Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Attitude

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Attitude

    salam :embarasse me ko aj bohat he dokh ho raha hain yeh attitude khatm kiyon nhe hota ager kisi ko koi ohda diya jata ahin to kis baat per usy garor hota hain apne behave ko hum kiyon nhe naraum kert kiyon humsha kud ko bhari cheez he smajhty hain ???????? piyar sy b to samjhya ka sakta hain aram sy b to kaha ja sakta hain mage rnhe aysa hota nhe hain kiyon kiyon aur kiyon? islam main to seb sy pahly isi baat per zor diya k ikhlaqiyaat baher bano mger kia hum wakai ikhlaqiaayt k dairakar main aty hain
    ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

    sigpic

  • #2
    Re: Attitude

    Originally posted by zoniash View Post

    zono kis ki itni himmat hui he u ko kuch kehne ki me ko tello pehle ye bat

    Comment

    • #3
      Re: Attitude

      Originally posted by mano_billi View Post

      jana yeh dunya aur is dunya k log bohat bohat boray hain :shyy:
      ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

      sigpic

      Comment

      • #4
        Re: Attitude

        Originally posted by zoniash View Post
        jana yeh dunya aur is dunya k log bohat bohat boray hain :shyy:

        dunya ko choro ao sayr karau u ko :fly:

        Comment

        • #5

          :fly:
          ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

          sigpic

          Comment

          • #6
            Re: Attitude

            Originally posted by zoniash View Post
            :fly:
            dekha kinna maza araha he jharu wale brush pe bayth ke sayr karte hue :fly:

            Comment

            • #7
              Re: Attitude

              Originally posted by zoniash View Post
              salam :embarasse me ko aj bohat he dokh ho raha hain yeh attitude khatm kiyon nhe hota ager kisi ko koi ohda diya jata ahin to kis baat per usy garor hota hain apne behave ko hum kiyon nhe naraum kert kiyon humsha kud ko bhari cheez he smajhty hain ???????? piyar sy b to samjhya ka sakta hain aram sy b to kaha ja sakta hain mage rnhe aysa hota nhe hain kiyon kiyon aur kiyon? islam main to seb sy pahly isi baat per zor diya k ikhlaqiyaat baher bano mger kia hum wakai ikhlaqiaayt k dairakar main aty hain
              w/salam,

              in batoN ki tension na lia karo larki :hairdrayer:
              That's Enough...!!

              Comment

              • #8
                Re: Attitude

                Wa salaam bacha...

                Dekho Zoni, jab tak main hoon, kisi ko koi haq nahin pohunchta keh Pegham per kisi sey ghalt rawwiyah ikhtiyaar rakhey. Agar aap ko aisa feel huwa hai aur aap ney us per thread lagana zaroori samjha hai to yaqinan baat bohat aham ho gi. Magar main aap ki yeh tarbiyat karna chahta hoon keh jab bhi kisi sey bhi shikwa ho, uska NAAM ley ker us sey shikwa kiya karo takeh patah chal sakey keh kahan sey shuru kiya jaey.

                Aap ney jo PM mujhey kiya hai, main us per kaam kahan sey shuru karoon? Mujhey us/un log(on) ka/key naam dijiyey baqi main januu aur mera kaam :)
                مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
                نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

                Comment

                • #9
                  Re: Attitude

                  Originally posted by zoniash View Post
                  salam :embarasse me ko aj bohat he dokh ho raha hain yeh attitude khatm kiyon nhe hota ager kisi ko koi ohda diya jata ahin to kis baat per usy garor hota hain apne behave ko hum kiyon nhe naraum kert kiyon humsha kud ko bhari cheez he smajhty hain ???????? piyar sy b to samjhya ka sakta hain aram sy b to kaha ja sakta hain mage rnhe aysa hota nhe hain kiyon kiyon aur kiyon? islam main to seb sy pahly isi baat per zor diya k ikhlaqiyaat baher bano mger kia hum wakai ikhlaqiaayt k dairakar main aty hain
                  Originally posted by Admin View Post
                  Wa salaam bacha...

                  Dekho Zoni, jab tak main hoon, kisi ko koi haq nahin pohunchta keh Pegham per kisi sey ghalt rawwiyah ikhtiyaar rakhey. Agar aap ko aisa feel huwa hai aur aap ney us per thread lagana zaroori samjha hai to yaqinan baat bohat aham ho gi. Magar main aap ki yeh tarbiyat karna chahta hoon keh jab bhi kisi sey bhi shikwa ho, uska NAAM ley ker us sey shikwa kiya karo takeh patah chal sakey keh kahan sey shuru kiya jaey.

                  Aap ney jo PM mujhey kiya hai, main us per kaam kahan sey shuru karoon? Mujhey us/un log(on) ka/key naam dijiyey baqi main januu aur mera kaam :)

                  chalo zoni shabash fatafat naam pesh karo ....yani k masood :shyy:
                  شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                  Comment

                  • #10
                    Re: Attitude

                    Originally posted by zoniash View Post
                    jana yeh dunya aur is dunya k log bohat bohat boray hain :shyy:
                    i totally agree with u k yeh dunya aur iss dunya ka log bohat bohat bura hain.....

                    magar apni zindagi bhi guzarni zaroori hai iss dunya main .....

                    wut can we do .....we have no other option.....right..

                    Comment

                    • #11
                      Re: Attitude

                      Originally posted by saraah View Post
                      chalo zoni shabash fatafat naam pesh karo ....yani k masood :shyy:
                      g g jaldi se naam pesh karain......

                      Comment

                      • #12
                        Re: Attitude

                        Originally posted by zoya View Post
                        i totally agree with u k yeh dunya aur iss dunya ka log bohat bohat bura hain.....

                        magar apni zindagi bhi guzarni zaroori hai iss dunya main .....

                        wut can we do .....we have no other option.....right..
                        Mery khiyal main sari duniya aik jaisi nahi hay....kuch log achy bhi hain...achy logoon ki tadaad bohat km hay laikin is ka mtlab yeh nahi k achy log hay he nahi....
                        or aik person ghalti kary to hum sari duniya ko ilzaam nahi day sakty

                        Comment

                        • #13
                          Re: Attitude

                          Originally posted by saraah View Post
                          chalo zoni shabash fatafat naam pesh karo ....yani k masood :shyy:

                          saraah mery khiyal main woh sirf mujhy naam btana chahti hay:tunn:

                          Comment

                          • #14
                            Re: Attitude

                            Originally posted by zoya View Post
                            i totally agree with u k yeh dunya aur iss dunya ka log bohat bohat bura hain.....

                            magar apni zindagi bhi guzarni zaroori hai iss dunya main .....

                            wut can we do .....we have no other option.....right..
                            Duniya aur duniya key logon mein aap bhi shamil hain :). Jo koi karey ga wohi bharey ga. Agar aap doosron ko bura kahein to merey khiyaal mein apna ehtisaab bhi karna chahiyey keh aap ney kya kiya hai :)

                            Jeena hai to seedhey raastey per chal ker jiyey - apna muqaam aap pedah karein...
                            مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
                            نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

                            Comment

                            • #15
                              Re: Attitude

                              Originally posted by Admin View Post
                              Duniya aur duniya key logon mein aap bhi shamil hain :). Jo koi karey ga wohi bharey ga. Agar aap doosron ko bura kahein to merey khiyaal mein apna ehtisaab bhi karna chahiyey keh aap ney kya kiya hai :)

                              Jeena hai to seedhey raastey per chal ker jiyey - apna muqaam aap pedah karein...
                              Admin uncle g bohat khoob kahe aap nay...yehi main kehna chah rahi thi:tunn:

                              Comment

                              Working...
                              X