Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Let's talk about Talash

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Let's talk about Talash

    Originally posted by Z. View Post
    :rulz:
    sochnay do :think:

    Originally posted by MSA View Post
    - Raey - pata nahi - mujhe Ashfaq Ahmed, Qudrut ul Allah shahab aur mumtaz mufti k bare me aik sawal bara ajeeb sa lagta he k...in logo ne apni jawani aik normal insaan ki tarah guzari he...mostly ajj kal ki youth jaise chal rahi he...phir in ko high rate karne ki kia waja he - inhe sufi/buzurgo ki tarah kyun rate kia jata he....???
    is leay kay aaj kal ki youth apni he jesi youth ki baat samajhna to door ki baat sunti he nahe, us kay leay BABAY ban'na paRta hai :hairdrayer:

    aur bhi reason hai par soch raha hooN yahaN reply karoN ya na karooN :think:
    That's Enough...!!

    Comment


    • #32
      Re: Let's talk about Talash

      Originally posted by Masood View Post
      Hosla kar kar key ham yahan tak pohunch gaey hain beti - kaash koi aisa bandah bhi aaey jo kahey ab aisi zarb lagao key hosley ki dhajiyaan bkhair do - per hamarey haan aisa nahin honey wala - so i best of Rulzz way - MITTI PAO - sanu kii :yaay:
      http://www.pegham.com/gupshup/49435-a-3.html

      ye dekhen Talash k bare me

      Comment


      • #33
        Re: Let's talk about Talash

        Originally posted by unity View Post
        agar yehi link pehley dey diya jata to
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #34
          Re: Let's talk about Talash

          Pehley baab mein hi spelling ki ghalti hai - aur Jazbah ghalt likha huwa hai :D
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #35
            Re: Let's talk about Talash

            Originally posted by Masood View Post
            agar yehi link pehley dey diya jata to
            mujhe kiun mara
            pehle ap ne kab manga tha

            Comment


            • #36
              Re: Let's talk about Talash

              Originally posted by unity View Post
              mujhe kiun mara
              pehle ap ne kab manga tha
              tumhein nahin yeh chaant saraah khatoon ko thi ...

              aur Pehley chapter mein likha hai keh:

              "... iskey bawajood mujhey samajh nahin aaya keh SAMALMAN ka matlab kya hai" - SAMALMAN ka to mujhey bhi nahin patah 372-haha
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #37
                Re: Let's talk about Talash

                Originally posted by Masood View Post
                Hosla kar kar key ham yahan tak pohunch gaey hain beti - kaash koi aisa bandah bhi aaey jo kahey ab aisi zarb lagao key hosley ki dhajiyaan bkhair do - per hamarey haan aisa nahin honey wala - so i best of Rulzz way - MITTI PAO - sanu kii :yaay:
                jab hosla hi nahi ha tu dhajiyan kasay bhikray gi:garmi:

                Comment


                • #38
                  Re: Let's talk about Talash

                  Hehehe is kitaab mein to aksar woh batein likhi hui hain jo main ney bhi apney kuchh mazameen mein likhi hain :D

                  Allama Iqbal drust kah gaey they:

                  falsafa rah geya talqeen Ghizali na rahi

                  Hamarey haan ulmaa ko dars deney ka tareeqa hi nahin raha - jazbaat mein cheekh cheekh ker taqreerein jhaarna aur na'ara peh na'ara maarna hi hamara mazhab ban ker rah geya hai - jaisey Allah Tala hamarey na'aron sey josh mein aa jaein gey :)
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • #39
                    Re: Let's talk about Talash

                    Originally posted by Faro View Post
                    jab hosla hi nahi ha tu dhajiyan kasay bhikray gi:garmi:
                    :hphp:
                    That's Enough...!!

                    Comment


                    • #40
                      Re: Let's talk about Talash

                      Originally posted by Faro View Post
                      jab hosla hi nahi ha tu dhajiyan kasay bhikray gi:garmi:

                      to abhi tak kya Cellon per bethi hui hai qaum, hosla hai hi to yeh haal huwa hai mulk ka
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • #41
                        Re: Let's talk about Talash

                        Originally posted by Masood View Post
                        to abhi tak kya Cellon per bethi hui hai qaum, hosla hai hi to yeh haal huwa hai mulk ka
                        mai tu ap ki baat kar rhi ti:garmi:ap mai tu waqie hosla nahi ha:tasali:

                        Comment


                        • #42
                          Re: Let's talk about Talash

                          Originally posted by Faro View Post
                          mai tu ap ki baat kar rhi ti:garmi:ap mai tu waqie hosla nahi ha:tasali:
                          aaho sahih kehti ho - jabhi yeh haal ho geya hai :)
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • #43
                            Originally posted by Masood View Post
                            Mujhey afsos honey laga hai aisey parhey likhoon per jo dawa to kartey hain magar ilm ko aagey nahin pohnchatey. Bjaey iskey key post per post martey jao, pehley us kitaab ka khulasa pesh karo, takeh jinhon ney nahin parhi unhein andaza ho jaey, phir us sey aagey baat karo ...:fight:
                            :)

                            Talash

                            Agar aap chahein kitab perh saktey hein, nahi tau warq gardani hi ker dein, wo bhi nahi tau mey kitab central idea jo mujhey samaj aya wo daal dun gi yahan....

                            bless you!
                            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                            Comment


                            • #44
                              Re: Let's talk about Talash

                              Originally posted by Masood View Post
                              Jo log yeh dawa kartey hain keh unhon ney yeh kitaab parhi hai, to kya yeh bethar nahin ho ga keh uska khulasa yahan per biyaan kar dein takeh ham log jinhon ney nahin parhi, hamein bhi us sey ta'aruq haasil ho jaey??????!
                              uncle mujh se kasam lay laien main nay ye kitab naee parhi ....372-scare
                              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                              Comment


                              • #45
                                Re: Let's talk about Talash

                                Originally posted by aabi2cool View Post
                                uncle mujh se kasam lay laien main nay ye kitab naee parhi ....372-scare
                                to koi kaam apni aqal sey bhi kar liya kijiyey - doosron ki taqleed achhi nahin hoti soofi sahib
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X