Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Attitude

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Attitude

    Originally posted by jia View Post
    saraah mery khiyal main woh sirf mujhy naam btana chahti hay:tunn:

    hayeeeeeeeennnnnnnnnnnn achaaaaaa wo kiyon :think:
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

    Comment

    • #17
      Re: Attitude

      Originally posted by zoya View Post
      g g jaldi se naam pesh karain......

      kr tou diya hai .wese aap kya kren gi :think:
      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

      Comment

      • #18
        Re: Attitude

        Originally posted by saraah View Post
        hayeeeeeeeennnnnnnnnnnn achaaaaaa wo kiyon :think:
        yeh to mujhy bhi nahi pata:hehe:

        Comment

        • #19
          Re: Attitude

          Originally posted by zoniash View Post
          salam :embarasse me ko aj bohat he dokh ho raha hain yeh attitude khatm kiyon nhe hota ager kisi ko koi ohda diya jata ahin to kis baat per usy garor hota hain apne behave ko hum kiyon nhe naraum kert kiyon humsha kud ko bhari cheez he smajhty hain ???????? piyar sy b to samjhya ka sakta hain aram sy b to kaha ja sakta hain mage rnhe aysa hota nhe hain kiyon kiyon aur kiyon? islam main to seb sy pahly isi baat per zor diya k ikhlaqiyaat baher bano mger kia hum wakai ikhlaqiaayt k dairakar main aty hain
          oh menoon samjh aagai aagai ayyyy per fair we ke ehoya mery shonoo noon
          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

          Comment

          • #20

            Originally posted by Admin View Post
            Wa salaam bacha...

            Dekho Zoni, jab tak main hoon, kisi ko koi haq nahin pohunchta keh Pegham per kisi sey ghalt rawwiyah ikhtiyaar rakhey. Agar aap ko aisa feel huwa hai aur aap ney us per thread lagana zaroori samjha hai to yaqinan baat bohat aham ho gi. Magar main aap ki yeh tarbiyat karna chahta hoon keh jab bhi kisi sey bhi shikwa ho, uska NAAM ley ker us sey shikwa kiya karo takeh patah chal sakey keh kahan sey shuru kiya jaey.

            Aap ney jo PM mujhey kiya hai, main us per kaam kahan sey shuru karoon? Mujhey us/un log(on) ka/key naam dijiyey baqi main januu aur mera kaam :)
            me ne kuch nahi kiyaa sachi :cr:

            Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
            w/salam,

            in batoN ki tension na lia karo larki :hairdrayer:
            :hairdrayer:

            Comment

            • #21
              Re: Attitude

              Originally posted by mano_billi View Post
              me ne kuch nahi kiyaa sachi :cr:

              teddyteddy me ko pata hain

              :hairdrayer:

              me ko pata hain
              ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

              sigpic

              Comment

              • #22
                Re: Attitude

                Originally posted by aabi2cool View Post
                oh menoon samjh aagai aagai ayyyy per fair we ke ehoya mery shonoo noon
                haan wo he wo he u ko pata hain na bus wo he baat :fight:
                ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                sigpic

                Comment

                Working...
                X