Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Muhabbat

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Muhabbat

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Me ko to is ka koi jawaab nazar nahi aaya, tumhein koi jawaab mila :think:
    u ko nazron walay jawab parhne nahi aate kya ? :shyy:

    Comment


    • Re: Muhabbat

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      Aisay na mujay tum dekho :embarasse
      372-haha372-haha372-haha

      Comment


      • Re: Muhabbat

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Me ko to is ka koi jawaab nazar nahi aaya, tumhein koi jawaab mila :think:
        agar ghoor kartay to baat samajh main ati na
        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

        Comment


        • Re: Muhabbat

          Originally posted by Mr.Khan View Post
          itna zulm na kar, warna log kiya kahen ge 372-shock
          Yaar tu dunia ki perwaah na kar, loog to kehtay hein, kehtay rahein ge :shyy:
          :thmbup:

          Comment


          • Re: Muhabbat

            Originally posted by Aanchal View Post
            agar ghoor kartay to baat samajh main ati na
            ye aaaj kal Kiran ki hi baaton per ghoor karte hen :lol

            Comment


            • Re: Muhabbat

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              Yaar tu dunia ki perwaah na kar, loog to kehtay hein, kehtay rahein ge :shyy:
              Duniya ki parwah karna ab mai ne chhor di hai, mai to teri waja se keh raha tha :lol

              Comment


              • Re: Muhabbat

                Originally posted by Mr.Khan View Post
                u ko nazron walay jawab parhne nahi aate kya ? :shyy:
                Yaar is ki angulated aur slanting nazrein to seedha dil pe waar kerti hein :shyy:

                Originally posted by Aanchal View Post
                agar ghoor kartay to baat samajh main ati na
                Tumhein aaj ghusa aaya hua he kia
                :thmbup:

                Comment


                • Re: Muhabbat

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Yaar is ki angulated aur slanting nazrein to seedha dil pe waar kerti hein :shyy:


                  matlub seedha Heart Attack 372-shock

                  Comment


                  • Re: Muhabbat

                    Originally posted by Mr.Khan View Post
                    Duniya ki parwah karna ab mai ne chhor di hai, mai to teri waja se keh raha tha :lol
                    Tu muj se mut durr, jo hona he wo to ho ke he rehna he tere saath :hairdrayer:
                    :thmbup:

                    Comment


                    • Re: Muhabbat

                      Originally posted by Mr.Khan View Post
                      matlub seedha Heart Attack 372-shock
                      Yaar is ki aankhon ke angle se me ko aik shair Hukam kerta hoon


                      Nawak ne tere saed aisa kia shikaar
                      Tarpay he murg kibla'numa aashiyanay mein :shyy:
                      :thmbup:

                      Comment


                      • Re: Muhabbat

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        Tu muj se mut durr, jo hona he wo to ho ke he rehna he tere saath :hairdrayer:

                        Comment


                        • Re: Muhabbat

                          Originally posted by Mr.Khan View Post
                          ye aaaj kal Kiran ki hi baaton per ghoor karte hen :lol
                          han eid jo anay wali hai :lol:
                          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                          Comment


                          • Re: Muhabbat

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Yaar is ki aankhon ke angle se me ko aik shair Hukam kerta hoon


                            Nawak ne tere saed aisa kia shikaar
                            Tarpay he murg kibla'numa aashiyanay mein :shyy:
                            wah wah buhat umda.......

                            thora tashreeh b kar de yaar :embarasse

                            Comment


                            • Re: Muhabbat

                              Originally posted by Aanchal View Post
                              han eid jo anay wali hai :lol:
                              kyun is Eid pe Kiran ki qurbani honi hai kiya :lol

                              Comment


                              • Re: Muhabbat

                                Originally posted by Mr.Khan View Post
                                wah wah buhat umda.......

                                thora tashreeh b kar de yaar :embarasse
                                Shayar apne mehboob ki terchi nigaahon yani Nawak ki baat kerta he ke is ne aisa waar kia, ke murg kibla numa (aap ne railway stations per lohay ka murg dekha ho ga ho pole ke ouper height pe laga hota he, aur murg ke moun ki direction kiblay ki taraf hoti he, isay murg kibla'numa kehtay hein, isay dehk ke loog kiblay ka taiyun kerte hein namaz ke liye) bhi is ki aankhon ke waar se tarapnay lagta he :shyy:
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X