Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

! مباحثہ مشترکہ خاندانی نطام !

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ! مباحثہ مشترکہ خاندانی نطام !

    اسلام علیکم !
    پیغام کے تمام اراکین کو اس تھریڈ میں خوش آمدید ۔ ۔۔
    قصہ کچھ یوں ہے کہ کل رات پیغام کے ارباب حل و عقد کا ایک انتہائی اہم اور ہنگامی اجلاس ایم ایس این پر وقوع پذیر ہوا جسکے انتظامی امور کو منڈا سیالکوٹی نے ارینج کیا اجلاس میں جن جن اراکین نے حصہ لیا انکے نام درج زیل ہیں
    صدارت :- آنچل
    نظامت :- منڈا سیالکوٹی
    عمومی اراکین :- عشاء ، فری اینڈ آبی ٹوکول ۔ ۔
    اجلاس کا ایجنڈہ پیغام کے گپ شپ سیکشن
    میں بڑھتی ہوئی " بونگیز " کی روک تھام کے لیے کوئی موثر حکمت عملی اپنانا تھا جس پر بات کرتے ہوئے متفقہ طور پر یہ بات طے پائی کہ پیغام کے جی ایس سیکشن میں ڈبیٹ کا ایک ایسا سلسلہ شروع کیا جائے کہ جو ہماری زندگی کے تمام پہلوؤں کا احاطہ کیے ہوئے ہو کہ جس میں دینی ، مذہبی ،سیاسی سماجی ، معاشی اور معاشرتی تمام موضوعات کو زیر بحث لایا جائے اور ان پر سیر حاصل بحث کی جائے لہذا اس پس منظر میں سب سے پہلے جس موضوع کا انتخاب کیا گیا ہے وہ ہے " مشترکہ خاندانی نظام " جسے دوسرے لفظوں میں جوائنٹ فیملی سسٹم بھی کہا جاتا ہے ۔ ۔ ابھی پچھلے دنوں ہمارے پیغام کی ایک بہت ہی پیاری رکن "مانو بلی " نے اس موضوع پر ایک تھریڈ لگایا تھا مگر یہ دیکھا گیا وہ تھریڈ بھی عمومی حوادثات جی ایس سیکشن کی نذر ہوگیا لہزا ہم نے یہ طے کیا کہ انھی کے موضوع کو از سر نو زیر بحث لایا جائے اور اس میں درج زیل نکات کی روشنی میں سیر حاصل بحث کی جائے ۔ ۔
    مشرق کی دم توڑتی روایت " مشترکہ خاندانی نظام " فوائد ،نقصانات، وجوہات، تدارک
    چند معروضات بطور شرائط تمامی احباب کی خدمت میں پیش ہیں ۔
    سب سے پہلے تو تمام احباب اس مباحثے میں حصہ لیکر اس پروگرام کو کامیاب بنائیں ۔
    حتی المقدور کوشش کریں کے گفتگو اصل مسئلہ سے نہ ہٹنے پائے ۔
    موضوع کے حق اور مخالفت دونوں اطراف گفتگو کی جاسکتی ہے مگر دلائل کے ساتھ لہزا کوشش کی جائے کہ اپنے دلائل کو نہایت مثبت انداز اور تعمیری فکر سے پیش کیا جائے ۔ ۔
    دلائل دیتے ہوئے اگر آپ کی کسی بھی رکن کے ساتھ موافقت یا عدم موافقت پائی جائے تو آپ بلاشبہ اسے رکن کو براہ راست مخاطب کرسکتے ہیں اور دلائل کے ساتھ اسکے پیش کردہ دلائل کے اثبات یا نفی میں گفتگو کرسکتے ہیں مگر کسی کی بھی ذاتیات کو زیر بحث نہیں لایا جاسکتا لہذا یاد رہے کہ اپنے دلائل اور فریق مخالف کا رد نہایت ہی احسن انداز میں کریں ۔ ۔
    جی ایس سیکشن کے موڈ خواتین و حضرات سے خصوصی گزارش ہے کہ اس مراسلے پر اپنی خصوصی نگاہ رکھیں اور جہاں بھی موضوع سے ہٹ کر یا کسی رکن کی کسی دوسری رکن سے ذاتی پرخاش پر کوئی مراسلہ نظر آئے اس کو فی الفور حذف فرمائیں شکریہ ۔ ۔ ۔
    والسلام
    Last edited by aabi2cool; 24 November 2009, 14:13.
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

  • #2
    Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

    Comment


    • #3
      Walaikum Assalaam Abbi2cool

      Sab say pehlay yeh batayain kay humain iss ishaayay ka ilm kiyon nahin hua kia hum iss qabil nahin thay kay aap ki taraf say kiye gayay muft ishayay ko apnay pait ki zeenat bana saktay :lol

      khair jokes apart aapnay bohat hi khoobsurat aur nihayat hi aham mozuu per aap nay guftagoo ka aaghaz kia hay aur main apni rayay say aap sab ko aagah karna chahoon ga..

      Mashriq ki dam touRti riwayat, "MUSTARQA KHANDAANI NIZAM ya JOINT FAMILY SYSTEM"

      Sab say pehlay fawaaid ki taraf nazar daaltay hain, main apni post ko qaleel rakhnay ki koshsih karoonga!

      Well jahan tak joint family system ka taluq hay uss kay bohat say positive pehlo bhi hotay hain jin per hum ziyada ghour nahin kartay. Pakistan jaisay mulk main jahan mehgayi insaan ki kamar toR daiti hay wahan aik husband and wife apni kam amdani main alag reh kar ghar kay akhrajaat pooray nahin kar saktay issi liye joint family main reh kar unhain financial support bhi milta hay aur moral support bhi. aik study kay mutaabiq Pakistan main woh khwaateen jo JOINT FAMILY main reh rahi hain un aurtoon say kam jo alag reh rahi hain DOMESTIC VOILENCE ka shikaar hoti hain.. jaisay aik ghar main bachoon ka dihaan rakhnay main, laRkay ki maa, behan, bhai waghaira poora poora saath daitay hain, uss kay ilaawa sab aapas main ghar kay tamam ikhraajaat share kartay hain jiss say mard kay upper bhaRti mehangayi ka asar kam paRta hay aur woh uss kay mood ko khushgawaar rakhta hay.

      NUQSAANAT:
      Shaadi ki khuwaahish mand har laRki ki aur har maa baap bhai behan ki yehi dua hoti hay kay "Ya ALLAH meri beti ko apni hifz-O-amaan main rakhna aur ussay acha susraal ata karna"... kiyonki aik laRki jo apni ghar waloon ko apnay, apnay behan bhaiyon ko, Maa baap kay laad ko chouR kar kisi aur kay ghar main kisi aur kay tour tareekay ko apna kar apnay aap ko uss kay mahool mahool main adjust karti hay jo kay uss kay liye bilkul naya hota hay, aur hum yeh expect kartay hain kay woh seedhi chalay, susral main zaban na khoolay, shohar kay liye apni zindagi sarf karday, ghar waloon kay kaam karay, aur bohat say log tou itni gandi zehniyat kay maalik hotay hain kay ghar say noukraani ko bhi nikalwa daitay hain kay ghar main bahoo aarhi hay... aisay mahool main auraat ki khuwaahishat dam touR daita hain. aur shohar jo kay ghar main khudh parishaan haal daakhil hota hay ko ghar main aik aur shikayatoon aur buraiyoon ki fiza say guzarna hota hay jiss say laRki ki azdawaaji zindagi bohat mutaasir hoti hay.

      TADRAAK:

      Yeh zaroori nahin hay kay sab susraal walay aik hi zehniyat kay haamil hoon magar hum khudh hi iss difference ko paida karnay kay zimaydaar hain.. agar shuro say hi laRki ko yeh taleem dee jayay kay jis susral main woh biya kar jaa rahi hay ussay apna hi ghar samjhay aur saas susar ko apnay sagay maa baap ki tarhan chayah tou shayed jhagRay kam hojayain.. Humaray gharoon main bhi tou kabhi kabhar Maa beti main jhagRay ho jaatay hain Behan bhaiyon main bhi jhagray ho jaatay hain magar hum unhain jald hi settle kar laitay hain kiyonki humain yeh yaqeen hota hay kay yeh rishtay humaray apnay hain aur chahay kuch bhi hojayay yeh chotay chotay jhagRay inn rishtoon ko nahin touR saktay tou phir Susral main kiyon hum in batoon ko apni ANA ka hissa bana laitay hain.. Shuro main compromise ki zaroorat hoti hain aap nay suna hoga kay aik Paani ka chota sa qatra bhi agar pathar per musalsal giray tou uss main suraakh kar daita hay tou yahan tou insaani jazbatoon ki baat horahi hay jo kay dil main hotay hain...

      may ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

      Fi amaan ALLAH
      sigpic

      Comment


      • #4
        :thmbup:

        Comment


        • #5
          Originally posted by aabi2cool View Post
          اسلام علیکم !


          waalikum asslam

          CONGRATZZZZ aabi bhai ,aamir,esha ,anchal,fari for such a wonderful step..... :thmbup:

          keep it up ,me aati jati rahoon gi :rose
          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

          Comment


          • #6
            :thmbup:

            Comment


            • #7
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment


              • #8
                Originally posted by Aanchal View Post
                :thmbup: :rose

                sub say pehlay to main yeh janna chahoun gee kay aap logoo kay nazdeek kitni family joint family samjhi jati hai or kitni separate ?

                mery nazdeek shadi say pehlay maa , baap, behan behan bahi , dada dai nana nani (jo bhi buzrug houn ) aik family....shadi kay bad husband , bachay , saas susar , nand dewar jo unmarried hain aik family ....
                I think you can go ahead with the similar concept :thmbup:
                :thmbup:

                Comment


                • #9
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment


                  • #10
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #11

                      Comment


                      • #12
                        Assalaam-o-Alaikum Munda_Sialkoty, mera THANKS ka option mujhay nazar nahi aaaraha pata nahin kahan gayib hogaya warna aap ko THANKS kehta. Khair SHUKRIYA qubool kijyey

                        Aap ko baat ko aagay bharatay huway yehi kehna chahoon ga kay mustarika khandaani nizam main education aik bohat aham role ikhtiyaar kar sakti hay aur uss say bhaR kar TARBIYAT.... Ashfaq Ahmed nay aik jaga likha tha kay "Har paRha Likha shaks taleem yaafta nahin hosakta"... iss ka matlab yehi hay kay main nay bohat say aisay log dekhay hain jo high education kay haamil hotay hain jinn main Doctors, engineers bhi shaamil hain aksar apany waldain ki baatoon ko sunn kar apni biwi per toture karnay say guraiz nahin kartay....

                        Achi education insaan main musbat tabdeeliyan laa sakti hay magar achi tarbiyat ussay INSAAN banaati hay, aisa insaan jo sab ki baatoon ko tahamul say sunnay aur haq aur insaaf ki baat ko parwaan chaRahay! Na kay apni taaqat ko kisi kamzoor laRki ko seedha karnay kay liye istimaal karay.

                        Choonkay yahan ALAG REHNA yaa INFIRAADI ZINDAGI kay baaray main nahin poocha gaya isi liye main mozoo say hatna nahin chahta.

                        May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN
                        sigpic

                        Comment


                        • #13
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #14
                            Iss na-cheeze ko MOHAMMAD ALI kehtay hain!

                            Aap ki baat say mutafiq hoon, INSHALLAH main bhi Infiradi nizam-e-zindagi kay pros and cons say aap ko waaqif karoonga jab uss per behas hogi. Khush rahyeh :)
                            sigpic

                            Comment


                            • #15
                              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                              Comment

                              Working...
                              X