Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Maan Ki Shaan

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Maan Ki Shaan

    Sab Ahbaab Ko Dheron Salaam!
    Aur Bohat Si Duaaen!

    Pehli Baar Koi Thread Le ker Haazir-e-khidmat Hoon.
    Ummeed Hay Aapko Pasand Aaey Ga!

    Thread Yeh Hay ke Apni Azeem *Maa* Ke
    Baray Main Izhaar-e-Aqeedat Keejiey.....!

    Wassalam!
    With Regards!
    Last edited by BANJARAH; 21 January 2010, 18:36.
    :oldie:
    S T I L L W A I T I N G
    sigpic

  • #2
    Re: Maan Ki Shaan

    Meri Maa Meri Jannat
    Allah Usay Dono Jahaan Ki Nemton Se Maala Maal Farmaey!
    Aameen!
    :oldie:
    S T I L L W A I T I N G
    sigpic

    Comment


    • #3
      Re: Maan Ki Shaan

      walikum salam,

      bohat acha topic hay, thanks for this.

      Main apni amman se bohat pyar karta hon, aur wahi mera sab kuch hain. ALLAH meri aur sab ki AMMAN ko sehat o twana rakhy Amin


      Fungama is not a suitable forum for your post so your thread is being move to GupShup :)
      Allah

      Comment


      • #4
        Re: Maan Ki Shaan

        Originally posted by BANJARAH View Post
        Meri Maa Meri Jannat
        Allah Usay Dono Jahaan Ki Nemton Se Maala Maal Farmaey!
        Aameen!
        Amin, khush rahien :)
        Allah

        Comment


        • #5
          Re: Maan Ki Shaan

          Ok
          Thank You Very Much.
          Allah Bless You!
          With Regards!
          :oldie:
          S T I L L W A I T I N G
          sigpic

          Comment


          • #6
            Re: Maan Ki Shaan

            ye kamyabian ye izat ye maqam tum se he teddy
            Khuda ne jo bhe dya he maqam tum se he teddy

            tumhare dam se hein mere lahu me khilte gulab teddy
            mere wujood ka sara nizam tum se he teddy

            Kahan basat e jahan or kahan mein kamsin or nadaan teddy
            Ye meri jeet ka sab ehtimam tum se he teddy


            Jahan jahan meri dusmani sabab me hu teddy
            Jahan jahan he mera ahtaram tum se he teddy


            I love my mama teddy
            Last edited by mano_billi; 21 January 2010, 11:52.

            Comment


            • #7
              Re: Maan Ki Shaan

              Buhat zabardast Thread ha
              Maa ke baare mein jitna bhi likha jaye buhat thora hai

              laiken mein apni Mama ke baare mein kahoongi ke

              Mama u r my best friend
              i love u so much
              and Mama agar mujh se life mein kabhi koi ghalti
              ya apki shaan mein koi batmezi ho gaye ho
              tu mujhe muaf kar dijiye ga

              I LOVE MY MOM SO MUCH

              Comment


              • #8
                Re: Maan Ki Shaan

                Comment


                • #9
                  Re: Maan Ki Shaan

                  Allah meri ammi ko sehet-o-tandrusti ata farmaen.ameen:dua
                  i love my ammi:rose

                  Comment


                  • #10
                    Re: Maan Ki Shaan

                    Walaikum Assalam

                    .......

                    Comment


                    • #11
                      Re: Maan Ki Shaan

                      bahut hi acha tread hen main bi shair karoon gi baad main

                      Comment


                      • #12
                        Re: Maan Ki Shaan

                        dunya me jeene se zyada uljhan he maa
                        tu he amar ka jahaaaaaaaaaaan...

                        Pegham - Seekho Aur Sikhao! - Meri Maa pyari maa mama - Dasvidaniya

                        Comment


                        • #13
                          Re: Maan Ki Shaan

                          Walaikum Assalaam


                          MAA, aik lafz hay magar apna andar itnay eshaasat, jazbat, mohabbat mehaz poori kainaat samaitay baitha hay.... MAA ki azmat bayan karnay kay liye meray paas alfaaz nahin, aur shayed likhtay likhtay meri ungliyaan thak jayay, meray qalm ki siyahi khatam hojayay, magar Maa ki azmat main likhay jaanay waalay alfaaz kabhi kam nahin hongay...

                          ALLAH SWT insaniyat ko aik bohat hi khoobsurat aur anmol tohfa ata kia hay aur woh hay MAA, ab yeh hum per muyassir hay kay hum iss tohfay ki kiss tarah qadar kartay hain... aksar insaan KHUDHGARZ saabit hota hay, jab chota hota hay tou MAA ka saath ussay bohat acha lagta hay, thoRa baRa hota hay tou dost yaar achay lagtay hain, Shaadi kay baad biwi bachay.....! aur iss khayal main woh apni MAA ki khidmaat bhool jaata hay, kuch log yaad rakhtay hain tou kabhi kabhar MAA say bhi chand baatain kar laitay hain...


                          Mujhay apni MAA ki goud main sar rakh kar sonay main bohat maza aata tha, main humesha University say aakar MAA ki goud main sar rakh kar so jaata tha, meri MAA kabhi bhi mujhay uthaati nahin thi, main ghantoo soya rehta aur woh kabhi uff tak nahin karti......!!!


                          Ek Muddat say meri MAA nahi soyee Taabish
                          Main nay ek bar kaha tha mujhay dar lagta hay!!!


                          May ALLAH SWT rest her soul in peace, aur unhain Jannat-ul-firdous main aala muqaam ata farmayay AMEEN


                          Fi Amaan ALLAH
                          Originally posted by BANJARAH View Post
                          Sab Ahbaab Ko Dheron Salaam!
                          Aur Bohat Si Duaaen!

                          Pehli Baar Koi Thread Le ker Haazir-e-khidmat Hoon.
                          Ummeed Hay Aapko Pasand Aaey Ga!

                          Thread Yeh Hay ke Apni Azeem *Maa* Ke
                          Baray Main Izhaar-e-Aqeedat Keejiey.....!

                          Wassalam!
                          With Regards!
                          Last edited by thefire1; 23 January 2010, 13:32.
                          sigpic

                          Comment


                          • #14
                            Re: Maan Ki Shaan

                            mujhe nahi samjh aa rahi keh main is topic main kia kahoN

                            kia her maan ki koi shaan hoti hay?

                            kia her maan azeem hoti hay?

                            kia her maan k pairoN kay neechay jannat hoti hay ?
                            Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                            Comment


                            • #15
                              Re: Maan Ki Shaan

                              Originally posted by thefire1 View Post
                              Ek Muddat say meri MAA nahi soyee __________
                              Main nay ek baar kaha tha mujhay darr lagta hay!!!
                              TABISH :hphp:
                              That's Enough...!!

                              Comment

                              Working...
                              X