Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Maan Ki Shaan

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Maan Ki Shaan

    Originally posted by thefire1 View Post
    magar iss RISHTAY kay MOUTABIR honay say kisi ko inkaar nahi, kiyonki aaj hum jo kuch bhi hain woh unhi ki parwarish ka najteeja hay, agar woh apni NEENDAIN haraam karkay humain SUKOON ki neend nahin sulaati tou aaj hum shayed zinda hi na hotay!!!!

    aur jo zindagi haram karay wo maan?
    wo bhi paaon talay jannat rakhti hay ?
    Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

    Comment

    • #32
      Re: Maan Ki Shaan

      wesay genral way main main ye bhi pochna chahti hoon keh aik maan hindu eesai ya kuch bhi hay nonmuslim hay , us ki oolad bhi nonmuslim hay, or wo apnay aqeeday par mutmain bhi hoon, islam say koi saro kar nahi. to kia aisi maaon k paaon talay bhi jannat hay ? jesay eurap ki maain
      Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

      Comment

      • #33
        Re: Maan Ki Shaan

        Originally posted by _Dard_Aashna_ View Post

        u ko dosroN ki kioN paRi hai :fight:
        That's Enough...!!

        Comment

        • #34
          Re: Maan Ki Shaan

          Dear Maryam, aisi haalat main yehi kahoon ga kay woh MAA kay payoon kay neechay Jannat nahin balkay aap ka SABR hoga jo aap ko jannat lay kar jayay ga!!!

          Originally posted by _Dard_Aashna_ View Post
          aur jo zindagi haram karay wo maan?
          wo bhi paaon talay jannat rakhti hay ?
          sigpic

          Comment

          • #35
            Re: Maan Ki Shaan

            General way iss ka jawab yehi doonga kay main ALHAMDULLILAH aik MUSALMAAN hoon aur mujhay yeh aqeeda, yeh mohabbat aur yeh jazba meray mazhab say milay ga.

            Baaqi mazhab kay aqeeday unkay saath hain aur yehi hukum humaray mazhab nay bhi dia hay "Lakum Deenakum Wa Leya Deen" "Tumharay deen tumaharay saath humara deen humaray saath".

            Originally posted by _Dard_Aashna_ View Post
            wesay genral way main main ye bhi pochna chahti hoon keh aik maan hindu eesai ya kuch bhi hay nonmuslim hay , us ki oolad bhi nonmuslim hay, or wo apnay aqeeday par mutmain bhi hoon, islam say koi saro kar nahi. to kia aisi maaon k paaon talay bhi jannat hay ? jesay eurap ki maain
            sigpic

            Comment

            • #36
              Re: Maan Ki Shaan

              Originally posted by thefire1 View Post
              Dear Maryam, aisi haalat main yehi kahoon ga kay woh MAA kay payoon kay neechay Jannat nahin balkay aap ka SABR hoga jo aap ko jannat lay kar jayay ga!!!
              hmmmmm
              nice.
              Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

              Comment

              • #37
                Re: Maan Ki Shaan

                Originally posted by thefire1 View Post
                General way iss ka jawab yehi doonga kay main ALHAMDULLILAH aik MUSALMAAN hoon aur mujhay yeh aqeeda, yeh mohabbat aur yeh jazba meray mazhab say milay ga.

                Baaqi mazhab kay aqeeday unkay saath hain aur yehi hukum humaray mazhab nay bhi dia hay "Lakum Deenakum Wa Leya Deen" "Tumharay deen tumaharay saath humara deen humaray saath".

                mujhe meray sawal ka jawab nahi mila
                Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                Comment

                • #38
                  Re: Maan Ki Shaan

                  Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                  u ko dosroN ki kioN paRi hai :fight:
                  knowledg main iazafay k liye pocha hay :fight:
                  Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                  Comment

                  • #39
                    Re: Maan Ki Shaan

                    Originally posted by _Dard_Aashna_ View Post
                    knowledg main iazafay k liye pocha hay :fight:
                    tum mujhay "maa kay paooN talay jan'nat hai" wali hadees mukammal quote karo phir maiN tumhari knowledge maiN izafa karta hoon :fight:
                    That's Enough...!!

                    Comment

                    • #40
                      Re: Maan Ki Shaan

                      Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                      tum mujhay "maa kay paooN talay jan'nat hai" wali hadees mukammal quote karo phir maiN tumhari knowledge maiN izafa karta hoon :fight:
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #41
                        Re: Maan Ki Shaan

                        Pedah karney wali sey paalney wali ka muqaam ziyada bulund hai :)
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment

                        • #42
                          Re: Maan Ki Shaan

                          Assalaam-O-Alaikum

                          Maryam, jab non-muslim hain aur Islam say koi sar-o-kaar nahin tou Jannat ka tasuwwur hi khatam hojaata hay... baaqi ISLAM ka PEGHAM duniya bhar main poohanch chuka hay aur jo bachay baaligh hochukay hain woh inn baaton ko samajh kar ISLAM ki taraf aarahay hain...

                          Yehi waja hay kay aaj European mumalik main ISLAM bohat taizi say phayal raha hay, agar yeh bachay muslamaan hojaatay hain tou bhi woh apnay parents ko forcefully Muslamaan nahin bana saktay magar Islamic nazaryeh kay mutabiq unka ehtriam unn per farz hojaata hay, Aulaad Maa Baap ki khidmat kar kay apnay sabar say apni jannat khudh banaati hay, Maa Baap kay aamaal aur unkay jannatti honay ka zimma Maa Baap per khudh hay yaani unko apnay amaal ka hisaab daina hay, jaisay humaray amaal humain jannat main lay kar jayain gain ussi tarah unkay bhi amaal unko jannat main lay kar jayain gain.

                          Maa kay pairoon talay JANNAT hay yeh keh kar yeh baat pakki nahin hogayi kay maan khudh bhi jannati hay, ghour talab baat hay!

                          May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

                          Fi Amaan ALLAH

                          Originally posted by _Dard_Aashna_ View Post
                          wesay genral way main main ye bhi pochna chahti hoon keh aik maan hindu eesai ya kuch bhi hay nonmuslim hay , us ki oolad bhi nonmuslim hay, or wo apnay aqeeday par mutmain bhi hoon, islam say koi saro kar nahi. to kia aisi maaon k paaon talay bhi jannat hay ? jesay eurap ki maain
                          sigpic

                          Comment

                          • #43
                            Re: Maan Ki Shaan

                            Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                            tum mujhay "maa kay paooN talay jan'nat hai" wali hadees mukammal quote karo phir maiN tumhari knowledge maiN izafa karta hoon :fight:
                            mujhe pata hay ye tanzia baat hay

                            acha quote kiun karon, quran main likha hay , sora ka nam mujhe yaad nahi magar ahadees say hat kr quran ka hukam hay ye , ita refrence he kafi hona chahye .

                            ab karen meri knowledg main izafa :fight:
                            Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                            Comment

                            • #44
                              Re: Maan Ki Shaan

                              walikum salam

                              u all have gr8 contribution... MAY ALLAH G BLESS MAMA JANI
                              :dua
                              میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

                              Comment

                              • #45
                                Re: Maan Ki Shaan

                                Originally posted by Masood View Post
                                Pedah karney wali sey paalney wali ka muqaam ziyada bulund hai :)
                                wo kaise

                                Comment

                                Working...
                                X