Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Muhabbat

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Muhabbat

    Assalaam Alaikum Doston or Dostiyon :salam:

    Aaj ka sawal.....

    Muhabbat ho jaati hai ya karni parti hai :hhh:

    Cast your precious vote with statement ...
    18
    Muhabbat Ho Jaati Hai
    83.33%
    15
    Muhabbat Karni Parti hai
    16.67%
    3

    The poll is expired.

    Last edited by Mr.Khan; 21 November 2009, 21:26.

  • #2
    Re: Muhabbat

    Originally posted by Mr.Khan View Post
    Assalaam Alaikum Doston or Dostiyon :salam:

    Aaj ka sawal.....

    Muhabbat ho jaati hai ya karni parti hai :hhh:
    Walaikum Assalam...

    me yeh sawal poch chuka ho...aur thread ka kabara bhi ho chuka he:dance5:

    Comment


    • #3
      Re: Muhabbat

      Waalaykum salam
      Muhabbat kis chiryaa ka naam ha :hairdrayer:

      Comment


      • #4
        Re: Muhabbat

        Originally posted by MSA View Post
        Walaikum Assalam...

        me yeh sawal poch chuka ho...aur thread ka kabara bhi ho chuka he:dance5:
        Woh tumhara thread tha na is liye Kabara hua tha :lol


        Ab juldi se jawab daso

        Comment


        • #5
          Re: Muhabbat

          Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
          Waalaykum salam
          Muhabbat kis chiryaa ka naam ha :hairdrayer:
          Ye wohi chiryaa hai jo aap ke haathon se urh chuki hia :lol

          Comment


          • #6
            Re: Muhabbat

            Originally posted by Mr.Khan View Post
            Woh tumhara thread tha na is liye Kabara hua tha :lol


            Ab juldi se jawab daso
            :embarasse

            jo pp k natural dant hote he...wo zyada paydaar hote he...
            aur jo bateesi lagate he...us se khana khate hue maza nahi aata....na wo pae'daar

            natural bato ka maza hi aaur he:dance5:
            is lie muhabbat ho jati he aur khud hojani chahie...kurna mushkil he...:dance5:

            Comment


            • #7
              Re: Muhabbat

              Originally posted by Mr.Khan View Post
              Ye wohi chiryaa hai jo aap ke haathon se urh chuki hia :lol
              :lolwell.. nice counter reply

              apart ...phr bhi pata to chalna chaiyee naa kay yay ha kia blaah ....kam az kam uss kay liyeee jiss ko iss ka pata hi na ho

              Comment


              • #8
                Re: Muhabbat

                Originally posted by MSA View Post
                :embarasse

                jo pp k natural dant hote he...wo zyada paydaar hote he...
                aur jo bateesi lagate he...us se khana khate hue maza nahi aata....na wo pae'daar

                natural bato ka maza hi aaur he:dance5:
                is lie muhabbat ho jati he aur khud hojani chahie...kurna mushkil he...:dance5:
                Itna teethful answer.......Kahin tum Dentist to nahi ban gaye 372-shock

                wese u ka jawab kisi had tuk samajh aata hai but baaz auqaat aisi situation b hoti hen jub u ko compromise karna parta hai to kiya woh muhabbat hoti?

                Comment


                • #9
                  Re: Muhabbat

                  Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
                  :lolwell.. nice counter reply

                  apart ...phr bhi pata to chalna chaiyee naa kay yay ha kia blaah ....kam az kam uss kay liyeee jiss ko iss ka pata hi na ho
                  Ye woh balaa hai jo ke agar kisi per charh jaye to uska haal Masood bhai jesa ho jata hai 372-haha

                  Comment


                  • #10
                    Re: Muhabbat

                    Originally posted by Mr.Khan View Post
                    Ye woh balaa hai jo ke agar kisi per charh jaye to uska haal Masood bhai jesa ho jata hai 372-haha
                    iss ka matlub ha aap iss say mehfooz hain :wk????...wasay nazar to nhi aatay :lol.yes or no me jawab daynaaa :kr:

                    Comment


                    • #11
                      Re: Muhabbat

                      Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
                      iss ka matlub ha aap iss say mehfooz hain :wk????...wasay nazar to nhi aatay :lol.yes or no me jawab daynaaa :kr:
                      Oyee.....mai ne u logon se pocha hai u me ko kyun ghaseeet rahe ho...372-scare

                      Chalye shabash ........ juldi se apna jawab den is sawal ka :tasali:

                      Comment


                      • #12
                        Re: Muhabbat

                        Originally posted by Mr.Khan View Post
                        Itna teethful answer.......Kahin tum Dentist to nahi ban gaye 372-shock

                        wese u ka jawab kisi had tuk samajh aata hai but baaz auqaat aisi situation b hoti hen jub u ko compromise karna parta hai to kiya woh muhabbat hoti?
                        mere khayal me to...ahista ahista ho hi jati he...per concentration utni nahi hoti...dilute hoti he..per reaction kur deti he

                        Comment


                        • #13
                          Re: Muhabbat

                          Originally posted by MSA View Post
                          mere khayal me to...ahista ahista ho hi jati he...per concentration utni nahi hoti...dilute hoti he..per reaction kur deti he
                          Agar concentration dilute hai to phir reaction to buhat slow hoga itne me to umar hi nikal jaaye gi :lol
                          wese bhi Pak me average age 65 years hai :lol
                          Last edited by Mr.Khan; 21 November 2009, 18:43.

                          Comment


                          • #14
                            Re: Muhabbat

                            Originally posted by Mr.Khan View Post
                            Oyee.....mai ne u logon se pocha hai u me ko kyun ghaseeet rahe ho...372-scare

                            Chalye shabash ........ juldi se apna jawab den is sawal ka :tasali:
                            :lol:kr:daikha daikha kisss terha achanak alert ho gayee ...keh dain ....me kay kaan me hi keh dain ,.koi nahi daikh rahaa:wk:lol

                            Comment


                            • #15
                              Re: Muhabbat

                              Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
                              :lol:kr:daikha daikha kisss terha achanak alert ho gayee ...keh dain ....me kay kaan me hi keh dain ,.koi nahi daikh rahaa:wk:lol
                              U k kaan me q bolon..........jis ko kehna hia usi se bolonga na :lol

                              aur wese b jub bolna hoga to kaan me nahi saar-e-aam bolon ga

                              Filhaal u apna answer dasye

                              Comment

                              Working...
                              X