Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Attitude
Collapse
X
-
Re: Attitude
Originally posted by zoniash View Postsalam :embarasse me ko aj bohat he dokh ho raha hain yeh attitude khatm kiyon nhe hota ager kisi ko koi ohda diya jata ahin to kis baat per usy garor hota hain apne behave ko hum kiyon nhe naraum kert kiyon humsha kud ko bhari cheez he smajhty hain ???????? piyar sy b to samjhya ka sakta hain aram sy b to kaha ja sakta hain mage rnhe aysa hota nhe hain kiyon kiyon aur kiyon? islam main to seb sy pahly isi baat per zor diya k ikhlaqiyaat baher bano mger kia hum wakai ikhlaqiaayt k dairakar main aty hainساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا
Comment
-
Re: Attitude
Originally posted by zoniash View Postsalam :embarasse me ko aj bohat he dokh ho raha hain yeh attitude khatm kiyon nhe hota ager kisi ko koi ohda diya jata ahin to kis baat per usy garor hota hain apne behave ko hum kiyon nhe naraum kert kiyon humsha kud ko bhari cheez he smajhty hain ???????? piyar sy b to samjhya ka sakta hain aram sy b to kaha ja sakta hain mage rnhe aysa hota nhe hain kiyon kiyon aur kiyon? islam main to seb sy pahly isi baat per zor diya k ikhlaqiyaat baher bano mger kia hum wakai ikhlaqiaayt k dairakar main aty hainOriginally posted by Admin View PostWa salaam bacha...
Dekho Zoni, jab tak main hoon, kisi ko koi haq nahin pohunchta keh Pegham per kisi sey ghalt rawwiyah ikhtiyaar rakhey. Agar aap ko aisa feel huwa hai aur aap ney us per thread lagana zaroori samjha hai to yaqinan baat bohat aham ho gi. Magar main aap ki yeh tarbiyat karna chahta hoon keh jab bhi kisi sey bhi shikwa ho, uska NAAM ley ker us sey shikwa kiya karo takeh patah chal sakey keh kahan sey shuru kiya jaey.
Aap ney jo PM mujhey kiya hai, main us per kaam kahan sey shuru karoon? Mujhey us/un log(on) ka/key naam dijiyey baqi main januu aur mera kaam :)
Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Postw/salam,
in batoN ki tension na lia karo larki :hairdrayer:
Comment
Comment