Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~ Urdu ~*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: ~*~ Urdu ~*~

    Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
    dum kham zuban maiN nahe us kay bolnay waloN maiN hota to aaj urdu bhi technology ki zuban ban sakti the
    I agree, Urdu technology ki zuban ho sakti thi, lekin ub bohat der ho gai. au:
    :thmbup:

    Comment

    • #32
      Re: ~*~ Urdu ~*~

      Originally posted by Mr.Khan View Post
      Sirf technology ki base per rakh kar hi zaban ki maqboliyat ko kyun socha jaaye????
      Aap ko pata hai dunya me sub se zyada koun si zaban boli jaati hai???
      I know chinese, arabic, english, hindi, spenish bari zubanein hein. Lekin in mein Chinese aur English he technology ki zuban ban ker emerge ho paaein.

      Technology ke point of view se hutt ker ager aap baat kerte ho to mein zaroor kahoon ga ke Urdu ko faroog do, kyoon ke yeh hamari koomi zubaan he :salam:
      :thmbup:

      Comment

      • #33
        Re: ~*~ Urdu ~*~

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        yaar teri meharbaani tu mujay phone pe bata dena, yahan per jawaab na dena 372-scare
        CHAL REHAN DITTA TONWEE KEE YAAD KAREEN GA ja ayesh kar bachayyyy. . .:tasali:
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment

        • #34
          Re: ~*~ Urdu ~*~

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          I know chinese, arabic, english, hindi, spenish bari zubanein hein. Lekin in mein Chinese aur English he technology ki zuban ban ker emerge ho paaein.

          Technology ke point of view se hutt ker ager aap baat kerte ho to mein zaroor kahoon ga ke Urdu ko faroog do, kyoon ke yeh hamari koomi zubaan he :salam:

          Fitty munh teri is knowledge ka aur lakh di lanat terey in tajziyaat per .

          Duniya key har mulk mein sab sey pehley yehi koshish ki jati hai keh koi bhi neya technology related program usi zuban mein convert kiya jaey takeh us mulk ki awwam key liyey aasani rahey! Aur aisa abhi bhi hota hai.

          Yahan tak baat English ki technical zuban honey ki hai to uski wajah bhi apni jaggah mustanad hai!

          Duniya mein kabhi kisi daur mein itni taraqi nahin hui, jitni taraqi IT Daur mein hui hai. Pichhley 20 saalon mein - faqat 20 saalon mein - duniya ka naqsha badal geya hai. Is daur mein har 3 maah baad technology badal rahi hai - aur ziyada tar halqon mein ab yehi soch paii janey lagi hai keh bjaey iskey IT Technology ko har zuban mein convert kiya jaey, jo keh na sirf time consuming hain balkeh it take huge efforts to do so aur jitni der mein conversation mukamil hogi, us doran naii technology aa jaey gi, to behtar yehi hai ab English hi ko technology ki zubaan samajh liya jaey.

          Lekin iskey bawajood har mulk mein kuchh asool hai keh koi bhi naii technology ka aik khaas hissah local zuban mein convert honi chahiyey.

          Hamari soch mein gulami hai. Hamarey mulk mein aaj tak kisi ney technology ki tarf tawajoh nahin di, to yahan per apni qaumi zuban mein conversation per kaun dey ga??????
          :::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::: :::::::::

          darj-e-bala behas sirf tumhari baat ka jawab hai. Jiska merey thread sey qatan ta'aluq nahin!!!
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment

          • #35
            Re: ~*~ Urdu ~*~

            Originally posted by Masood View Post

            372-scare
            That's Enough...!!

            Comment

            • #36
              Re: ~*~ Urdu ~*~

              Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
              372-scare
              tmhri ye nakhun chabanay ki aadat ab tuk nahi gaii

              Comment

              • #37

                Kii hoya moody badshah? :hii:
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment

                • #38
                  Re: ~*~ Urdu ~*~

                  Originally posted by Mr.Khan View Post
                  tmhri ye nakhun chabanay ki aadat ab tuk nahi gaii
                  tumhaiN bhi to baat bay'baat aglay banday kay kaan saaf karnay ki aadat hai :fight:

                  Originally posted by Masood View Post
                  Kii hoya moody badshah? :hii:
                  kuj v nai pine
                  That's Enough...!!

                  Comment

                  • #39
                    Re: ~*~ Urdu ~*~

                    Originally posted by Masood View Post

                    Fitty munh teri is knowledge ka aur lakh di lanat terey in tajziyaat per .

                    Duniya key har mulk mein sab sey pehley yehi koshish ki jati hai keh koi bhi neya technology related program usi zuban mein convert kiya jaey takeh us mulk ki awwam key liyey aasani rahey! Aur aisa abhi bhi hota hai.

                    Yahan tak baat English ki technical zuban honey ki hai to uski wajah bhi apni jaggah mustanad hai!

                    Duniya mein kabhi kisi daur mein itni taraqi nahin hui, jitni taraqi IT Daur mein hui hai. Pichhley 20 saalon mein - faqat 20 saalon mein - duniya ka naqsha badal geya hai. Is daur mein har 3 maah baad technology badal rahi hai - aur ziyada tar halqon mein ab yehi soch paii janey lagi hai keh bjaey iskey IT Technology ko har zuban mein convert kiya jaey, jo keh na sirf time consuming hain balkeh it take huge efforts to do so aur jitni der mein conversation mukamil hogi, us doran naii technology aa jaey gi, to behtar yehi hai ab English hi ko technology ki zubaan samajh liya jaey.

                    Lekin iskey bawajood har mulk mein kuchh asool hai keh koi bhi naii technology ka aik khaas hissah local zuban mein convert honi chahiyey.

                    Hamari soch mein gulami hai. Hamarey mulk mein aaj tak kisi ney technology ki tarf tawajoh nahin di, to yahan per apni qaumi zuban mein conversation per kaun dey ga??????
                    :::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::: :::::::::

                    darj-e-bala behas sirf tumhari baat ka jawab hai. Jiska merey thread sey qatan ta'aluq nahin!!!

                    Tum apna reply baar baar parho aur mujay yeh batao ke tum ne yahan pe koon si nai baat ker di, kis had tak wohi baat ki jo mein ker raha tha?

                    *Aik achi discussion kerne ke liye thoori si tameez bhi seekho, doosray thread mein tum mujay aur abid ko tameez sikha rahay thay aur yahan per tum khud patri se utar rahay ho :tasali:
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #40
                      Re: ~*~ Urdu ~*~

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      tum apna reply baar baar parho aur mujay yeh batao ke tum ne yahan pe koon si nai baat ker di, kis had tak wohi baat ki jo mein ker raha tha?

                      *aik achi discussion kerne ke liye thoori si tameez bhi seekho, doosray thread mein tum mujay aur abid ko tameez sikha rahay thay aur yahan per tum khud patri se utar rahay ho :tasali:
                      منڈے تم یہاں غلط جبکہ مسعود بھائی ٹھیک کہہ رہے ہیں وجہ تم بات کو مس انڈر سٹینڈ کرکے غلط فہمی کا شکار ہوگئے ہو اول تو تم نے تھریڈ کا حقیقی مفھوم نہیں سمجھا دوم بحث یہاں دو زبانوں کے تقابل کی ہرگز نہیں اور نہ ہی یہ بحث ہے کہ آیا اردو فنی اعتبار سے ٹیکنالوجی کی زبان ہے یا نہیں ؟ بلکہ سوال یہاں یہ اٹھایا گیا ہے کہ کس طرح سے ایک زبان بولنے والے طبقہ نے خود اپنی زبان کے سوتیلے پن کا مظاہرہ کیا ہے ۔ ۔
                      اور یہ بات یاد رکھو کہ ٹیکنالوجی بنیادی طور پر کسی بھی زبان کا نام نہیں اور نہ ہی ٹیکنالوجی کی کوئی زبان اپنی ہوتی ہے اور نہ ہی کسی بھی زبان کو مطلقا ٹیکنالوجی کی زبان کہا جاسکتا ہے ۔۔
                      کیونکہ ٹیکنالوجی علم کی ایک مخصوص شاخ کا نام جو کہ صنعتیات ، فنیات سے متعلق ہوتا ہے یعنی علم کا وہ شُعبہ جو صنعت و حرفت کے علوم و فنون سے متعلق ہو ۔
                      اور تم جو یہ بار بار مثالیں دے رہے ہو نہ کے انگریزی زبان ٹیکنالوجی کی زبان ہے سو اس لحاظ سے اولیت حاصل ہے تو تمہارا یہ مثال یہاں پیش کرنا بعید از قیاس ہے ۔ ۔
                      اگر کہو تو تمہاری پیش کردہ مثال جو کہ تمہارا نقطہ استدلال ہے اور اس کا بطلان بھی ظاہر کرسکتا ہوں
                      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                      Comment

                      • #41
                        Re: ~*~ Urdu ~*~

                        Originally posted by aabi2cool View Post

                        Chal yaar 10 number tu bhi le le masood ke saath :tasali:
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #42
                          Re: ~*~ Urdu ~*~

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          Chal yaar 10 number tu bhi le le masood ke saath :tasali:
                          chal ab khisyana mut ban apni ghalat fehmi tasleem karlay yaad rahay ghalat fehmi keh raha hon ghalti anheen :tasali:
                          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                          Comment

                          • #43
                            Re: ~*~ Urdu ~*~

                            Originally posted by aabi2cool View Post
                            chal ab khisyana mut ban apni ghalat fehmi tasleem karlay yaad rahay ghalat fehmi keh raha hon ghalti anheen :tasali:
                            Meri jaan mein ne tera reply nahi perha, aur na he yahan tere reply ki zaroorat thi. Kuch baatein khud bhi understand kia ker
                            :thmbup:

                            Comment

                            • #44
                              Re: ~*~ Urdu ~*~

                              Originally posted by munda_sialkoty View Post
                              Meri jaan mein ne tera reply nahi perha, aur na he yahan tere reply ki zaroorat thi. Kuch baatein khud bhi understand kia ker
                              meri jigar k toatay ab tu over ho raha hi teri ana aray aarhi hi haq baat ko tasleem na akrnay main lolz:tasali:
                              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                              Comment

                              • #45
                                Re: ~*~ Urdu ~*~

                                Originally posted by aabi2cool View Post
                                meri jigar k toatay ab tu over ho raha hi teri ana aray aarhi hi haq baat ko tasleem na akrnay main lolz:tasali:
                                Tujay 10 number to de diye, ub aur kia doon tujay, khatam ker baat ko yahi pe
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X