Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

I hate u

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: I hate u

    Originally posted by ummid View Post
    hmmmm
    kesi ho bore larki
    :thmbup:

    Comment

    • #32
      Re: I hate u

      Originally posted by bhataktii rooh View Post
      السلام عليكم و رحمة الله و بركاته
      w/salam

      Originally posted by bhataktii rooh View Post
      1. Nafrat k kya maenii hain???
      Nafrat kay ma'ni nafrat :donno:

      Originally posted by bhataktii rooh View Post
      2. Kya ap ne kabhi kisi se nafrat kii hai??
      Nahe, maiN ignore kar dayta hoon, bataiN bhi aur banda bhi :lpop:

      Originally posted by bhataktii rooh View Post
      3. If yes den ap ko pata kaisey chalta hai ap ko kisi se nafrat hai??

      4. kya ap us shaks ko ye bata saktey hain dat u hate him/her???
      jab nafrat karta he nahe to phir

      Originally posted by bhataktii rooh View Post
      5. Ap ki nafrat ki kya koi had hai or agra hai tu kitnii hai??
      maiN shid'dat pasand hooN, agar maiN nay nafrat ki to us ki koi had nahe hogi isi leay nahe karta na muhabbat na nafrat :honh:

      Originally posted by bhataktii rooh View Post
      6. Nafrat ho jatii hai ya kii jjatii hai??
      kuch logoN say ho jati hai aur kuch say karna paRti hai :think:

      Originally posted by bhataktii rooh View Post
      7. Kya ye zaroori hai k kisi se tabhi nafrat ho jub ap ki dil mai pehley us k liye pyaar ho???
      Nahe, dono jazboN ki apni taqat hai mera nahe khayal kay in maiN say koi dosray ko replace kar sakta hai :think:

      Originally posted by bhataktii rooh View Post
      8. ap is baarey mai kya kehtey hain...k wo bunda jisey ap ki takleef se takleef ho ..kya ap us se nafrat kar saktey hain????
      Listen
      woh pata nahe kaun say uncle nay kaha hai na k yeh dil koi kabaR'khana nahe hai kay us maiN aisi fuzool bataiN rakhi jaiN, khud say kisi say nafrat na karo aur agar kisi ko tum say nafrat karnay ka shouq ho to karta rahay who cares :honh: apna he khoon jalaiy ga na :donno:
      That's Enough...!!

      Comment

      • #33
        Re: I hate u

        1. Nafrat k kya maenii hain??? - Nafrat... bht buri cheez hai.. per 1 tarah se pyaar ka rasta bhi hai..

        2. Kya ap ne kabhi kisi se nafrat kii hai?? - Nahi

        3. If yes den ap ko pata kaisey chalta hai ap ko kisi se nafrat hai?? - hoie nahi to pata bhi nahi :s

        4. kya ap us shaks ko ye bata saktey hain dat u hate him/her??? - Nahi agar mujhe kisi se nafrat hoie to mai kabhi usko nahi bolongi... hosakta hai us bande ka dil tote jaye..

        5. Ap ki nafrat ki kya koi had hai or agra hai tu kitnii hai?? - meri nafrat ki koi had nahi ho sakti.. q k mai kisi ko nukhsaan nahi pohencha sakti..

        6. Nafrat ho jatii hai ya kii jjatii hai?? - i think dono.. depend karta hai..

        7. Kya ye zaroori hai k kisi se tabhi nafrat ho jub ap ki dil mai pehley us k liye pyaar ho??? - nahi.. lekin ho bhi sakta hai.. q k jishe app chaho or wo kuch a-sa karey jisse app ko hurt ho to us insaan jitni muhabbat ho wo double nafrat ban jati hai..

        8. ap is baarey mai kya kehtey hain...k wo bunda jisey ap ki takleef se takleef ho ..kya ap us se nafrat kar saktey hain???? - koi kisi ko takleef de kar khush nahi reh sakta.. or agar mai kisi ko takleef do Allah na karey.. to mai usse nafrat nhi kar sakti..

        Comment

        • #34
          Re: I hate u

          Originally posted by bholi.bhali View Post

          Nice to know about you. God Bless you
          :thmbup:

          Comment

          • #35
            Re: I hate u

            1. Nafrat k kya maenii hain???
            Hate can be defined in terms of emotion. It is an emotion that is basically deep revulsion, distaste or enmity. It is mostly considered to be something that is opposite to love and friendship. It is also referred to as "to hate', which is in terms of dislike. It is also used to depict approach of prejudice, bigotry or condemnation in opposition to a person, or even a group of certain people who could probably belong to a different cast, something like racism or even political. Hatred is also considered to be one of the biggest cause behind violence and war.

            Hate is generally developed due to the feelings like 'to blame someone', 'to protect one's self esteem', 'fears' and also' errors in reasoning'.

            2. Kya ap ne kabhi kisi se nafrat kii hai??
            Ji ha friendship say

            3. If yes den ap ko pata kaisey chalta hai ap ko kisi se nafrat hai??
            jab wo insaan acha na lagay aur wo appni zaaat say takleef phochay

            4. kya ap us shaks ko ye bata saktey hain dat u hate him/her???
            uskay face par khay sakta hoon. coz mujhay fears say bhi hate hain

            5. Ap ki nafrat ki kya koi had hai or agra hai tu kitnii hai??
            unlimited

            6. Nafrat ho jatii hai ya kii jjatii hai??
            ki jati hain

            7. Kya ye zaroori hai k kisi se tabhi nafrat ho jub ap ki dil mai pehley us k liye pyaar ho???
            ji nahi
            Last edited by D@y W@lk3r; 21 November 2009, 19:34.
            ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

            Comment

            • #36
              Re: I hate u

              Originally posted by D@y W@lk3r View Post

              Daak'daara, tera first answer pasand nahi aaya. Baki tu ne acha describe kia Hate ko. Ummid he ke Rooh ko samaj aa gai ho gi :shyy:
              :thmbup:

              Comment

              • #37
                Re: I hate u

                Originally posted by munda_sialkoty View Post

                • #38
                  Re: I hate u

                  Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                  Jeeta reh, Allah tujay Janat ata karay :hairdrayer:
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #39
                    Re: I hate u

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    Nice to know about you. God Bless you
                    tan tanananana :kionn:
                    That's Enough...!!

                    Comment

                    • #40
                      Re: I hate u

                      Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                      tan tanananana :kionn:
                      Aisay na mujay tum dekho
                      Gooli se uraa doon ga
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #41
                        Re: I hate u

                        السلام عليكم و رحمة الله و بركاته

                        وعلیکم السلام

                        hum ne zyada lambii chorri tu kya baghair tamheed baandey hii direct ap se kuch sawaal poochney hain....get ready n answer dem all ....:hathora

                        1. Nafrat k kya maenii hain???

                        ye hamare under ek ehsaas hai

                        2. Kya ap ne kabhi kisi se nafrat kii hai??
                        Haan ki hai ek shakhs se

                        3. If yes den ap ko pata kaisey chalta hai ap ko kisi se nafrat hai??
                        pata aisa chala k mein us shakhs ki shakal tak nahi dekhna chahta na mein us ka naam sun,na chahta hon

                        4. kya ap us shaks ko ye bata saktey hain dat u hate him/her???
                        ji mein bata sakta ager na bhi bataon to woh khud he samjh jaiga

                        5. Ap ki nafrat ki kya koi had hai or agra hai tu kitnii hai??
                        jis tarah Mohabbat ki Hadd nahi Nafrat ki koi hadd nahi hoti

                        6. Nafrat ho jatii hai ya kii jjatii hai??
                        Nafrat ho jati hain lekin bila waja nahi hoti hai koi waja hoti hai

                        7. Kya ye zaroori hai k kisi se tabhi nafrat ho jub ap ki dil mai pehley us k liye pyaar ho???
                        Nahi ye zaroori nahi hai

                        hum aj tak yahii suna kartey they k
                        "Mai us se itnii nafrat karta/tii hoon k us ki jaan le loon"

                        lekin kul ek bhut hii ajeeb dialogue sunna
                        "Mai us se itni nafrat karta/tii hoo k us ko takleef pohonchaney k liye mai apnii jaan bhi dey sakta/tii hoo"

                        8. ap is baarey mai kya kehtey hain...k wo bunda jisey ap ki takleef se takleef ho ..kya ap us se nafrat kar saktey hain????
                        jo hamare gam ko apna gam samjhe us shakhs se kese Nafrat ho sakti hai......Nafrat to us shakhs se hoti hai jo hamein koi dili takleef pahonchaye

                        wese Nafrt bhi kai qism ki hoti hai ek woh jo Mohabbat k baad nafrat ho jati hai aur ek nafrat aisay bhi ho jati hai k koi hamein taklef pahonchaye ya hamare doston ya chahne walon ko takleef pahonchaye
                        sigpic

                        Comment

                        • #42
                          Re: I hate u

                          Originally posted by WASI ANJUM View Post

                          :rose
                          Last edited by kutkutariyaan; 22 November 2009, 13:28.

                          Comment

                          • #43
                            Re: I hate u

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Good thread but you could have sum it up in a couple of questions. Coming to the answers now, "Hate" is a generic word in its meaning and corresponds to the lower or higher degree of dislike towards a particular person or a group of people. When it comes to express how much one hates to others, it becomes convoluted to have a rational expression straight away just like people can feel pain but they can't express it how it feels like. You see kinda blended feelings are involved in this category while sometimes the feelings are highly intensified and well directed.

                            Yes I hate some people, because it is not an inhuman to hate people for particular reasons and on some principles. Sometimes I forget them, reengage them and bring them back in my plan and if someone comes up with repeated mistakes I kick him/her out forever. At times I become very much clear what I did in the past and what I am supposed to do now and this is the most important thing one should have to avoid any possible melancholy as sometimes you eventually find faults in yourself on later stage making the situation more pathetic and that time it becomes useless to cry over split milk. So whether it be a hate of love, one must be clearer in its concepts and philosophy. I also tend to show generosity on particular occasions and collaborate with that particular person, sort out all the things rationally in front of him and let him revise his future policies. Sometimes I pick up a trivial mistake and prolong the matter to an extent but I at times I become tricky tricky and ofcourse there is some lesson behind it that I want to teach him at the end of the day. So it all depends on my mood. :hairdrayer:
                            yaha per english jhaarne ko kis ne kaha tha COPYCAT, Kaha se chori kiya he yeh sara TEXT mujhe bhi bataao... itne forums per likh likh ker thak jaati hoon :fly:
                            Last edited by Khala@Saleema; 23 November 2009, 20:17.

                            Comment

                            • #44
                              Re: I hate u

                              Originally posted by Momo@Khala View Post
                              yaha per english jhaarne ko kis ne kaha tha COPYCAT, Kaha se chori kiya he yeh sara TEXT mujhe bhi bataao... itne forums per likh likh ker thak jaati hoon :fly:
                              Khala, Manchester mein rehti ho aur itni halki phulki angreezi bhi nahi aati tumhein
                              :thmbup:

                              Comment

                              • #45
                                Re: I hate u

                                1. Nafrat k kya maenii hain???

                                mohabat ka opposite :hii:

                                2. Kya ap ne kabhi kisi se nafrat kii hai??

                                un logou se jin ke ander Insaaniyat nahi he...

                                3. If yes den ap ko pata kaisey chalta hai ap ko kisi se nafrat hai??

                                ussi taarah pata laga he jaise mohabat ka pat lagta he

                                4. kya ap us shaks ko ye bata saktey hain dat u hate him/her???

                                haan bata sakte hain :garmi:

                                5. Ap ki nafrat ki kya koi had hai or agra hai tu kitnii hai??

                                nafrat ki koi had nahi he... :fly:

                                6. Nafrat ho jatii hai ya kii jjatii hai??

                                yeh kia sawal he... koi zabardasti bhi nafrat kerta he :mm:
                                7. Kya ye zaroori hai k kisi se tabhi nafrat ho jub ap ki dil mai pehley us k liye pyaar ho???

                                nahi zaroori nahi... lekin ziada nafrat ussi se hosakti he jiss se bohat ziada Mohabat ho !

                                hum aj tak yahii suna kartey they k
                                "Mai us se itnii nafrat karta/tii hoon k us ki jaan le loon"

                                lekin kul ek bhut hii ajeeb dialogue sunna
                                "Mai us se itni nafrat karta/tii hoo k us ko takleef pohonchaney k liye mai apnii jaan bhi dey sakta/tii hoo"

                                8. ap is baarey mai kya kehtey hain...k wo bunda jisey ap ki takleef se takleef ho ..kya ap us se nafrat kar saktey hain????

                                iska matlab wo shkhs aap se mohabaat kerta he.. jis ko apke marne se takleef hogi.. to pihr aiy shakhs se Nafrat kiouuuuu

                                Comment

                                Working...
                                X