Re: *^real and true concept *^
Main amooman mazbhi (aur ab to siyasi bhi) behson sey door rehney ki koshish karta hoon magar Zoni ka sawaal achha tha...
Hamarey haan aik ajeeb concept paya jata hai. Hamarey log Allah Tala ki rehmaton per bharosa karney ki bjaey Nazron Niyaazon per yaqin karney lagey hain... aik lateefa hai is nisbat sey...
Aik Lahori Hajj ko chala geya, wahan per jaa ker sakht beemar ho geya to apni walidah ko phone karta hai aur kehta hai: "Maa zara Data Darbaar ja merey laii duaa kar keh main tandrust ho jawaan"....
Darj-e-Zel aik kitaab "Fatawa Sirat-e-Mustaqeem" sey haasil kiya geya hai:

Comment