Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Let's talk about Talash

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Let's talk about Talash

    with Sara's permission 372-shock


    Asalam alaikum sathiyo!
    • aap me se kis kis ne Mumtaz Mufti ki kitab Talash perhi hai
    • aap ki kya raaye hai iss kitab k baray me
    • kya aap iss pe ek achaa tabsara krnay k qabil hain???
    agar hain tou kijiye :thmbup:
    • agar tabsra nae kr sktay tou yeh batayen aapko kesi lagi
    • aap ne kya seekha
    • aap ko iss me achaa kya laga
    • aur bura kya laga
    • Kaheen aap ko ye laga k ye aap ki hi sochein hein?
    Allez shoot it !! ;)
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: Let's talk about Talash

    Walekum Salam:hii:
    haan me ne parhi.or parh kar laga k meri hi soch he or us book me aik prof sahab ka zikar karte hen mufti sahab,prof Ahmed Rafiq Akhtar,to me ne un ki aik book parhi,itni zabardast lagi k phir me ne us k baad un ki dher sari books parhen.Allah ka mukam,zindagi kia he,ye sab samjhne ki koshish ki

    Comment


    • #3
      Re: Let's talk about Talash

      waalikum asslam

      xenya me case krnay wali hoon tum pe :lol

      wellllll.....''talash'' k baray me itna hi bas k controversial book hai n one of my favourite books ;)
      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

      Comment


      • #4
        Re: Let's talk about Talash

        Originally posted by Z. View Post
        with Sara's permission 372-shock


        Asalam alaikum sathiyo!
        • aap me se kis kis ne Mumtaz Mufti ki kitab Talash perhi hai
        • aap ki kya raaye hai iss kitab k baray me
        • kya aap iss pe ek achaa tabsara krnay k qabil hain???
        agar hain tou kijiye :thmbup:
        • agar tabsra nae kr sktay tou yeh batayen aapko kesi lagi
        • aap ne kya seekha
        • aap ko iss me achaa kya laga
        • aur bura kya laga
        • Kaheen aap ko ye laga k ye aap ki hi sochein hein?
        Allez shoot it !! ;)
        isay kehtay hain chori :hii:
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment


        • #5
          Re: Let's talk about Talash

          Originally posted by Z. View Post
          Allez shoot it !! ;)
          That's Enough...!!

          Comment


          • #6
            Re: Let's talk about Talash

            Originally posted by unity View Post
            Walekum Salam:hii:
            haan me ne parhi.or parh kar laga k meri hi soch he or us book me aik prof sahab ka zikar karte hen mufti sahab,prof Ahmed Rafiq Akhtar,to me ne un ki aik book parhi,itni zabardast lagi k phir me ne us k baad un ki dher sari books parhen.Allah ka mukam,zindagi kia he,ye sab samjhne ki koshish ki
            theek, magar kya wo sab batein tumhari soch hein, ya kuch baaton pe tum ko objection bhi tha?
            Originally posted by saraah View Post
            waalikum asslam

            xenya me case krnay wali hoon tum pe :lol

            wellllll.....''talash'' k baray me itna hi bas k controversial book hai n one of my favourite books ;)
            lol nahi yara, case nahi kerna :-D

            controversial book kyun lagi tumhein? matlab kin baaton ki waja sey?
            Originally posted by aabi2cool View Post
            isay kehtay hain chori :hii:
            Mr. abi bhai
            Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
            :rulz:
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment


            • #7
              Re: Let's talk about Talash

              Originally posted by aabi2cool View Post
              isay kehtay hain chori :hii:
              yaar tu sahi kehta he
              :thmbup:

              Comment


              • #8
                Re: Let's talk about Talash

                Originally posted by Z. View Post
                with Sara's permission 372-shock


                Asalam alaikum sathiyo!
                • aap me se kis kis ne Mumtaz Mufti ki kitab Talash perhi hai
                • aap ki kya raaye hai iss kitab k baray me
                • kya aap iss pe ek achaa tabsara krnay k qabil hain???

                agar hain tou kijiye :thmbup:
                • agar tabsra nae kr sktay tou yeh batayen aapko kesi lagi
                • aap ne kya seekha
                • aap ko iss me achaa kya laga
                • aur bura kya laga
                • Kaheen aap ko ye laga k ye aap ki hi sochein hein?

                Allez shoot it !! ;)
                Ji mohtarma, is kitaab ko muj se perhay janay ka sharaf hasil nahi ho paya
                :thmbup:

                Comment


                • #9
                  Re: Let's talk about Talash

                  Originally posted by Z. View Post
                  Asalam alaikum sathiyo!
                  • aap me se kis kis ne Mumtaz Mufti ki kitab Talash perhi hai
                  • aap ki kya raaye hai iss kitab k baray me
                  • kya aap iss pe ek achaa tabsara krnay k qabil hain???
                  agar hain tou kijiye :thmbup:
                  • agar tabsra nae kr sktay tou yeh batayen aapko kesi lagi
                  • aap ne kya seekha
                  • aap ko iss me achaa kya laga
                  • aur bura kya laga
                  • Kaheen aap ko ye laga k ye aap ki hi sochein hein?
                  Allez shoot it !! ;)
                  Walaikum Assalam

                  - Mein ne Perhi he...
                  - Raey - pata nahi - mujhe Ashfaq Ahmed, Qudrut ul Allah shahab aur mumtaz mufti k bare me aik sawal bara ajeeb sa lagta he k...in logo ne apni jawani aik normal insaan ki tarah guzari he...mostly ajj kal ki youth jaise chal rahi he...phir in ko high rate karne ki kia waja he - inhe sufi/buzurgo ki tarah kyun rate kia jata he....???
                  - Nahi
                  - Book waise achi he, literally buhat se chapter perh kar laga k yeh sawal mujhe pochna tha...jaise Khof/Muhabbat wala...Allah se Talluq Wala...kuwein ki maindak wali example....etc.

                  - Allah se ham'kalam hone ka jo aik chapter he....exact to nahi yad....but..."Apne sath bitha lo, khana khao to bolo wah kia khoob chezain banae he..."....aur nai nasal wala chapter bhi acha tha...3idiots wala aik dialogue tha

                  - Masjido k bare me jo tha k Molvi hazrat apni ajaradari k lie namaz k lie bulate he kuch samjh nahi aya...aur aik cheez aur..."Allah se darna qoum ka kaam nahi bundo ka kaam he"....yeh mujhe kuch sahi se samjh nahi aya...is me mujhe apna faida nazar araha tha

                  - Sochaein....me ne "talash" regularly nahi perhi is lie itna feel nahi hau....but Mumtaz Mufti ki "Labaik" me ko zyada laga k me bhi aisai sochta tha...


                  bas abhi itna hi yad araha he...:$
                  Last edited by MeemSheenAlif; 30 January 2010, 00:43.

                  Comment


                  • #10
                    Re: Let's talk about Talash

                    nahi parhi............................................
                    sigpic

                    Comment


                    • #11
                      Re: Let's talk about Talash

                      Originally posted by Z. View Post
                      theek, magar kya wo sab batein tumhari soch hein, ya kuch baaton pe tum ko objection bhi tha?
                      bohat sari baten meri soch hen,Allah ko har waqt apne sath rakhna,har baat Allah se karna,Quran ko samjh kar parhna,baki kuch log jahan objection karte hen wo Allah se had se zeada frank hone par he to,hazrat moosa ka aik wakia he jis me aik charwaha Allah se apni mohabat ka izhar karta he k Allah us ko mil jaey to wo Us k sar me comb kare or esi hi baten,to hazrat moosa us shaks se khafa hote hen,to wo shaks esi baton se toba karta he lekin Allah ki taraf se phir hazrat Moosa ko tanbheeh ati he k kiun us shaks ko is tarah roka,Allah ko us ka andaz-e-mohabat pasand tha.to jo be reyaa ho kar khulus se Allah se mohabat ka izhar he us par objection me nahi kar sakti.jese me bachpan se Allah ko Allah mian kehti rahi,aik bara piyara sa taluk tha Allah se,jese meri saheli.phir kuch logon ne dra dia.ho sakta he Allah ko etraz na hota,par insan etraz karta he.ab nahi kehti.kuch time me ne aik jama't join ki,unho ne Allah se ese drana shiru kar dia jese Allah ji nauzbillah koi khofnak cheez hen.jab k Allah ki iata't ki bunyad mobahat honi chaey.jis se mobahat ho us k bicharne ka khof,us ki narazgi ka khof hi bande ko maar deta he,to mujhe mufti sahab pe objection nahi.baki me mufti sahab ki mashkoor hun k un ki is kitab ki badolat mujhe prof sahab ka pata chala jo zindagi ki awaleen tarjeeh Allah ko karar dete hen or Allah ki mohabat dilon me dalte hen

                      Comment


                      • #12
                        Re: Let's talk about Talash

                        Originally posted by MSA View Post
                        Walaikum Assalam

                        - Mein ne Perhi he...
                        - Raey - pata nahi - mujhe Ashfaq Ahmed, Qudrut ul Allah shahab aur mumtaz mufti k bare me aik sawal bara ajeeb sa lagta he k...in logo ne apni jawani aik normal insaan ki tarah guzari he...mostly ajj kal ki youth jaise chal rahi he...phir in ko high rate karne ki kia waja he - inhe sufi/buzurgo ki tarah kyun rate kia jata he....???
                        bohat sare sufi buzarg peda hote hi sufi ya buzarg nahi ban gaey the,even sahab-e-karam bhi.hazrat Umar jante hen na k talwar hath me le kar kia karne nikle the?or Allah ka phir kesa karam hua or phir wo Allah k jaleel-ul-qadar sahabi-e-rasool kehlaey.or Allah k kareeb hone k leay normal insan hona hi zaruri hota he,kisi shobde ka dikhana nahi.aik insan apni zindagi me irtkai manazil tey karta he,step by step ooper phanchta he to ye Allah ki taraf se rehmat or kamyabi he warna bohat sare log waheen nichli seerhi par hi khare reh jate hen

                        Comment


                        • #13
                          Re: Let's talk about Talash

                          nahi parhi bloo :rose

                          Comment


                          • #14
                            Re: Let's talk about Talash

                            Originally posted by Z. View Post
                            with Sara's permission 372-shock


                            Asalam alaikum sathiyo!
                            • aap me se kis kis ne Mumtaz Mufti ki kitab Talash perhi hai
                            • aap ki kya raaye hai iss kitab k baray me
                            • kya aap iss pe ek achaa tabsara krnay k qabil hain???
                            agar hain tou kijiye :thmbup:
                            • agar tabsra nae kr sktay tou yeh batayen aapko kesi lagi
                            • aap ne kya seekha
                            • aap ko iss me achaa kya laga
                            • aur bura kya laga
                            • Kaheen aap ko ye laga k ye aap ki hi sochein hein?
                            Allez shoot it !! ;)
                            nahi parhi :pgame:
                            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                            Comment


                            • #15
                              Re: Let's talk about Talash

                              Originally posted by unity View Post
                              bohat sare sufi buzarg peda hote hi sufi ya buzarg nahi ban gaey the,even sahab-e-karam bhi.hazrat Umar jante hen na k talwar hath me le kar kia karne nikle the?or Allah ka phir kesa karam hua or phir wo Allah k jaleel-ul-qadar sahabi-e-rasool kehlaey.or Allah k kareeb hone k leay normal insan hona hi zaruri hota he,kisi shobde ka dikhana nahi.aik insan apni zindagi me irtkai manazil tey karta he,step by step ooper phanchta he to ye Allah ki taraf se rehmat or kamyabi he warna bohat sare log waheen nichli seerhi par hi khare reh jate hen
                              mujh per bhi aisai koi karam ho jae

                              Comment

                              Working...
                              X