaawa hota hay...!

                              Main nay pichlay dinoo Akhbar-e-jahah main aik sawal paRha tha jo kis moulvi sahab kay liye "Molvi sahab main nay ghussay main aakar apni biwi ko talaq day dee, kia iss ka koi kufaara hay?"
                              Movli sahab nay jawab dia "Janab, insaan ghussay main aakar hi talaaq daita hay koi bhi pyar say apni biwi ko nahin kehta kay sunyeh main aap ko talaq day raha hoon"

                              Iss misaal kay dainay ka maqsad yehi hay kay ghussay main apnay hosh-O-hawas ko qayim rakhna zaroori hay aur iss kay liye chand iqdam bhi hain jaisay agar aap ko ghussa aarahay aur aap khaRay hain tou baith jayain, baithay hain tou laait jayain, laitay hain tou wazoo karlain" kiyonki ghussa aik aag hay aur ussay paani hi thanda kar sakti hay. Jab ghussay per qaboo hojayay tou thanday dimagh say faisla lain aur apni naraaazgi aik mohazib andaz main paish karain yaqeen karain aap ko bhi khushi hogi aur samnay waalay bhi apnay kiye per khudh sharminda hoga (yeh mera zaati tajurba bhi hay)

                              May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

                              Fi amaan ALLAH

                              Originally posted by Aanchal View Post
                              assalamalikum
                              agar kisi baat ya kisi banday pay ghuusa ho to aap kay khayal main usay control kar kay chup hoo jana chaye ya pher express karna chaye ?
                              or ghuusay ko control karnay ki tips ?
                              sigpic

                              Comment


                              • #30
                                Re: Ghussay ko control karna chaye ya express?

                                Originally posted by thefire1 View Post
                                Walaikum Assalaam

                                Ghussa insaan ko Achayoon ko aisay khatam karta hay jaisay deemak lakRee ko!!

                                Ghussay per qaboo paana bohat zaroori hay aur iss baaray main kayi ahdidht bhi hain.... behtreen pehalwan woh hay tou apnay ghussay per qaboo rakhta hay kiyonki aksar ghussay main insaan apnay hosh-O-hawas khoo daita hay aur aisay kaam kar daita hay jinn ka hosh main aanay kay baad bachtaawa hota hay...!

                                Main nay pichlay dinoo Akhbar-e-jahah main aik sawal paRha tha jo kis moulvi sahab kay liye "Molvi sahab main nay ghussay main aakar apni biwi ko talaq day dee, kia iss ka koi kufaara hay?"
                                Movli sahab nay jawab dia "Janab, insaan ghussay main aakar hi talaaq daita hay koi bhi pyar say apni biwi ko nahin kehta kay sunyeh main aap ko talaq day raha hoon"

                                Iss misaal kay dainay ka maqsad yehi hay kay ghussay main apnay hosh-O-hawas ko qayim rakhna zaroori hay aur iss kay liye chand iqdam bhi hain jaisay agar aap ko ghussa aarahay aur aap khaRay hain tou baith jayain, baithay hain tou laait jayain, laitay hain tou wazoo karlain" kiyonki ghussa aik aag hay aur ussay paani hi thanda kar sakti hay. Jab ghussay per qaboo hojayay tou thanday dimagh say faisla lain aur apni naraaazgi aik mohazib andaz main paish karain yaqeen karain aap ko bhi khushi hogi aur samnay waalay bhi apnay kiye per khudh sharminda hoga (yeh mera zaati tajurba bhi hay)

                                May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

                                Fi amaan ALLAH
                                aap nay farmaya k jab gussa ho tu jo khara hay vo beth jai jo betha hey vo late jai aur leta vo ja kay vazu kar ley...... vese behtar tareeka yeh kuch vazaif hain vo parh ley.......... ab yeh uthna bethna ya murga bane se acha hey quaran se kuchh ayaat yaad karle aur jab gussa ho tu parh ley..... :garmi:
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X