Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

I hate u

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • I hate u

    السلام عليكم و رحمة الله و بركاته

    hum ne zyada lambii chorri tu kya baghair tamheed baandey hii direct ap se kuch sawaal poochney hain....get ready n answer dem all ....:hathora

    1. Nafrat k kya maenii hain???

    2. Kya ap ne kabhi kisi se nafrat kii hai??

    3. If yes den ap ko pata kaisey chalta hai ap ko kisi se nafrat hai??

    4. kya ap us shaks ko ye bata saktey hain dat u hate him/her???

    5. Ap ki nafrat ki kya koi had hai or agra hai tu kitnii hai??

    6. Nafrat ho jatii hai ya kii jjatii hai??

    7. Kya ye zaroori hai k kisi se tabhi nafrat ho jub ap ki dil mai pehley us k liye pyaar ho???

    hum aj tak yahii suna kartey they k
    "Mai us se itnii nafrat karta/tii hoon k us ki jaan le loon"

    lekin kul ek bhut hii ajeeb dialogue sunna
    "Mai us se itni nafrat karta/tii hoo k us ko takleef pohonchaney k liye mai apnii jaan bhi dey sakta/tii hoo"

    8. ap is baarey mai kya kehtey hain...k wo bunda jisey ap ki takleef se takleef ho ..kya ap us se nafrat kar saktey hain????

    sorry inney saarey sawal poochney k liye but plz me ko answer chaye or sawaal nai....
    .......................!!!!!

  • #2
    Re: I hate u

    1. Nafrat k kya maenii hain???
    simple... somebody u dont like...

    sometimes i hate my brother. he gets on my nerves

    ghusa aata hai.

    yeah... i start shouting on my lungs.
    5. Ap ki nafrat ki kya koi had hai or agra hai tu kitnii hai??
    nopes. i dont literally hate him... i love him alot.teddy..he is the best brother in the world sumtyms... just the moment...
    6. Nafrat ho jatii hai ya kii jjatii hai??
    KI jati hai
    7. Kya ye zaroori hai k kisi se tabhi nafrat ho jub ap ki dil mai pehley us k liye pyaar ho???
    philosophical.... u never truly hate the people u love... i dunno
    hum aj tak yahii suna kartey they k
    "Mai us se itnii nafrat karta/tii hoon k us ki jaan le loon"

    lekin kul ek bhut hii ajeeb dialogue sunna
    "Mai us se itni nafrat karta/tii hoo k us ko takleef pohonchaney k liye mai apnii jaan bhi dey sakta/tii hoo"

    8. ap is baarey mai kya kehtey hain...k wo bunda jisey ap ki takleef se takleef ho ..kya ap us se nafrat kar saktey hain????
    errrr... i dun really get the question:shyy:

    Comment

    • #3
      Re: I hate u

      Originally posted by bhataktii rooh View Post
      السلام عليكم و رحمة الله و بركاته

      hum ne zyada lambii chorri tu kya baghair tamheed baandey hii direct ap se kuch sawaal poochney hain....get ready n answer dem all ....:hathora

      1. Nafrat k kya maenii hain???

      2. Kya ap ne kabhi kisi se nafrat kii hai??

      3. If yes den ap ko pata kaisey chalta hai ap ko kisi se nafrat hai??

      4. kya ap us shaks ko ye bata saktey hain dat u hate him/her???

      5. Ap ki nafrat ki kya koi had hai or agra hai tu kitnii hai??

      6. Nafrat ho jatii hai ya kii jjatii hai??

      7. Kya ye zaroori hai k kisi se tabhi nafrat ho jub ap ki dil mai pehley us k liye pyaar ho???

      hum aj tak yahii suna kartey they k
      "Mai us se itnii nafrat karta/tii hoon k us ki jaan le loon"

      lekin kul ek bhut hii ajeeb dialogue sunna
      "Mai us se itni nafrat karta/tii hoo k us ko takleef pohonchaney k liye mai apnii jaan bhi dey sakta/tii hoo"

      8. ap is baarey mai kya kehtey hain...k wo bunda jisey ap ki takleef se takleef ho ..kya ap us se nafrat kar saktey hain????

      sorry inney saarey sawal poochney k liye but plz me ko answer chaye or sawaal nai....
      Uff itne Ques. uff

      Comment

      • #4
        Re: I hate u

        Good thread but you could have sum it up in a couple of questions. Coming to the answers now, "Hate" is a generic word in its meaning and corresponds to the lower or higher degree of dislike towards a particular person or a group of people. When it comes to express how much one hates to others, it becomes convoluted to have a rational expression straight away just like people can feel pain but they can't express it how it feels like. You see kinda blended feelings are involved in this category while sometimes the feelings are highly intensified and well directed.

        Yes I hate some people, because it is not an inhuman to hate people for particular reasons and on some principles. Sometimes I forget them, reengage them and bring them back in my plan and if someone comes up with repeated mistakes I kick him/her out forever. At times I become very much clear what I did in the past and what I am supposed to do now and this is the most important thing one should have to avoid any possible melancholy as sometimes you eventually find faults in yourself on later stage making the situation more pathetic and that time it becomes useless to cry over split milk. So whether it be a hate of love, one must be clearer in its concepts and philosophy. I also tend to show generosity on particular occasions and collaborate with that particular person, sort out all the things rationally in front of him and let him revise his future policies. Sometimes I pick up a trivial mistake and prolong the matter to an extent but I at times I become tricky tricky and ofcourse there is some lesson behind it that I want to teach him at the end of the day. So it all depends on my mood. :hairdrayer:
        :thmbup:

        Comment

        • #5
          Re: I hate u

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          So it all depends on my mood. :hairdrayer:
          is k alawa kuch bhi samaj nai ayii........:garmi:
          thanks 4 replying.....answers bus theek hii hain...waisey u lagtey bhut complicated sey ho...
          .......................!!!!!

          Comment

          • #6
            Re: I hate u

            Originally posted by kutkutariyaan View Post
            Uff itne Ques. uff
            reply karna hai tu karo.....nai tu baahir janey ka raasta u ko khud pata hi hoga.....:fight:
            .......................!!!!!

            Comment

            • #7
              Re: I hate u

              Originally posted by bhataktii rooh View Post
              is k alawa kuch bhi samaj nai ayii........:garmi:
              thanks 4 replying.....answers bus theek hii hain...waisey u lagtey bhut complicated sey ho...
              bagair perhay waqee samaj nahi aati, mujay pata he ke tum ne sirf aakhri line he parhi he nikami

              aur me complicated kahan hoon, aik simple saa, aam sa mango man hoon :shyy:
              :thmbup:

              Comment

              • #8
                Re: I hate u

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                bagair perhay waqee samaj nahi aati, mujay pata he ke tum ne sirf aakhri line he parhi he nikami

                behna ko maaltey hoo.......u pashto mai likho na takey me parrh sakoon..:shyy:..lalay...:lol

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                aur me complicated kahan hoon, aik simple saa, aam sa mango man hoon :shyy:
                acha me u ko strawberry man samjhii thii.....
                .......................!!!!!

                Comment

                • #9
                  Re: I hate u

                  Originally posted by Strawberry View Post
                  simple... somebody u dont like...

                  sometimes i hate my brother. he gets on my nerves

                  ghusa aata hai.

                  nopes. i dont literally hate him... i love him alot.teddy..he is the best brother in the world sumtyms... just the moment...
                  dear sister yeh nafrat nai hai jo ap keh rahii hain...yeh just wo waqtii sa ghussa hota hai ...nafrat k bhut gehrey maeney hain....

                  anywayz Allah ap ko kabhi kisi se nafrat na karney ki taufeeq dey..
                  khush rahye...:)
                  Last edited by BhaTaktii RooH; 19 November 2009, 12:04.
                  .......................!!!!!

                  Comment

                  • #10
                    Re: I hate u

                    walikum salam Khush rahye

                    1. Nafrat k kya maenii hain???

                    meanings nahi poocha kerty bas

                    2. Kya ap ne kabhi kisi se nafrat kii hai??

                    yup

                    3. If yes den ap ko pata kaisey chalta hai ap ko kisi se nafrat hai??

                    easy kay us shaka ko daikhny ko bhi dil nahi kerta na baat kerny ko kuch bhi na kerny ko

                    4. kya ap us shaks ko ye bata saktey hain dat u hate him/her???

                    batany ki zaroorat hi nahi humary behavior say hi pata lag jaey gay kay hum kitna napassand kerty hain unhay

                    5. Ap ki nafrat ki kya koi had hai or agra hai tu kitnii hai??

                    HAd ka tayen nahi kia gaya hay abhi

                    6. Nafrat ho jatii hai ya kii jjatii hai??

                    Nafrat hoti hay kis nahi jati

                    7. Kya ye zaroori hai k kisi se tabhi nafrat ho jub ap ki dil mai pehley us k liye pyaar ho???

                    ye to hergiz bhi zaroori nahi hay

                    Or jo app nay ajeeb baat suni Asal may wo nafrat nahi hay :)

                    Comment

                    • #11
                      Re: I hate u

                      Originally posted by bhataktii rooh View Post
                      behna ko maaltey hoo.......u pashto mai likho na takey me parrh sakoon..:shyy:..lalay...:lol

                      acha me u ko strawberry man samjhii thii.....
                      Behna gandi buchi banay gi to maal to palay gi na :hairdrayer:

                      U pushtoo samaj sakti ho kia :garmi: Ager samaj sakti ho to me ko batao ke me pushtoo mein kia likhoon jo tum samajna chahoo gi :garmi:
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #12
                        Re: I hate u

                        Originally posted by bhataktii rooh View Post
                        السلام عليكم و رحمة الله و بركاته

                        hum ne zyada lambii chorri tu kya baghair tamheed baandey hii direct ap se kuch sawaal poochney hain....get ready n answer dem all ....:hathora
                        Walaikum Assalam

                        1. Nafrat k kya maenii hain???
                        muhabbat ki zidd he:think:

                        2. Kya ap ne kabhi kisi se nafrat kii hai??
                        Shayd Nahi

                        3. If yes den ap ko pata kaisey chalta hai ap ko kisi se nafrat hai??
                        N/A

                        4. kya ap us shaks ko ye bata saktey hain dat u hate him/her???
                        N/A-Waise No

                        5. Ap ki nafrat ki kya koi had hai or agra hai tu kitnii hai??
                        Hud ends on Khamoshi :fly:

                        6. Nafrat ho jatii hai ya kii jjatii hai??
                        jaise Muhabbat ki nahi jati ho jati he ... to Nafrat k sath bhi yahi scene h ga:think:

                        7. Kya ye zaroori hai k kisi se tabhi nafrat ho jub ap ki dil mai pehley us k liye pyaar ho???
                        shayd haan....kehte he k hur cheez apni Zidd se phechani jati he...to Andhera ho ga to chiragh ki ehmiat pata chale ge...Gunah kie houn ge tabhi to sawab ka maza aaye ga..

                        hum aj tak yahii suna kartey they k
                        "Mai us se itnii nafrat karta/tii hoon k us ki jaan le loon"

                        lekin kul ek bhut hii ajeeb dialogue sunna
                        "Mai us se itni nafrat karta/tii hoo k us ko takleef pohonchaney k liye mai apnii jaan bhi dey sakta/tii hoo"

                        8. ap is baarey mai kya kehtey hain...k wo bunda jisey ap ki takleef se takleef ho ..kya ap us se nafrat kar saktey hain????
                        jaha tuk me samjha ho...yeh example kuch aur he sawal us k opposite...:think:
                        sorry inney saarey sawal poochney k liye but plz me ko answer chaye or sawaal nai....
                        jaao maaf kia

                        Comment

                        • #13
                          Re: I hate u

                          Walaikum Assalaam Wa Rehmat ALLAH

                          Sab say pehlay aap ko waapis aata dekh kar bohat khushi hoyee, welcome back to pegham. aap kay sawaaloon kay jawab main apni soch kay mutabiq jo samajh sakta hoon woh yahan paish kar raha hoon umeed hay aap ko aap kay jawaabaat mil jayain gain!

                          1. Nafrat k kya maenii hain???
                          Nafrat aik ehsaas ka naam hay jo insaani dil main fitri tour per shamil hay. Nafrat kay laghwi maainay hay kisi ko intihai hadd tak na pasand karna!

                          2. Kya ap ne kabhi kisi se nafrat kii hai??
                          Agar koi mujhay gaali day, meray waldain ko bura bhala kahay main ussay maaf kar sakta hoon yaani uss kay liye apnay dil main nafrat ko paida nahin kar sakta, magar agar koi shakhs NABI-E-KARIM SAW ki shaan main gustaakhi karay woh meray liye bayis-e-nafrat hay!

                          3. If yes den ap ko pata kaisey chalta hai ap ko kisi se nafrat hai??
                          Dil main uss shakhs kay liye aisay na-pasandeeda ehsaasat paida hotay hain aur dil andar hi andar jalnay lagta hay!!

                          4. kya ap us shaks ko ye bata saktey hain dat u hate him/her???
                          Haan, yeh bohat zaroori hay kay aap apnay jazbaat auroon tak muntaqil karain jiss say aap ko dili sukoon bhi muyasir hoga aur agar kisi ghalatfehmi ki waja say nafrat paida hoyee hay tou ussay khatam karnay main asaani milay gi.

                          5. Ap ki nafrat ki kya koi had hai or agra hai tu kitnii hai??
                          Nafrat ki koi hadd nahin hoti, jaisay kay main nay zikr kia kay mujhay insanoon nay uss hadh tak nafrat nahin hoti jab tak kay meri zaat ka maamla hay, yaani kisi nay mujhay bura kaha, meray saath na-insaafi ki tou inn sab ka hisaab lainay ka haq ALLAH SWT ko hay hum apnay tour per uss ko ehsaas dila dain gain, mana tou thik nahin maana tou iss ko nafrat ki jagah day kar main apnay dil ehsaasat aur jazbat ko disturb nahin karna pasand karta... kiyonki umooman matwaatar nafrat insaan kay zehan ko boaht tang bana daiti aur uss say usski muskuraanay ki aadat cheen laiti hay... jo kay meri fitrat kay khilaad hay.

                          6. Nafrat ho jatii hai ya kii jjatii hai??
                          Meray khayal main Mohabbat kay bilaks nafrat kay liye koi waja honi chayeh bilawaja nafrat karnay waala koi khabtee yaa tangdimagh shakhs hi hoga!

                          7. Kya ye zaroori hai k kisi se tabhi nafrat ho jub ap ki dil mai pehley us k liye pyaar ho???
                          Jahan pyar hota hay woh waha NAFRAT kabhi jagah nahin lay sakti chahay woh pyar karnay waala shaks kitna hi bad-dil kiyon na ho!

                          hum aj tak yahii suna kartey they k
                          "Mai us se itnii nafrat karta/tii hoon k us ki jaan le loon"

                          lekin kul ek bhut hii ajeeb dialogue sunna
                          "Mai us se itni nafrat karta/tii hoo k us ko takleef pohonchaney k liye mai apnii jaan bhi dey sakta/tii hoo"

                          8. ap is baarey mai kya kehtey hain...k wo bunda jisey ap ki takleef se takleef ho ..kya ap us se nafrat kar saktey hain????
                          Aisay shaks ko JUNOONI kahoon ga, kiyonki insaan ki fitrat tou hay kay woh kisi ko takleef main dekh kar muskurata hay magar yeh kay kisi ko takleef phoochnay main apnay aap ko nuqsan poohanchay woh junoon ki hadd tak koi mental case hi hoga!!

                          May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

                          Fi Amaan ALLAH

                          Originally posted by bhataktii rooh View Post
                          السلام عليكم و رحمة الله و بركاته

                          hum ne zyada lambii chorri tu kya baghair tamheed baandey hii direct ap se kuch sawaal poochney hain....get ready n answer dem all ....:hathora

                          1. Nafrat k kya maenii hain???

                          2. Kya ap ne kabhi kisi se nafrat kii hai??

                          3. If yes den ap ko pata kaisey chalta hai ap ko kisi se nafrat hai??

                          4. kya ap us shaks ko ye bata saktey hain dat u hate him/her???

                          5. Ap ki nafrat ki kya koi had hai or agra hai tu kitnii hai??

                          6. Nafrat ho jatii hai ya kii jjatii hai??

                          7. Kya ye zaroori hai k kisi se tabhi nafrat ho jub ap ki dil mai pehley us k liye pyaar ho???

                          hum aj tak yahii suna kartey they k
                          "Mai us se itnii nafrat karta/tii hoon k us ki jaan le loon"

                          lekin kul ek bhut hii ajeeb dialogue sunna
                          "Mai us se itni nafrat karta/tii hoo k us ko takleef pohonchaney k liye mai apnii jaan bhi dey sakta/tii hoo"

                          8. ap is baarey mai kya kehtey hain...k wo bunda jisey ap ki takleef se takleef ho ..kya ap us se nafrat kar saktey hain????

                          sorry inney saarey sawal poochney k liye but plz me ko answer chaye or sawaal nai....
                          sigpic

                          Comment

                          • #14
                            Re: I hate u

                            السلام عليكم و رحمة الله و بركاته
                            Walekum Salam:hii:

                            ine dher sare sawal:think:
                            1. Nafrat k kya maenii hain???
                            jab na pasandeedgi had se barh jaey to wo nafrat kehlati he:garmi:
                            2. Kya ap ne kabhi kisi se nafrat kii hai??
                            haan g ki
                            3. If yes den ap ko pata kaisey chalta hai ap ko kisi se nafrat hai??
                            mera dil bata deta he:dance5:
                            4. kya ap us shaks ko ye bata saktey hain dat u hate him/her???
                            nops
                            5. Ap ki nafrat ki kya koi had hai or agra hai tu kitnii hai??
                            meri had itni he k bas mujhe jis se nafrat he wo mere samne na aey,khush rahe,abad rahe apne ghar rahe,mere samne na aey ta k mera halak karwah na ho
                            6. Nafrat ho jatii hai ya kii jjatii hai??
                            ab koi planning se to nahi karta,ho jati he,nafrat rade amal hota he kisi ki zeyadati ka
                            7. Kya ye zaroori hai k kisi se tabhi nafrat ho jub ap ki dil mai pehley us k liye pyaar ho???
                            nahi zaruri nahi:mm:

                            nahi mujeh esi nafrat kisi se nahi he apni zaat k leay nahi he,lekin jese mujhe islam n Pakistan k dushamnon se shadeed nafrat he to us k leay mujhe moka mile to me wakai un ki jaan le loon,

                            nahi:think:
                            sorry inney saarey sawal poochney k liye but plz me ko answer chaye or sawaal nai....

                            ab itne sawal kar k sorry ka faeda:khi:jawab de deay hen:hairdrayer:

                            Comment

                            • #15
                              Re: I hate u

                              Originally posted by unity View Post

                              Working...
                              X