Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Controversial Question

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Controversial Question

    Originally posted by zoniash View Post
    u ny he kia hain seb kuch u ki waja sy me ka siggi b nhe ata sahe sy upload :embarasse abi tak koi news nhe ayi per wo awaz itne zor sy the :donno:

    baqi batein chhorro mujhey Usmanistan ka qissah sunao keh kya parha hai :p
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #47
      Re: Controversial Question

      Originally posted by Masood View Post
      14 august waley din bhi light ka masla 372-haha abhi Zinnia kehti hai keh Zardari ney batein achhi ki thin 372-haha
      hain lo g
      raat ko 10 baje pher 1bje pher 3 bje pher 5 bje pher 7 pher 10 phe 1 pher 3 pher 5 pher 7 ab main ja rahi hon hi hi jany lagi hain light
      ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

      sigpic

      Comment


      • #48
        Re: Controversial Question

        Originally posted by Masood View Post
        baqi batein chhorro mujhey Usmanistan ka qissah sunao keh kya parha hai :p
        han han sonao g light ajey g dobra to ans zaror don g fiker not abi aj rahi hon
        ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

        sigpic

        Comment


        • #49
          Re: Controversial Question

          Originally posted by Admin View Post
          Assalamo allaikum :)

          - lehaza meri naqis raaey mein hamein Pakistan ki Pedaish ka din kehna chahiyey - aur har saal jo manatey hain, issey Pakistan ki Saalgirah key taur per mana chahiyey - na keh aazadi key taur per!

          What do you say?
          waalikum asslam

          /sf
          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

          Comment


          • #50
            ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

            sigpic

            Comment


            • #51
              Re: Controversial Question

              Originally posted by Admin View Post
              Assalamo allaikum :)

              Sab sey pehley to tumaam ahl-e-watan ko Pakistan ki 62ween saalgirah mubarik ho

              Ab aatey hain merey controversial sawaal ki janib....


              Ham 14. August 1947 ko Pakistan ki AAZADI ka din kehtey hain. Kya yeh waqiyey hamari AAZADI ka din hai ya aik naii state ki birth ka din hai?

              Kya ham is din AAZAD huwey they? Pakistan ba'haisiyat STATE kis ki ghulami mein tha jo 14 august 1947 ko aazad huwa tha? (iskey bar'aks ham Hindustan, India ya Bharat ki aazadi ka din 15 august kah saktey kyun keh India -as state- pehley sey mojood tha).

              Meri naqis raaey mein yeh lafz istimaal karna mozuu nahin keh hamein AAZADI mili thi, kyun keh us sey pehley Pakistan ba'haisiyat aik state mojood nahin tha! Pakistan ko ba'haisyat state 14 august 1947 aur uskey baad tasleem kiya geya hai - lehaza meri naqis raaey mein hamein Pakistan ki Pedaish ka din kehna chahiyey - aur har saal jo manatey hain, issey Pakistan ki Saalgirah key taur per mana chahiyey - na keh aazadi key taur per!

              What do you say?
              waleikum assalam
              hmmmmm yeh bhi sahi hai.
              Last edited by lllife; 14 August 2009, 16:24.

              Comment


              • #52
                Re: Controversial Question

                Walikumslam..

                Kitna ajeeeb question hai wese...

                Ye to jaaan lena chaye ke hum aik azaad qoam hain khiar

                apke sawal ka jawab....

                Insaan ke liyee Maan sab say mukaddas hasti hoti hai ..or yay dherti yay watan hamaara maan hain ...aor kisi ka apni maan kay kirdaar kay kissi bhi pehlo per shak kerna yakeenan kitna ghair munaasib haiii
                ..sab ko bakhoobi ilm ha..Insaaniyaat ma zulm or barbariyaat ki taareekh ma 6 million yahoodioon kay qatal kay bad jo doosra sab say afsos naak amal hua wo tehreek azaadie pakistan kay doraan 21 laakh musalmaano ka katle aaam hua ...Pakistan ki Azaadi ki aik Tehreek ha poori jissay kisi soorat apni aqlo khirad kay tawazun me nahi tola jaa sakta ....Sir Syed ahmed khaa jasa Pro British shaks jab Taje bertaniyaa ko chor ker musalmaano kay liyee utha kahara hota ha to yakeenan aik ghair mamooli baat hoti ha


                Muslamaano ka apne Istehsaal kay khilaaf ahista ahista awaaz uthaana bhi aik azaadi ki tehreek ki nishaan dahai hai...


                Hum aik azad qoam hain...aur azadi ke chiraaag lahu se he roshan hote hain...hamare nojawano ne jitni bhi qurbaniyan dein wo raigan nahi jayeingiii:thmbup:We will fight 4 our country till End !!!

                Aur masood bhaii iss tarahn thread lagane se kuch nahi hogaaa
                agar kuch karna hai cum forward...believ me ap himmat aur josh se kam leinge to 10 nojawan apke sath qadam mila ke chalne ko tayar honge
                ....
                Last edited by *khushi*; 14 August 2009, 17:00.

                Comment


                • #53
                  Re: Controversial Question

                  khushi where is ur 3 ?? :p
                  شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                  Comment


                  • #54
                    Re: Controversial Question

                    Originally posted by saraah View Post
                    khushi where is ur 3 ?? :p

                    ye jooo amir jee hain inse aik promise hai mera ke gupshup mei replies karte waqt seedha ee he likhungi
                    coz putahy eee s eunko irritation hoti hai
                    thts yyyyy

                    Comment


                    • #55
                      Re: Controversial Question

                      Originally posted by *khushi* View Post
                      Walikumslam..

                      Kitna ajeeeb question hai wese...

                      Ye to jaaan lena chaye ke hum aik azaad qoam hain khiar

                      apke sawal ka jawab....

                      Insaan ke liyee Maan sab say mukaddas hasti hoti hai ..or yay dherti yay watan hamaara maan hain ...aor kisi ka apni maan kay kirdaar kay kissi bhi pehlo per shak kerna yakeenan kitna ghair munaasib haiii
                      ..sab ko bakhoobi ilm ha..Insaaniyaat ma zulm or barbariyaat ki taareekh ma 6 million yahoodioon kay qatal kay bad jo doosra sab say afsos naak amal hua wo tehreek azaadie pakistan kay doraan 21 laakh musalmaano ka katle aaam hua ...Pakistan ki Azaadi ki aik Tehreek ha poori jissay kisi soorat apni aqlo khirad kay tawazun me nahi tola jaa sakta ....Sir Syed ahmed khaa jasa Pro British shaks jab Taje bertaniyaa ko chor ker musalmaano kay liyee utha kahara hota ha to yakeenan aik ghair mamooli baat hoti ha


                      Muslamaano ka apne Istehsaal kay khilaaf ahista ahista awaaz uthaana bhi aik azaadi ki tehreek ki nishaan dahai hai...


                      Hum aik azad qoam hain...aur azadi ke chiraaag lahu se he roshan hote hain...hamare nojawano ne jitni bhi qurbaniyan dein wo raigan nahi jayeingiii:thmbup:We will fight 4 our country till End !!!
                      hmmmmm sahi hai :thmbup:

                      Comment


                      • #56
                        Re: Controversial Question

                        assalamo allaikum :)

                        sab sey pehley to tumaam ahl-e-watan ko pakistan ki 62ween saalgirah mubarik ho
                        میری طرفسے بھی مسعود بھائی آپکو اور تمام پیغامینز کو بہت بہت جشن آزادی مبارک
                        ....


                        ham 14. August 1947 ko pakistan ki aazadi ka din kehtey hain. Kya yeh waqiyey hamari aazadi ka din hai ya aik naii state ki birth ka din hai?

                        Kya ham is din aazad huwey they? Pakistan ba'haisiyat state kis ki ghulami mein tha jo 14 august 1947 ko aazad huwa tha? (iskey bar'aks ham hindustan, india ya bharat ki aazadi ka din 15 august kah saktey kyun keh india -as state- pehley sey mojood tha).
                        Meri naqis raaey mein yeh lafz istimaal karna mozuu nahin keh hamein aazadi mili thi, kyun keh us sey pehley pakistan ba'haisiyat aik state mojood nahin tha! Pakistan ko ba'haisyat state 14 august 1947 aur uskey baad tasleem kiya geya hai - lehaza meri naqis raaey mein hamein pakistan ki pedaish ka din kehna chahiyey - aur har saal jo manatey hain, issey pakistan ki saalgirah key taur per mana chahiyey - na keh aazadi key taur per!

                        What do you say?
                        اب آتے ہیں آپکے سوال کے جواب کی طرف جہاں تک آپ کا یہ کہنا ہے کہ یہ دن ایک نئی ریاست کے وجود میں آنے کا دن ہے لہذا اسے ریاست کے جنم دن کے طور پر منانا چاہیے تو آپ کا یہ کہنا بالکل بجا ہے ۔ کہ بلا شبہ یہ دن دنیا میں ریاست مدینہ کے بعد دوسری واحد نظریاتی ریاست کے وجود میں آنے کا دن ہے ۔۔ ۔ اور جہاں تک آپ کا یہ کہنا ہے یمیں اس دن کو پاکستان کی برتھ ڈے کے طور منانا چاہیے نہ کہ آزادی کے دن کے طور پر . . .. . کیونکہ آپ کی نظر میں پاکستان تو 14 اگست سے پہلے وجود میں ہی نہیں تھا سو اس کی غلامی چہ معنٰی دارد ؟؟؟؟؟ تو ہمیں آپکی اس بات سے اختلاف ہے ۔ ۔ ۔ ۔
                        دراصل یہاں آپ کا زہن ایک الجھن کا شکار ہے اور آپ ایک نظریاتی ریاست کے وجود میں آنے کو فقط جغرافیائی اعتبار سے دیکھ رہے ہیں یہ نہیں دیکھ رہے کہ ان جغرافیائی حدوں کی آزادی کے پیچھے جو نظریہ تھا ، یہ اس نظریے ہی کا کرشمہ تھا کہ ان جغرافیائی حدوں کو آزادی ملی ۔ ۔ ۔ ۔اور یوں جغرافیائی حدوں کی آزادی در اصل اس نظریئے کی آزادی تھی کہ جسے ایک پوری قوم نے ایک عظیم لیڈر کی سربراہی میں پایا تکمیل تک پہنچایا تھا ۔ ۔ ۔
                        یہ سچ ہے کہ یہ دن دنیا میں ایک نئی ریاست کے وجود میں آنے کا دن ہے سو اس لحاظ سے یہ ایک ملک کی سالگرہ کا دن ہے مگر اس ملک کے وجود میں میں آنے کے پیچھے جو نظریہ ہے . . .
                        اس لحاظ سے ہم یہ کہہ سکتے ہیں کے 14 اگست کو ہمیں بحیثیت قوم دوسری قوموں کی غلامی سے آزادی پاکستان کی برتھ کی صورت میں ملی سو اس لحاظ سے یہ دنیا میں ایک نئے ملک کے معرض وجود میں آنے کا بھی دن ہے اور ایک قوم کو دوسری قوموں کی غلامی سے آزادی کا بھی دن ہے ۔ ۔ ۔ ۔
                        Last edited by aabi2cool; 14 August 2009, 17:21.
                        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                        Comment


                        • #57
                          Re: Controversial Question

                          Originally posted by *khushi* View Post
                          ye jooo amir jee hain inse aik promise hai mera ke gupshup mei replies karte waqt seedha ee he likhungi
                          coz putahy eee s eunko irritation hoti hai
                          thts yyyyy

                          agr me baal ki khaal utaaroon gi tou tum larrai karo gi ,aur admin ka topic b khraab hojaye ga ...so leave it :wk
                          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                          Comment


                          • #58
                            Re: Controversial Question

                            Originally posted by Admin View Post
                            Assalamo allaikum :)

                            Sab sey pehley to tumaam ahl-e-watan ko Pakistan ki 62ween saalgirah mubarik ho

                            Ab aatey hain merey controversial sawaal ki janib....


                            Ham 14. August 1947 ko Pakistan ki AAZADI ka din kehtey hain. Kya yeh waqiyey hamari AAZADI ka din hai ya aik naii state ki birth ka din hai?

                            Kya ham is din AAZAD huwey they? Pakistan ba'haisiyat STATE kis ki ghulami mein tha jo 14 august 1947 ko aazad huwa tha? (iskey bar'aks ham Hindustan, India ya Bharat ki aazadi ka din 15 august kah saktey kyun keh India -as state- pehley sey mojood tha).

                            Meri naqis raaey mein yeh lafz istimaal karna mozuu nahin keh hamein AAZADI mili thi, kyun keh us sey pehley Pakistan ba'haisiyat aik state mojood nahin tha! Pakistan ko ba'haisyat state 14 august 1947 aur uskey baad tasleem kiya geya hai - lehaza meri naqis raaey mein hamein Pakistan ki Pedaish ka din kehna chahiyey - aur har saal jo manatey hain, issey Pakistan ki Saalgirah key taur per mana chahiyey - na keh aazadi key taur per!

                            What do you say?
                            w/salam
                            ap ki bat kafi had tak sahi hy
                            laken jb 14august ko pakistan aazad hoa tha us waqt to ye aazadi ka din hi tha.badqismati se baad me aany waly hukmerano ne is ko pher ghulam bena diya.
                            ab dekhty hain hamari kharja policy kab change hoti hy.

                            Comment


                            • #59
                              Re: Controversial Question

                              Originally posted by *khushi* View Post
                              insaan ke liyee maan sab say mukaddas hasti hoti hai ..or yay dherti yay watan hamaara maan hain ...aor kisi ka apni maan kay kirdaar kay kissi bhi pehlo per shak kerna yakeenan kitna ghair munaasib .
                              آپ خواہ مخواہ میں جذباتی ہورہی ہیں اور جزبات کی رو میں بہہ کراصل سوال کو بھول گئی ہیں یہاں کسی نے کسی کے کردار کی بابت اپنی تشویش کا اظہار نہیں کیا بلکہ یہاں پر منفرد انداز اختیار کرتے ہوئے بڑئے ہی خوبصورت پیرائے میں ایک ایسا سوال اٹھایا گیا ہے جو کہ ایک عرصے سے ہر پلیٹ فارم پر موضوع بحث رہا ہے لہزا آپ اس کا جواب دیجیئے ۔ ۔
                              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                              Comment


                              • #60
                                Re: Controversial Question

                                main tay day deta hain ans
                                ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X