Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Memory...
Collapse
X
-
-
Re: Memory...
Originally posted by thefire1 View PostShair tou main nay bhi paRha hay magar srif paRhnay ki hadh tak.... aur shayer nay bhi srif likhnay ki hadd tak hi likha hay... iss kay koi maainay nahin!!
Meray nazdeek yaad-e-maazi azaab nahin meraas hay aur main har guzray huway lamhoon ko apni zindagi main musbat tabdeeli laanay kay liye apni memory main humesha humesha kay liye save kardaita hoon unhain JUNK ya TRASHCAN main nahin daalta :)
aap ko shair ko main iss tarah likhoon ga
Yaad-e-maazi Meraaas hay Ya Rab
Pukhta kar mazeed hafza mera....!
Originally posted by bhataktii rooh View Postو عليكم السلام ورحمة الله
uncle g me ki memory jaisey hai waisi theek thaak hai....
kyunki is mai hamarii family hai or agar hum ne apnii memory erase kar dii humarey apne hum se door hojayein gey....or phir shayad is dunya mai reh kar is zindagii ko guzarney ki wajah bhi....
so kuch nai remove karna...
yaha sare hi ashfaq ahmed aur bano qudsiya bane hue he:garmi:
Originally posted by aabi2cool View Posti will remove u
Comment
-
Re: Memory...
Originally posted by MSA View PostAssalam o Alaikum....
"If you could remove things from memory, what would you remove?"
university life k tumam khoobsurat lamhon ki yaad ,wo iss liye k wo lamhay dobara nae asktay :ANYWORD18شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا
Comment
-
Re: Memory...
Originally posted by ummid View Postunhe kyun del karna :think:.... jub chahe enjoy karo yaad kar ke.... :d1:
bohat enjoy krti hoon lakin kabhi kabhi tees uth,ti jab wo sher yaad aata :D:
gaya wqt phir haath aata nahi
sada aish e doraan dikhata nahi
(doosray misray me galti ho shyd)شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا
Comment
Comment