Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Controversial Question
Collapse
X
-
tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: Controversial Question
Originally posted by Barish aur Gulab View Postjanab 14 Aug ko Pakistan ka qiyaam Amal may aaya.Pakistan kay qiyab ki wajah say
hum Musalmaan british rule k zulam aur Hinduun kay zulam/ chalakion /naPak eeradoo say aazad ho gay.
simple ccc baat hay.us din jo riyasat ka qiyam aamal main aaya us ka naame Pakistan tha.a
did u think we are free ? aj b hum un bullshit hinduaon aur angeraizon k telway chat ray hain aj b jeb dron hamlay hoty hain to ek awaz b blund nhe hoti kia hum azad hain jeb jis ka dil kerta hain pakistan per ilzam laga ker terrorism k naam per hamla ker deta hain kia hum azad hain madam aj b hum usi sazihon ka angerzon aur hindon k zulm o setum ka he shikar hain farak srif itna k aj pakistan ek khilonay k topr per huamin khilny k liy day diya hain is ko operate kerny waly hum nhe hum azaad kahan?ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei
sigpic
Comment
-
Re: Controversial Question
Originally posted by zoniash View Postwell muslim bahesiyet ek qoom k majood the is liya k un ka rehna sehna uthna bythna seb kuch alag tha mughal door o hukemt b to is baat ki gawahi hain k hum ek alg qoum thay bus ek resta chaye tha ya pher ek aysi jaga jaahn per angeriazon k hindu ki chalbaziyonn sy mehfooz reha jaye kia srif pk ki paidaish he zarori the ? is liya itne qubaniya di hain aur hum gulaam thay aur aj b hain kahan azad howay hum teb b angeriaz hawi thay aj b hain aur teb just 1000 angeriazon ny pore subcontinent per hukmet ki can u imagen just 1000 waja kia the na hindu ko shaor tha na muslims ko muslims to 1857 ki jang main itne tebhah ho gaye her medan main pechay reh gaye to pher wo ek qoum hain ek state hain is ka kiyal unhain kayse ata halank yeh state thay mger shour na hony ki wja sy is ko smjh nhe pa rahy tahy aur ek galti ki jo aj tak hum kerty arahy quaid -e-azam ny aur dosery rehnumaon ny jeb b muslims ki ya pk ki baat ki to baher k logo sy masherway kiye gaye baher k lgo ko apne mulk main apne muslims community main madakhelt ki ijazet di ager us time humre rehnua srif aur srif kud apne logo per bharosa kerty aur dosery countries ko sekhti sy mana kerty k wo humry mamlaat main bolain to aj shyed tora bahter hota pk
aur jahn tak azadi ki baat hum azaad nhe hain hum teb azad hon gay jeb humri souch humra resta humra aim ek ho ga aur hum burai aur zulm k khilaf awaz uthna seekhain gy teb main smjho g k haan hum azaad hain
Comment
-
Re: Controversial Question
Originally posted by Masood View PostAazdi ka mafhoom shayid ham nahin jatey - isi liyey...
Comment
-
Re: Controversial Question
Originally posted by zoniash View Postwell muslim bahesiyet ek qoom k majood the is liya k un ka rehna sehna uthna bythna seb kuch alag tha mughal door o hukemt b to is baat ki gawahi hain k hum ek alg qoum thay bus ek resta chaye tha ya pher ek aysi jaga jaahn per angeriazon k hindu ki chalbaziyonn sy mehfooz reha jaye kia srif pk ki paidaish he zarori the ? is liya itne qubaniya di hain aur hum gulaam thay aur aj b hain kahan azad howay hum teb b angeriaz hawi thay aj b hain aur teb just 1000 angeriazon ny pore subcontinent per hukmet ki can u imagen just 1000 waja kia the na hindu ko shaor tha na muslims ko muslims to 1857 ki jang main itne tebhah ho gaye her medan main pechay reh gaye to pher wo ek qoum hain ek state hain is ka kiyal unhain kayse ata halank yeh state thay mger shour na hony ki wja sy is ko smjh nhe pa rahy tahy aur ek galti ki jo aj tak hum kerty arahy quaid -e-azam ny aur dosery rehnumaon ny jeb b muslims ki ya pk ki baat ki to baher k logo sy masherway kiye gaye baher k lgo ko apne mulk main apne muslims community main madakhelt ki ijazet di ager us time humre rehnua srif aur srif kud apne logo per bharosa kerty aur dosery countries ko sekhti sy mana kerty k wo humry mamlaat main bolain to aj shyed tora bahter hota pk
aur jahn tak azadi ki baat hum azaad nhe hain hum teb azad hon gay jeb humri souch humra resta humra aim ek ho ga aur hum burai aur zulm k khilaf awaz uthna seekhain gy teb main smjho g k haan hum azaad hain
Zoni aap ki sochein bikhri hui hain bacha - aap bohat sari baton ko aik jaggah ikatha karney ki koshish kar rahi ho...
Muslim aur hindu aur sikh aur eesaii aur paarsi aur budhmat aur doosrey mazahib key log sadiyon sey is khittey mein sath sath zindagi guzar rahey they... Kahin musalmano ki hakoomat urooj per thi aur kahin hindu raajey maharaajey they.... agar aisa na hota to mughal kaisey 2-300 saal tak hakoomat kar letey????????... Tareekh mein hindu-muslim fasadaat ki woh misaal us daur mein nahin milti jo ab hai...
Now correct yoursef - Hindustan key khittey mein as-such koi muslim state nahin thi - muslim rulers they -correct! Iska yeh bhi aik saboot hai keh Qaid-e-Azam RA ney aik muddat tak aik ELAG STATE ka nahin socha tha balkeh sirf HINDUSTAN ki aazadi key liyey kaam kiya tha :)tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: Controversial Question
main ny kitne bar kaha hain k me ko bacha na kaha kerain
aur han ap ny sahe kaha k boaht dosery mazhab b thay mager un ki tadad kitne the????????? seb sy zayda tadad hindu aur muslim ki the baki mazheb k log itne prominent nhe thay han yeh bat k quaid e azam ny shoro main ek he try ki k seb mil ke rrahin per konsi aysi souch the jo quaid ny baedli the? wo souch state ki the na ? k jeb unhain ihsas howa k sath nhe reha ja sakta to alg hona he bahter hain chalo maan liya jaye k state nhe thay mger ek kahin na kahin ek qoum ka state ka helka sa taswaer majood zaror tha main ny kaha na k muslim her lehaz sy itne pechay reh gaye thay k unhain state ka shaor he kahan tha?jeb howa teb pk banaab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei
sigpic
Comment
-
Re: Controversial Question
Originally posted by MindFreak View PostAzadi us ehsas ka naam hai jo papers khatm hony k baad Mahsuus hoti hai hehehehehheh:tunn::tunn:
beta neklon yaha sy ja ker baher road main kahry ho ker goliyan tofian kahon u ki umer he kia hain abi in baton ko smajhny ki jao shabashab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei
sigpic
Comment
-
Re: Controversial Question
Originally posted by zoniash View Postmain ny kitne bar kaha hain k me ko bacha na kaha kerain
aur han ap ny sahe kaha k boaht dosery mazhab b thay mager un ki tadad kitne the????????? seb sy zayda tadad hindu aur muslim ki the baki mazheb k log itne prominent nhe thay han yeh bat k quaid e azam ny shoro main ek he try ki k seb mil ke rrahin per konsi aysi souch the jo quaid ny baedli the? wo souch state ki the na ? k jeb unhain ihsas howa k sath nhe reha ja sakta to alg hona he bahter hain chalo maan liya jaye k state nhe thay mger ek kahin na kahin ek qoum ka state ka helka sa taswaer majood zaror tha main ny kaha na k muslim her lehaz sy itne pechay reh gaye thay k unhain state ka shaor he kahan tha?jeb howa teb pk bana
zoni meri baat aur merey controversial sawaal per phir sey ghaur farmana :)tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: Controversial Question
Originally posted by Masood View Postokay bacha ab bacha nahin kahoon ga - uppppssss bacha kah diya sorry bacha 372-haha372-haha372-haha
zoni meri baat aur merey controversial sawaal per phir sey ghaur farmana :)
ascha [ah;y ap ek kam kerain k pehly ap islamic concept aur modern concept of state ki tori si definataion explain kerain apne ap ki souch k accordingLast edited by chaand_nager; 14 August 2009, 13:59.ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei
sigpic
Comment
-
Re: Controversial Question
Originally posted by zoniash View Postascha [ah;y ap ek kam kerain k pehly ap islamice concept aur modern concept of state ki tori si definataion explain kerain apne ap ki souch k according
Yun taqseem-e-hind key waqt jo Hindustan ki taqseem hui thi, woh mazhab ko nishana bnaa ker political soch per hui thi......tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: Controversial Question
Originally posted by zoniash View Posthindu pahly sy he ek state thay in which sense? state ki defination batain ageer wo pahly sy he state thay aur hum n he that :hairdrayer:tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: Controversial Question
Originally posted by Masood View PostIslam mein us state ka koi tasawwur nahin jo raaij-ul-waqt hai, jahan boundries mein mulk political taur per taqseem hon... aur taqseem aisi jis ka geographical koi jawaz nahin banta.. Islam mein sab sey pehley mazhab hai aur baqi grohon ki taqseem baad mein aati hai..
Yun taqseem-e-hind key waqt jo Hindustan ki taqseem hui thi, woh mazhab ko nishana bnaa ker political soch per hui thi......
hain to hum ny b to islam k naam per he to hasil kia tha state werna humain kia zaroet the hindu k sath he rehty na humra mesla b seb sy zayda mazhab ka he tha ? nhe? ek zameen ka tukera srif jeeny k liya to nhe liya tha g to hum teb be rahy thay jeb angeraiz hum per hawai thay aur aj b hain aur aj b g rahain hain na per mesla yeh he tha k yeb mulsim aur rehnuma ko laga k nhe muslims b ek alag qoum hain ak alg state jo her lehaz sy alag hain ek odsery sy quaid k words thay k bar e sageer main 2 bahri qomain aabd hain ek muslim ek hindu aur ek ap yeh baat kiyon bhaol rahya hain k madina main pehli islamic state ki bunyaad rekhi gai the? hum political system ko mazhab sy aleda kabi nhe ker saktyab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei
sigpic
Comment
Comment