Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Memory...
Collapse
X
-
-
Re: Memory...
Originally posted by MSA View PostAssalam o Alaikum....
me kuch din pehle fb pe quiz khel raha tha...to aik sawal aya....
app sub kia kehte he
"If you could remove things from memory, what would you remove?"
bohot acha topic hai.....
mai tu bohot kuch remove karna chaho gi...aik tu ye kay janay anjanay mai kuch apno ka bohot dil dukhaya tha..wo memory zaroor remove karna chaho gi.....bt jaisay zinia nay kaha kay talkh yadein aap ko jena sekha daiti hein, tu mai nay bhi kafi kuch sekha tha ......
sigpic
Comment
-
Re: Memory...
Originally posted by Wafa View PostWalaikum salam
bohot acha topic hai.....
mai tu bohot kuch remove karna chaho gi...aik tu ye kay janay anjanay mai kuch apno ka bohot dil dukhaya tha..wo memory zaroor remove karna chaho gi.....bt jaisay zinia nay kaha kay talkh yadein aap ko jena sekha daiti hein, tu mai nay bhi kafi kuch sekha tha ......
aur guzri hui :eddd:
Comment
-
Re: Memory...
Shair tou main nay bhi paRha hay magar srif paRhnay ki hadh tak.... aur shayer nay bhi srif likhnay ki hadd tak hi likha hay... iss kay koi maainay nahin!!
Meray nazdeek yaad-e-maazi azaab nahin meraas hay aur main har guzray huway lamhoon ko apni zindagi main musbat tabdeeli laanay kay liye apni memory main humesha humesha kay liye save kardaita hoon unhain JUNK ya TRASHCAN main nahin daalta :)
aap ko shair ko main iss tarah likhoon ga
Yaad-e-maazi Meraaas hay Ya Rab
Pukhta kar mazeed hafza mera....!
Originally posted by MSA View Postwo shair kehta he...
yaad'e'maazi azaab he yaa rab
cheen le mujh se hafiza merasigpic
Comment
-
Re: Memory...
Originally posted by thefire1 View PostWalaikum Assalaam MSA
Very nice question I must say :)
Well, this property or what you say programming already exists in our system, warna zindagi jeena dushwaar hojayay.
INSAAN, Arabic word NASYAAN say nikla hay jiss kay mainay hain bhool jaanay waala, ya bhula dainay waala..... aur agar yeh programming humaray system main nahin hoti tou humara zindagi jeena bohat dushwaar hojaata aur dili itminaan aur sukoon paana bohat mushkil hojaata.
Yaadain zindagi kay saath saath humesha hi rehti hain, magar zindagi per haawi nahin hoti, chand lamhay hum baith kar apnay maazi ko yaaad kar laitay hain, warna daily routine life main humain woh yaadain yaad nahin rehti....hum unhain BHOOL jaatay hain....!!!!Originally posted by thefire1 View PostShair tou main nay bhi paRha hay magar srif paRhnay ki hadh tak.... aur shayer nay bhi srif likhnay ki hadd tak hi likha hay... iss kay koi maainay nahin!!
Meray nazdeek yaad-e-maazi azaab nahin meraas hay aur main har guzray huway lamhoon ko apni zindagi main musbat tabdeeli laanay kay liye apni memory main humesha humesha kay liye save kardaita hoon unhain JUNK ya TRASHCAN main nahin daalta :)
aap ko shair ko main iss tarah likhoon ga
Yaad-e-maazi Meraaas hay Ya Rab
Pukhta kar mazeed hafza mera....!
Last edited by BhaTaktii RooH; 1 December 2009, 12:42........................!!!!!
Comment
-
Re: Memory...
Originally posted by MSA View PostAssalam o Alaikum....
me kuch din pehle fb pe quiz khel raha tha...to aik sawal aya....
app sub kia kehte he
"If you could remove things from memory, what would you remove?"
uncle g me ki memory jaisey hai waisi theek thaak hai....
kyunki is mai hamarii family hai or agar hum ne apnii memory erase kar dii humarey apne hum se door hojayein gey....or phir shayad is dunya mai reh kar is zindagii ko guzarney ki wajah bhi....
so kuch nai remove karna..........................!!!!!
Comment
-
Re: Memory...
Originally posted by thefire1 View PostWalaikum Assalaam MSA
Very nice question I must say :)
Well, this property or what you say programming already exists in our system, warna zindagi jeena dushwaar hojayay.
INSAAN, Arabic word NASYAAN say nikla hay jiss kay mainay hain bhool jaanay waala, ya bhula dainay waala..... aur agar yeh programming humaray system main nahin hoti tou humara zindagi jeena bohat dushwaar hojaata aur dili itminaan aur sukoon paana bohat mushkil hojaata.
Yaadain zindagi kay saath saath humesha hi rehti hain, magar zindagi per haawi nahin hoti, chand lamhay hum baith kar apnay maazi ko yaaad kar laitay hain, warna daily routine life main humain woh yaadain yaad nahin rehti....hum unhain BHOOL jaatay hain....!!!!
Agreee :hairdrayer:
Comment
-
Re: Memory...
Originally posted by bhataktii rooh View Postو عليكم السلام ورحمة الله
uncle g me ki memory jaisey hai waisi theek thaak hai....
kyunki is mai hamarii family hai or agar hum ne apnii memory erase kar dii humarey apne hum se door hojayein gey....or phir shayad is dunya mai reh kar is zindagii ko guzarney ki wajah bhi....
so kuch nai remove karna...
:hairdrayer:ahmmmm
Comment
Comment