Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

I hate u

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: I hate u

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Wa Alaikum Aslam,

    Zainda sangay :hairdrayer:

    Tum ko nahi pata ke me koon hota hoon Muj ko tumhara Lalalalalalalalalala kehtay hein

    Tum itni he tang ho to "Chooha" neya kyoon nahi khareed leti
    zainda sangay....matlub....

    acha haan yaad aya u me ke lalalalalala ho...theek hai kaho jo kehna hai....

    lala g abhi abhi choha kharaab hogaya or bhaijaan ofice mai hain...un ko tu pata bhi nai hai ....ab me ko u hii la k dey saktey ho new wala chooha ...after all u bhi tu lalay ho me k........
    .......................!!!!!

    Comment


    • #62
      Re: I hate u

      Originally posted by unity View Post

      nahi mujeh esi nafrat kisi se nahi he apni zaat k leay nahi he,lekin jese mujhe islam n Pakistan k dushamnon se shadeed nafrat he to us k leay mujhe moka mile to me wakai un ki jaan le loon,
      dii me ne baat kii hai kisi ko takleef pohonchaney k liye apni jaan deney kii...un ki leney ki nai...ab ap kya kehtii hain...........
      .......................!!!!!

      Comment


      • #63
        Re: I hate u

        Originally posted by bhataktii rooh View Post
        zainda sangay....matlub....

        acha haan yaad aya u me ke lalalalalala ho...theek hai kaho jo kehna hai....

        lala g abhi abhi choha kharaab hogaya or bhaijaan ofice mai hain...un ko tu pata bhi nai hai ....ab me ko u hii la k dey saktey ho new wala chooha ...after all u bhi tu lalay ho me k........
        Wo me ne zaina sangay likhna tha mein to bara singay likh gaya :shyy:

        Yeh to bari museebat ho gai ke tumharay bhai jaan office mein he aur idher bhi tumharay bhai jaan (yani lalallalaal) bhi office mein he hein :hairdrayer:

        Mere to office mein choohay bhi nahi hein jo me paker ker u ko parcel ker doon 372-haha
        :thmbup:

        Comment


        • #64
          Re: I hate u

          Originally posted by ummid View Post
          hmmmm
          u ko kuch kehna nai hai dii.......
          .......................!!!!!

          Comment


          • #65
            Re: I hate u

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Wo me ne zaina sangay likhna tha mein to bara singay likh gaya :shyy:

            Yeh to bari museebat ho gai ke tumharay bhai jaan office mein he aur idher bhi tumharay bhai jaan (yani lalallalaal) bhi office mein he hein :hairdrayer:

            Mere to office mein choohay bhi nahi hein jo me paker ker u ko parcel ker doon 372-haha

            yeh sub baatein chorrye ...u ka siggi barra pyaara hai ....Dr. uncle se pooch k lagaya hai ya bina ijazat key....
            .......................!!!!!

            Comment


            • #66
              Re: I hate u

              Originally posted by bhataktii rooh View Post
              yeh sub baatein chorrye ...u ka siggi barra pyaara hai ....Dr. uncle se pooch k lagaya hai ya bina ijazat key....
              Kiran meri he, isay market mein introduce kerwanay wala mein hoon phir doc'daar kahan se aa gaya 372-shed

              Aur me ko pehlay he shak tha ke mera siggy bara pyaara he :shyy:
              :thmbup:

              Comment


              • #67
                Re: I hate u

                Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                maiN shid'dat pasand hooN, agar maiN nay nafrat ki to us ki koi had nahe hogi isi leay nahe karta na muhabbat na nafrat :honh:



                Listen
                woh pata nahe kaun say uncle nay kaha hai na k yeh dil koi kabaR'khana nahe hai kay us maiN aisi fuzool bataiN rakhi jaiN, khud say kisi say nafrat na karo aur agar kisi ko tum say nafrat karnay ka shouq ho to karta rahay who cares :honh: apna he khoon jalaiy ga na :donno:

                sub se pehley u ko yeh telloon u bhut hii boring ammu ho jo na kisi se muhabbat kartey ho or na nafrat...khair...

                or u k jis uncle ne bhi yeh kaha hai shayad sahii kaha hoo magar ammu g nafrat hojaye tu kya karna chaye...bunda laakh koshish karey tu bhi muhabbat nai ho saktii or in some cases tu ignore bhi nai kiya jaa sakta so wat 2 do......
                .......................!!!!!

                Comment


                • #68
                  Re: I hate u

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Kiran meri he, isay market mein introduce kerwanay wala mein hoon phir doc'daar kahan se aa gaya 372-shed

                  Aur me ko pehlay he shak tha ke mera siggy bara pyaara he :shyy:

                  market mai..........lalay u ki tabiyat tu theek hai na......


                  barri hii khushi ki baat hai k u ka shak-o-shubha sahii nikla .........
                  .......................!!!!!

                  Comment


                  • #69
                    Re: I hate u

                    Originally posted by bholi.bhali View Post
                    - Nahi agar mujhe kisi se nafrat hoie to mai kabhi usko nahi bolongi... hosakta hai us bande ka dil tote jaye..

                    - meri nafrat ki koi had nahi ho sakti.. q k mai kisi ko nukhsaan nahi pohencha sakti..
                    sub sey pehley tu welcome 2 Pegham
                    @
                    kitni e'itedaal pasand ho u behna nafrat bhi ho or nuqsaan bhi na pohonchaya jaye or dil bhi na torra jaye ....waah kya baat hia..........

                    yeh kahiin koi siyaasi bayan tu nahii......
                    .......................!!!!!

                    Comment


                    • #70
                      Re: I hate u

                      Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                      1. Nafrat k kya maenii hain???
                      Hate can be defined in terms of emotion. It is an emotion that is basically deep revulsion, distaste or enmity. It is mostly considered to be something that is opposite to love and friendship. It is also referred to as "to hate', which is in terms of dislike. It is also used to depict approach of prejudice, bigotry or condemnation in opposition to a person, or even a group of certain people who could probably belong to a different cast, something like racism or even political. Hatred is also considered to be one of the biggest cause behind violence and war.

                      Hate is generally developed due to the feelings like 'to blame someone', 'to protect one's self esteem', 'fears' and also' errors in reasoning'.

                      2. Kya ap ne kabhi kisi se nafrat kii hai??
                      Ji ha friendship say

                      6. Nafrat ho jatii hai ya kii jjatii hai??
                      ki jati hain
                      1. u ne oxford dictionary se copy kiya hai........

                      2.frndship ka tu nai pata kyunki aj tak hum ne kabhi koi dost banaya nahii lekin baqii tamam rishtey naatoon se tu shayad humein bhi nafrat hoagayii hai........
                      6. nafrat kii jati hai matlub ap soch samaj kar nafrat kartey hain......
                      .......................!!!!!

                      Comment


                      • #71
                        Re: I hate u

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        Daak'daara, tera first answer pasand nahi aaya. Baki tu ne acha describe kia Hate ko. Ummid he ke Rooh ko samaj aa gai ho gi :shyy:
                        me ko sub pehley hi pata hai bus sirf yeh dekhna chahtey they k log kis andaaz mia nafrat kartey hain........
                        .......................!!!!!

                        Comment


                        • #72
                          Re: I hate u

                          Originally posted by WASI ANJUM View Post
                          jo hamare gam ko apna gam samjhe us shakhs se kese Nafrat ho sakti hai......Nafrat to us shakhs se hoti hai jo hamein koi dili takleef pahonchaye


                          wese Nafrt bhi kai qism ki hoti hai ek woh jo Mohabbat k baad nafrat ho jati hai aur ek nafrat aisay bhi ho jati hai k koi hamein taklef pahonchaye ya hamare doston ya chahne walon ko takleef pahonchaye
                          thank uso much 4 replying ....liked ur answers ....JazakAllah...Allah ap k dil ko sukoon bakhshey...Ameen...
                          .......................!!!!!

                          Comment


                          • #73
                            Re: I hate u

                            Originally posted by bhataktii rooh View Post
                            market mai..........lalay u ki tabiyat tu theek hai na......


                            barri hii khushi ki baat hai k u ka shak-o-shubha sahii nikla .........

                            :shyy: haan ub acha feel ker raha hoon, Shuker he Allah ka:shyy:


                            Tum bhi khush raha karo :shyy:
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #74
                              Re: I hate u

                              Originally posted by bhataktii rooh View Post
                              me ko sub pehley hi pata hai bus sirf yeh dekhna chahtey they k log kis andaaz mia nafrat kartey hain........
                              yani tumhein sub pata tha aur hamein bewakoof bana rahi thi372-scare
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #75
                                Re: I hate u

                                i hate i hate ihate
                                ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X