Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Muhabbat
Collapse
X
-
-
Re: Muhabbat
Originally posted by Mr.Khan View PostAssalaam Alaikum Doston or Dostiyon :salam:
Aaj ka sawal.....
Muhabbat ho jaati hai ya karni parti hai :hhh:
Cast your precious vote with statement ...
Mohabbat Ho jati hai janab
Jaan boojh ker kon is Aag k dariya mein utrega jis ka koi kinara nahisigpic
Comment
-
Re: Muhabbat
Khoob kaha aap nay Wasi Anjum.
@Khan, main nay jab yeh sawaal paRha tou iss tarah 372-haha bohat hansa aur khul kar hansa (ScorpioN_RullZ ki bhi shikayat door hogayi) pata nahin kiyon waja nahin pata laikin yaqeen karain mujhay bohat hansi aayi... aap ka bohat bohat shukriya :)
@Topic.... Meray nazryey kay mutabiq MOHABBAT na hoti hay na kee jaati hay... ajeeb baat hay na.... khair, MOHABBAT humesha humaray dil main hay kiyonki mera zaati khayal yeh hay kay agar MOHABBAT nahin hoti tou insaani wajood hi nahin hota.... MOHABBAT darasal humaray diloon main humesha say hay aur humesha moujood rahay gi.... kisi aik khaas shaks kay liye jisay hum apna shareek-e-hayat ki shakaal main dekhtay hain woh MOHABBAT ka jazba jo pehlay say moujood hota hay UBHAR aata hay aur hum apnay aap ko kisi ki zulfoon kay aseer, ya kisi ki jheel si ankhoon main doobta mehsoos kartay hain....!!! Meri walda nay humesha aik hi baat sikhayi kay asal MOHABBAT ka rishta jo aik mard aur aurat main qayim hota hay woh Shaadi kay baat hota hay aur yehi taleem hay unki kay hazaroon haseen chahray dekhnay kay bawajood dil kisi kay liye dhaRka nahin :lol
Originally posted by WASI ANJUM View PostMohabbat Ho jati hai janab
Jaan boojh ker kon is Aag k dariya mein utrega jis ka koi kinara nahisigpic
Comment
-
Re: Muhabbat
Originally posted by thefire1 View PostKhoob kaha aap nay Wasi Anjum.
@Khan, main nay jab yeh sawaal paRha tou iss tarah 372-haha bohat hansa aur khul kar hansa (ScorpioN_RullZ ki bhi shikayat door hogayi) pata nahin kiyon waja nahin pata laikin yaqeen karain mujhay bohat hansi aayi... aap ka bohat bohat shukriya :)
is me hunsna kahan tha :think:
Originally posted by thefire1 View Post
@Topic.... Meray nazryey kay mutabiq MOHABBAT na hoti hay na kee jaati hay... ajeeb baat hay na.... khair, MOHABBAT humesha humaray dil main hay kiyonki mera zaati khayal yeh hay kay agar MOHABBAT nahin hoti tou insaani wajood hi nahin hota.... MOHABBAT darasal humaray diloon main humesha say hay aur humesha moujood rahay gi.... kisi aik khaas shaks kay liye jisay hum apna shareek-e-hayat ki shakaal main dekhtay hain woh MOHABBAT ka jazba jo pehlay say moujood hota hay UBHAR aata hay aur hum apnay aap ko kisi ki zulfoon kay aseer, ya kisi ki jheel si ankhoon main doobta mehsoos kartay hain....!!! Meri walda nay humesha aik hi baat sikhayi kay asal MOHABBAT ka rishta jo aik mard aur aurat main qayim hota hay woh Shaadi kay baat hota hay aur yehi taleem hay unki
:thmbup:
Originally posted by thefire1 View Postkay hazaroon haseen chahray dekhnay kay bawajood dil kisi kay liye dhaRka nahin :lol
Comment
-
Re: Muhabbat
Sorry Khan Sahab hansi agyi controlwa nahin hua :lol
Acha aap ki nazar main koi hay tou batayain main abbu say baat karta hoon magar ziyda baRi umar ki nahin honi chayeh, kiyonki umooman dekha gaya hay kay heart specialist bantay bantay laRki ki umar kaafi hojaati hay.Last edited by thefire1; 26 November 2009, 22:01.sigpic
Comment
-
Re: Muhabbat
Originally posted by thefire1 View PostSorry Khan Sahab hansi agyi controlwa nahin hua :lol
Acha aap ki nazar main koi hay tou batayain main abbu say baat karta hoon magar ziyda baRi umar ki nahin honi chayeh, kiyonki umooman dekha gaya hay kay heart specialist bantay bantay laRki ki umar kaafi hojaati hay.
Comment
Comment