Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Shararatain :)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: Shararatain :)

    Originally posted by safia View Post
    shararatein mein karti rahti hoon.......... lakin ek shararat ek meray classfellow ney meray saath shararati ki thi vo mein aap ko batati hoon .... univ mein ek larkay nay meray purse mein zinda mandak daal diya aur mujhe pata bhi na laga.... jab mein paisay nikalnay lagi tab mandak ochhal kar meri gaud mei aa gaya aur mein itni cheekhain maariein kay meri sub friends vo bhi meri cheekhain sun kar darr gayi ..... baad mein dekha tu mandak merey purse mein tha.....phir pata laga ek larkay ney shararatan meray purse mein mandak rakha tha......... phir uss ney sorry bhi kar di thi lakin jab bhi yeh wakiya yaad aata hey mein bahut hansti hoon............. :khi:
    :think:
    :thmbup:

    Comment

    • #62
      Re: Shararatain :)

      aik baar school main main principal k office main kisi kaam sey gayii (jahan siwaye kuch ginney chunney students k zyada kisi ko jaaney nai diya jata) wahan dekha tu madam office main nai thein magar aik teacher jo merey bhai k dost they wahein mojood they ...unhon ne daikha k merii nazar un blank papers par hai jin par madam k sign hain (jin par wo kisi ko koi message waghera likhti hain) tu sir ne mujhe ishaara kar k kaha beta utha lo or chaltii bano phir mouqa nai miley ga...bus hum ne khushi khushi wo papers utha liye or wapas class main aye tu daikha k idher aik larrki headmistress k office se teachers ka duty chart utha k le ayii thii..
      bus aik idea hamarey dimagh main bijli ki taizi se aya or hum ne kaam shuru kar diya...saarii teachers ki duties xchange kara dein...or haan un dinoo hamarii class ki aik or class k saath cricket match k wajah se chotti si larrai hogayii thi..bus yeh mouqa tha un se badla leney ka hum ne un k akhri chaar periods free rakhney ka likha....
      bus saarey papers madam k office mai pohoncha diye...jinhoon ne apnii taraf se teachers ko bhaij diye...or nateeja yeh nikla k break k baad sub kuch mix up hogaya ...theek sey parrhai na howi....

      or sub se mazey ki baat saza us class ko mili..or hum doodh k dhuley bach k nikal gaye...:lpop:
      .......................!!!!!

      Comment

      • #63
        Re: Shararatain :)

        Originally posted by thefire1 View Post
        Waqayii larKiyon ki cheekh bohat hi khatarnaak hoti hay bechara Maindak bhi darr kar bhag gaya hoga :lol

        Originally posted by thefire1 View Post
        "Meray chotay bhai behan jab bhi koi cheese (maslan chocolate waghaira) lay kar aatay, main intihayee rob-daar lehjay main "chaloo mujhay doo jaldi karoo warna lagayoo ga, jaldeeeee" aur woh becharay seham kar yeh kehtay huway "Bhai jaan aap hum say humari cheese aisay haq say maangtay hain jaisay khudh hi ho" mujhay day daitay thay aur phir khoob rotay thay" :lol
        me ko ban'na hai barri behan....

        Originally posted by thefire1 View Post
        iss harkat per bhi bohat baar maar bhi lagyii abbu nay aur ammi nay bhi aik baar bailan say pitayee kardee thi :(
        haan tu phir kitna maza aya....:lpop:
        .......................!!!!!

        Comment

        • #64
          Re: Shararatain :)

          Originally posted by bhataktii rooh View Post
          aik baar school main main principal k office main kisi kaam sey gayii (jahan siwaye kuch ginney chunney students k zyada kisi ko jaaney nai diya jata) wahan dekha tu madam office main nai thein magar aik teacher jo merey bhai k dost they wahein mojood they ...unhon ne daikha k merii nazar un blank papers par hai jin par madam k sign hain (jin par wo kisi ko koi message waghera likhti hain) tu sir ne mujhe ishaara kar k kaha beta utha lo or chaltii bano phir mouqa nai miley ga...bus hum ne khushi khushi wo papers utha liye or wapas class main aye tu daikha k idher aik larrki headmistress k office se teachers ka duty chart utha k le ayii thii..
          bus aik idea hamarey dimagh main bijli ki taizi se aya or hum ne kaam shuru kar diya...saarii teachers ki duties xchange kara dein...or haan un dinoo hamarii class ki aik or class k saath cricket match k wajah se chotti si larrai hogayii thi..bus yeh mouqa tha un se badla leney ka hum ne un k akhri chaar periods free rakhney ka likha....
          bus saarey papers madam k office mai pohoncha diye...jinhoon ne apnii taraf se teachers ko bhaij diye...or nateeja yeh nikla k break k baad sub kuch mix up hogaya ...theek sey parrhai na howi....

          or sub se mazey ki baat saza us class ko mili..or hum doodh k dhuley bach k nikal gaye...:lpop:
          372-scare
          :thmbup:

          Comment

          • #65
            Re: Shararatain :)

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            372-scare
            kii hoya lalay....:lpop:
            .......................!!!!!

            Comment

            • #66
              Re: Shararatain :)

              Originally posted by bhataktii rooh View Post
              kii hoya lalay....:lpop:
              Tum itni hoosheyaar aur itni chalaak aur itni paaadi lagti nahi ho
              :thmbup:

              Comment

              • #67
                Re: Shararatain :)

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                Tum itni hoosheyaar aur itni chalaak aur itni paaadi lagti nahi ho
                nai waisi fitrii tour par humara zehan ultey kaamoon main bhi taiz chalta hai magar phir life k ups n downs ne mujhey humesha se khamosh rehney par majboor kiye rakha....

                waisey u bach k raho lalay kisi din me khush hoon tu phir u ka kya hashar hoga u soch bhi nai skatey....:lpop:
                .......................!!!!!

                Comment

                • #68
                  Re: Shararatain :)

                  :lol sharartiii kahin kii :lol

                  Originally posted by bhataktii rooh View Post
                  aik baar school main main principal k office main kisi kaam sey gayii (jahan siwaye kuch ginney chunney students k zyada kisi ko jaaney nai diya jata) wahan dekha tu madam office main nai thein magar aik teacher jo merey bhai k dost they wahein mojood they ...unhon ne daikha k merii nazar un blank papers par hai jin par madam k sign hain (jin par wo kisi ko koi message waghera likhti hain) tu sir ne mujhe ishaara kar k kaha beta utha lo or chaltii bano phir mouqa nai miley ga...bus hum ne khushi khushi wo papers utha liye or wapas class main aye tu daikha k idher aik larrki headmistress k office se teachers ka duty chart utha k le ayii thii..
                  bus aik idea hamarey dimagh main bijli ki taizi se aya or hum ne kaam shuru kar diya...saarii teachers ki duties xchange kara dein...or haan un dinoo hamarii class ki aik or class k saath cricket match k wajah se chotti si larrai hogayii thi..bus yeh mouqa tha un se badla leney ka hum ne un k akhri chaar periods free rakhney ka likha....
                  bus saarey papers madam k office mai pohoncha diye...jinhoon ne apnii taraf se teachers ko bhaij diye...or nateeja yeh nikla k break k baad sub kuch mix up hogaya ...theek sey parrhai na howi....

                  or sub se mazey ki baat saza us class ko mili..or hum doodh k dhuley bach k nikal gaye...:lpop:
                  sigpic

                  Comment

                  • #69
                    Re: Shararatain :)

                    Originally posted by bhataktii rooh View Post
                    nai waisi fitrii tour par humara zehan ultey kaamoon main bhi taiz chalta hai magar phir life k ups n downs ne mujhey humesha se khamosh rehney par majboor kiye rakha....

                    waisey u bach k raho lalay kisi din me khush hoon tu phir u ka kya hashar hoga u soch bhi nai skatey....:lpop:
                    Mein isay mehz dhamki samjoon ya waqee dhamki samjoon :guitar:
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #70
                      Re: Shararatain :)

                      Maar kha kay bhi kisi ko maza aaya hay bhala, bas RONA aata tha aur ummid ki tarah rota rehta tha aisay

                      Working...
                      X