Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Let's talk about Talash

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Let's talk about Talash

    nahi parhi

    Comment

    • #17
      Re: Let's talk about Talash

      Originally posted by MSA View Post
      mujh per bhi aisai koi karam ho jae
      jab aap Allah se Us ka qurb mango ge to esa ho hi nahi sakta k Allah ap ki baat na sune.ham aik qadam uthate hen Allah ki taraf Wo 10 qadam hamari taraf uthata he,ham chal kar jate hen Wo doar kar hamari taraf ata he.

      Comment

      • #18
        Re: Let's talk about Talash

        Originally posted by unity View Post

        is pe bhi talash me likha tha :P
        k aik qadam se zyada na uthana...agur aik se zyada uthaya to Allah tum se chimmat jae ga....

        Comment

        • #19
          Re: Let's talk about Talash

          Originally posted by MSA View Post
          is pe bhi talash me likha tha :P
          k aik qadam se zyada na uthana...agur aik se zyada uthaya to Allah tum se chimmat jae ga....
          wo aik majzoob ki baten hen,lafzon par na jaen.jitne qadam uthen,Allah ki taraf uthen.ye jahan or wo jahan phir mazey hi mazey

          Comment

          • #20
            Re: Let's talk about Talash

            Originally posted by unity View Post
            wo aik majzoob ki baten hen,lafzon par na jaen.jitne qadam uthen,Allah ki taraf uthen.ye jahan or wo jahan phir mazey hi mazey
            majzob ???:donno:

            Comment

            • #21
              Re: Let's talk about Talash

              Originally posted by unity View Post
              wo aik majzoob ki baten hen,lafzon par na jaen.jitne qadam uthen,Allah ki taraf uthen.ye jahan or wo jahan phir mazey hi mazey
              kis majzoob kee aur ye majzoob kaya hota hi?????:offline:
              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

              Comment

              • #22
                Re: Let's talk about Talash

                Originally posted by MSA View Post
                majzob ???:donno:
                jo Allah ki mohabat me kuch deewane hote hen na,thore thore hosh mand,thore thore hosh se beganey,wo
                Originally posted by aabi2cool View Post
                kis majzoob kee aur ye majzoob kaya hota hi?????:offline:
                mufti sahab ki baat ho rahi he:oldie:

                Comment

                • #23
                  Re: Let's talk about Talash

                  Originally posted by unity View Post
                  jo Allah ki mohabat me kuch deewane hote hen na,thore thore hosh mand,thore thore hosh se beganey,wo

                  mufti sahab ki baat ho rahi he:oldie:
                  tum nay mufti ko kitna parha hi jo majzoob tehra dia ?????? aur majzoob ki ye tareef drust naheen aur oper bhi tum nay kafi khuch ghalat likha hi mujhy to tum majzoob lagnay lagi ho 372-haha
                  Last edited by aabi2cool; 30 January 2010, 19:04.
                  ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                  Comment

                  • #24
                    Re: Let's talk about Talash

                    Originally posted by aabi2cool View Post
                    tum nay mufti ko kitna parha hi jo majzoob tehra dia ?????? aur majzoob ki ye tareef drust naheen aur oper bhi tum nay kafi khuch ghalat likha hi mujhy to tum majzoob lagnay lagi ho 372-haha
                    me ne nahi kaha,un k apne bete Aksi mufti ne unhen majzoob likha.baki yakinan ghalat likha ho ga me konsi alima fazila hun.aik gunahgaar si kam ilm rakhne wali insan hun

                    Comment

                    • #25
                      Re: Let's talk about Talash

                      Jo log yeh dawa kartey hain keh unhon ney yeh kitaab parhi hai, to kya yeh bethar nahin ho ga keh uska khulasa yahan per biyaan kar dein takeh ham log jinhon ney nahin parhi, hamein bhi us sey ta'aruq haasil ho jaey??????!
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment

                      • #26
                        Re: Let's talk about Talash

                        Originally posted by Masood View Post

                        aik thread he books k bare me aabi2cool ka,us me is book k kuch pages share keay huey hen,aap wahan dekh lein

                        Comment

                        • #27
                          Re: Let's talk about Talash

                          Originally posted by Masood View Post
                          Jo log yeh dawa kartey hain keh unhon ney yeh kitaab parhi hai, to kya yeh bethar nahin ho ga keh uska khulasa yahan per biyaan kar dein takeh ham log jinhon ney nahin parhi, hamein bhi us sey ta'aruq haasil ho jaey??????!

                          akhar meri suhbat ka asar ho hi gia u per....u ny bhi samjhdari ki baat kar hi di372-haha

                          Comment

                          • #28
                            Re: Let's talk about Talash

                            Originally posted by Faro View Post
                            akhar meri suhbat ka asar ho hi gia u per....u ny bhi samjhdari ki baat kar hi di372-haha
                            Mujhey afsos honey laga hai aisey parhey likhoon per jo dawa to kartey hain magar ilm ko aagey nahin pohnchatey. Bjaey iskey key post per post martey jao, pehley us kitaab ka khulasa pesh karo, takeh jinhon ney nahin parhi unhein andaza ho jaey, phir us sey aagey baat karo ...:fight:
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment

                            • #29
                              Re: Let's talk about Talash

                              Originally posted by Masood View Post
                              Mujhey afsos honey laga hai aisey parhey likhoon per jo dawa to kartey hain magar ilm ko aagey nahin pohnchatey. Bjaey iskey key post per post martey jao, pehley us kitaab ka khulasa pesh karo, takeh jinhon ney nahin parhi unhein andaza ho jaey, phir us sey aagey baat karo ...:fight:
                              hosla karay uncle ap tu jazbati hogay :tasali: chalo koi uncle ko story book sunaien :manicure:

                              Comment

                              • #30
                                Re: Let's talk about Talash

                                Originally posted by Faro View Post
                                hosla karay uncle ap tu jazbati hogay :tasali: chalo koi uncle ko story book sunaien :manicure:
                                Hosla kar kar key ham yahan tak pohunch gaey hain beti - kaash koi aisa bandah bhi aaey jo kahey ab aisi zarb lagao key hosley ki dhajiyaan bkhair do - per hamarey haan aisa nahin honey wala - so i best of Rulzz way - MITTI PAO - sanu kii :yaay:
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X