Re: Memory...
Walaikum Assalaam MSA
Very nice question I must say :)
Well, this property or what you say programming already exists in our system, warna zindagi jeena dushwaar hojayay.
INSAAN, Arabic word NASYAAN say nikla hay jiss kay mainay hain bhool jaanay waala, ya bhula dainay waala..... aur agar yeh programming humaray system main nahin hoti tou humara zindagi jeena bohat dushwaar hojaata aur dili itminaan aur sukoon paana bohat mushkil hojaata.
Yaadain zindagi kay saath saath humesha hi rehti hain, magar zindagi per haawi nahin hoti, chand lamhay hum baith kar apnay maazi ko yaaad kar laitay hain, warna daily routine life main humain woh yaadain yaad nahin rehti....hum unhain BHOOL jaatay hain....!!!!

Originally posted by MSA
View Post
Comment