Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

*^real and true concept *^

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • *^real and true concept *^

    salam pegham

    :RA: umeed hain seb kheriyet sy he hon gay rozay b aschay aschay ja rahain hon gay? good :laptop:
    ab baat kerty hain hum k menat( yani kuch log manet mangtain hain k mera falan kam ho gaya to main yeh keron ga /g islam main manat k hawlay sy koi concept majood hain?kia hain?doseri hoti hain niyat to manat aur niyet main konsi chez bahter hain imean to say k niyet to ALLAH PAK NY KAHA HAI NA K jaisi niyet ho gi amel b waysa he ho ga to
    manet aur niyet k ba

    re main apni raye say mustafeed kijye thanku teddy
    Last edited by chaand_nager; 28 August 2009, 14:53.
    ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

    sigpic

  • #2
    Re: *^real and true concept *^

    sawaal choota nahi ho sakta kia
    :thmbup:

    Comment

    • #3
      Re: *^real and true concept *^

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      sawaal choota nahi ho sakta kia

      me ko lgta hain ap pagal ho gaye hain/ ya rozaa lag rah hain main ny lamba likha jitna likha hian utna to ho ga he na apni baat sahe terhan sy explain kayse ho g pher kamal hain log itne wady thread lagty rehty hain koi un ko kuch nhe kehta muj masoom per sare itraz kerty hain aamir bhai sahe nhe hai yeh samjhy ap
      ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

      sigpic

      Comment

      • #4
        Re: *^real and true concept *^

        Originally posted by zoniash View Post

        han amir bhai ye waqei hi saheeh naheen hi
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment

        • #5
          Re: *^real and true concept *^

          Originally posted by zoniash View Post
          salam pegham

          :RA: umeed hain seb kheriyet sy he hon gay rozay b aschay aschay ja rahain hon gay? good :laptop:
          ab baat kerty hain hum k menat( yani kuch log manet mangtain hain k mera falan kam ho gaya to main yeh keron ga /g islam main manat k hawlay sy koi concept majood hain?kia hain?doseri hoti hain niyat to manat aur niyet main konsi chez bahter hain imean to say k niyet to ALLAH PAK NY KAHA HAI NA K jaisi niyet ho gi amel b waysa he ho ga to
          manet aur niyet k ba

          re main apni raye say mustafeed kijye thanku teddy
          mish mish mish main bataon :shyy:
          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

          Comment

          • #6
            Re: *^real and true concept *^

            Originally posted by zoniash View Post
            salam pegham
            pegham

            man'nat hoti kia hai? agar yeh kay mera yeh kaam hogaya to maiN Allah kay naam par itna kharch karonga ya itnay logo ko khana khilaonga, bil'farz woh kaam nahe howa to matlab paisa bhi kharch nahe hoga Allah kay naam par aur mustaheq ko khana bhi nahe khilaya jaiy ga :hairdrayer:

            mery khayal maiN aisi mannat say behtar hai kay banda apna jaiz kaam honay kay baad khud he kharcha kar lia karay aisay naik kaam k leay :thmbup:
            That's Enough...!!

            Comment

            • #7
              Re: *^real and true concept *^

              Originally posted by aabi2cool View Post
              mish mish mish main bataon :shyy:
              batain g abi tak ap souch rahain hain 372-shed
              ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

              sigpic

              Comment

              • #8
                Re: *^real and true concept *^

                Originally posted by zoniash View Post
                salam pegham

                According to my point of view, Mannat maangna sirf hamary imaan ki kamzori hai,
                Khaas kar log mazaron per jaate hen chadar charhate hen, Mannaten ziyada tar wahan dekhne me aati hen...
                Insaan ke behakne or imaan ki kamzori k buhat se mawaqay shetaan paida karta hai
                Misaal ke toor per agar kisi shakhs ki kaafi arsay se job na lag rahi ho woh maali tor se pareshaan ho to aisi soorat me agar usay koi shakhs se keh de ke Us mazar per jao wahan maangi gaii mannaten zaror pori hoti hen..

                Jub ke Islaam me ye baat pori tarah se wazeh kar di gaii hai k maangne ka inkhtiyar sirf Allah ki zaat se hai....

                Insaan ke poray din 24 hrs me ek ghari aisi aati hai jub us ke mun se nikli hui Dua qabool ho jaati hai....
                Aur jub woh jobless shakhs ki Dua ki qaboliyat ki ghari aati hai to woh ye samajhta hai ke ye meri Dua us mannat ki waja se qabool hui hai...
                Aur phir is tarah us ka imaan dagmaga jata hai aur woh mannat per yaqeen karne lagta hai aur dosron ko bhi is ki targheeb karta hai....

                Jub ke Niyat is ke bilkul bar-aks hai....
                Jesa ke Hadees-e-Pak (S.A.W) me aaya hai ke
                " Aamaal ka daaro-madar niyat per hai"

                Agar aap koi jayez or Halal kaam karne ja rahe hen to Dil se us kaam k poray hone ki niyat karen phir Allah Talah us kaam me zaror barkat farmate hen :)

                Comment

                • #9
                  Re: *^real and true concept *^

                  Originally posted by Mr.Khan View Post
                  According to my point of view, Mannat maangna sirf hamary imaan ki kamzori hai,

                  " Aamaal ka daaro-madar niyat per hai"
                  bay'shak

                  bus aik sawal, kisi kay emaan ko mapnay ka paimana kia hai?

                  matlab dosray ka kamzour hai, ya hamara bohot mazboot hai?

                  sawal is leay paida howa kay agar "amaal ka daro-madar niyat par hai" to phir INSAAN kisi dosray insaan ki niyat kaisay jaan sakta hai?
                  That's Enough...!!

                  Comment

                  • #10

                    khan sahab aap apni zaati ray ki bajay shariat ka hukam bataien to meharbani hogi hum sab par aur dosray ye k kaya aap batain gay manat dar asal kehtay kisay hain?
                    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                    Comment

                    • #11
                      Re: *^real and true concept *^

                      Originally posted by aabi2cool View Post
                      khan sahab aap apni zaati ray ki bajay shariat ka hukam bataien to meharbani hogi hum sab par aur dosray ye k kaya aap batain gay manat dar asal kehtay kisay hain?
                      Mannat ki defination 2 tarah se hai........

                      Ek to ye jo k aksar daikhne me aata hai ke students kehte hen ke Agar me imtehaan me achay numbers se paas ho jaon to 2 rika'at ya 4 rika'at shukrana ke nafeel ada karon ga/gi.....

                      Dosri woh mannat jo log maza'ar per ja kar maante hen ke agar mera ye kaam ho jaye to mai itni deg karwaon ga ya itni khairaat karon ga....

                      Comment

                      • #12
                        Re: *^real and true concept *^

                        Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                        bay'shak

                        bus aik sawal, kisi kay emaan ko mapnay ka paimana kia hai?

                        matlab dosray ka kamzour hai, ya hamara bohot mazboot hai?

                        sawal is leay paida howa kay agar "amaal ka daro-madar niyat par hai" to phir INSAAN kisi dosray insaan ki niyat kaisay jaan sakta hai?
                        Niyat ka khaalis hone ka ya paak hone pata insaan ko khud hota hai ya phir Allah ko pata hota hai

                        Comment

                        • #13
                          Re: *^real and true concept *^

                          :hii:hay Allah jee itna ziyada ko read kray chalo choro issay

                          I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani

                          Comment

                          • #14
                            Re: *^real and true concept *^

                            Originally posted by Mr.Khan View Post
                            Mannat ki defination 2 tarah se hai........

                            Ek to ye jo k aksar daikhne me aata hai ke students kehte hen ke Agar me imtehaan me achay numbers se paas ho jaon to 2 rika'at ya 4 rika'at shukrana ke nafeel ada karon ga/gi.....

                            Dosri woh mannat jo log maza'ar per ja kar maante hen ke agar mera ye kaam ho jaye to mai itni deg karwaon ga ya itni khairaat karon ga....
                            hihihihii ye to aap nay sharee nazar yani manat ki iqsaam bata deen iski tareef kider hi ??????????'
                            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                            Comment

                            • #15
                              Re: *^real and true concept *^

                              Originally posted by aabi2cool View Post
                              hihihihii ye to aap nay sharee nazar yani manat ki iqsaam bata deen iski tareef kider hi ??????????'
                              Sharaiii Istalah me aap is ki tareef baja laa den

                              Comment

                              Working...
                              X