Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Zoniash...*

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Zoniash...*

    Originally posted by zoniash View Post
    hun main ja rahi aan light jany wali hain ati hon 5bje
    ye ziyadati hy zoni jee hum kal s eaap ka waite karat hain
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment


    • #17
      Re: Zoniash...*

      Originally posted by aabi2cool View Post
      hun bohti sayani na ban aa lain day zoni noon main teri shikait lgawan ga zoni fair tenoon maza chakay gi zoni
      koi nae aabi bhai :ANYWORDqqq

      Originally posted by mano_billi View Post
      zonooooo :hug:

      kasi ho :blush:
      oye billay interview me hello hi nae krni bas /oye

      Originally posted by aabi2cool View Post
      ye ziyadati hy zoni jee hum kal s eaap ka waite karat hain
      /lotpot
      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

      Comment


      • #18
        Re: Zoniash...*

        zino me ne kuch questions add kiye hain.... baqi baad me :rose
        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

        Comment


        • #19
          Re: Zoniash...*

          Originally posted by saraah View Post
          oye billay interview me hello hi nae krni bas

          sharaah apee baat to hello se start karte hein na 372-scare

          Comment


          • #20
            Re: Zoniash...*

            Originally posted by saraah View Post
            asslamoalikum dear peghamians :toini:





            -آپ خود کو 3 الفاط میں بیان کریں

            simple, emotional,truthful

            -اپنی 3 خوبیاں بتایہں
            humasha such bolti hon chaye koi b kayse b baat ho.

            halat sy kabi b ghabrati nhe

            postive souchti hon


            -اپنی 3 خامیاں بتائیں
            gusa

            jazbati

            lake of confidence


            -آپ کسی پر کس حد تک کھلتی ہیں ؟

            seb per nhe per jo me k apne hoty hain friends wagera un main kuch khas log he jnaty hain me k bare main seb werna nhe bohat kam kud ko expose kerti hon




            - آپ ک 3 پسندیدہ PEGHAM ممبرز میل/فی میل دونوں

            masood bhai, aabi bhai :fuming: scorpion un k (profession ki waja sy )


            esha ,saraah,mano

            -اپنا پوسٹ کیا ہوا پسندیدہ ترین ٹاپک یا پوسٹ؟
            lerki k rishty k mutalk ,



            -سٹارز پہ کتنا یقین ہے؟
            bilkol b nhe

            -آئیڈلزم پی یقین رکھتی ہیں کیا؟ تفصیلی جواب دیں
            bilkol b nhe muje nhe yakeen is liya k insan khubiyon aur khamiyon dono terhan ki khasletian rekhta hain aur koi b insan perfect nehe hota aur jeb hum kisi insan ko dost banaty ya koi jeb humra sathi benta hain to is baat per yakeen rekhain k wo ek insan hain jis main khubiyan b haina ur khamiyan b hain aur dono ko he apnana chaye

            -آپ کتنی مزیبی ہیں؟

            inteha passand nhe hoon try yeh he kerti hon k islam ny jo kaha han usi per amel keron

            -دعا مین زیادہ کییا مانگتی ہیں

            ALLAH pak me k ami abu k un ki zindagi main he izet k sath rukhset keray aur wo apne farz sy jeld sy jeld farig ho jain ameen aur yeh b k ALLAH G MUJE PASS KER DAIN AMEEN


            -دعا قبول ہو جائے تو کیا کرتی ہیں ؟
            SHUKERANY K NAFEL ADA KERTI HON AUR BOAHT KHUSH HOTI HON


            -آپ کا اللہ کے ساتھ تعلق کیسا ہے؟

            EK AYSA RISHTA JO ME K SEB SY QAREEB HAIN JIS SY MERI ZAAT KA EK B HISA CHUPA NHE MERI HER BURAI MERI HER ASCHAI KA GAWAH HAIN MAIN NY JEB B US SY KUCH MANGA US NY DIYA CHAYE WO NA DIYA HO PER US KA NAIM UL BADEL ZAROR DIYA MERA SEB SY BAHTAREEN RAAZDAR MERY HER DOKH MAIN SHAMIL WO HE PAK ZAAT HAIN


            انسان کو بہت سے خوف لاحق ہوتے ہیں آپ اس سے انکار نہہں کر سکتے آپ کو کیا خوف زیادہ تنگ کرتا ہے؟
            MUJE BUS EK HE KHUF HAIN JOMUJE SAKON SY REHNY NHE DETA K ME KI AGER SHADI HO GAI TO ME KI BAHEN KO KON SANBHALY GA AMI ABU TO KUD BOZURG HAIN ME KI SIS KO KAYSE SANBHAL PAIN GY AUR YEH WJA HAIN K SHAYED APNI SHADI KI KHOWAHISH NHE REKHTI




            -کبھی جنت کی آرزو کی؟
            یعنی آپ کے دل نے شعوری طور پہ یہ خواہش کی ہو؟
            HAN G JANET KI KHOWAHISH TO ZAROR KERTI HON MAIN KHEIT HON ALLAH G AP MUEJ WAHAN BYSHUK KAMWALI BANA K REKHNA PER EKH LYNA 372-haha


            زندگی میں آپ کے سیکھنے کے زرائع کیا رہے ہیں ؟
            INSAN SEB SY RAAZ POSHIDA KER RAKHAIN HAIN IS INSAN NY APNE ANDER ILAM KHAZANA HAIN EK INSAN MAIN IS K ILWA MAIN APNI NAKAMIYON SY SEEKHTI HON


            - آپ کے نزدیک نیٹ فرینڈشم اور رئیل فرینڈشپ میں کیا فرق ہے؟

            MERA KIYAL HAIN DOST DOST HE HOTA HAN CHAYE NET KA HO YA REAL MAIN KABI KAB JO PASS NHE HOTA YA JIN KO DEKH NEH SAKTY HUM US KI ZAYDA QADER KERTY HAIN

            - دوستی کی کیا شرائط ہیں یا دوستی کے لیے کیا ہونا ضروری ہے ؟ کہ آپ سمجھیں کہ میں دوستی کر سکتی ہوں فلاں بندے سے

            NHE MAIN NHE SMAJTI KUD KO AYSA AUR DOST CHAYE KOI B HO LERKA YA LERKI SUCHA HO AGER GALT kam b B KIA HAI TO SUCH BOLY

            -عورت کی کتنی آزادی کی قائل ہیں ؟
            NA ZAYDA PABANDI NA ZAYDA AZAD LIMITS MAIN REHNA CHAYE
            MAIN SMAJTI HON OURET PERDAY MAIN REH KER B KMYABI HASIL KER SKATI HAIN NA K ZARORI NHE K JEANS SHIRT PEHNY WALI LERKIYAN HE ZAYDA ACTIVE HOTI HAIN NA NA


            -کیا عورت مرد کی برابری کومانتی ہیں ؟
            WELL NHE MERD OURET SY KUCH DERJA BULAND HAI AUR YEH MERTABA JEB ALLAH NY HE MERD KO DIYA HAIN TU MAIN YA KOI AUR KON HOT AHIN YEH KEHNY WALA K MERD OURET BARABER HAIN HAAN INSANIYT K LEHAAZ SY SEB BRABER HAIN MEAGER JISTERHAN EK MERD SRIF EK MERD PORAY KONBAY KO PALTA HAIN DIN RAAT EK KER K EK BAAP APNI BACHON K LIYA MEHNET KERTA HAIN US KA HUM SILAY KA SOUCH B NHE SKAY azeem TER HAIN


            -کبھی بڑھاپے کے بارے سوچا؟کہ کیسا ہونا چاہیے

            NHEEEEEEEEEEEEE MAI ALLAH SY KEHTI HON ME KO BODHA HO K NEH MERNA ME KO JEDLI HE LAY JANA BODHA NHE KERNA


            -شوہر کی زندگی میں بیوی کی کیا حیثیت ہوتی ہے؟ خالصتا آپ کی کیا رائے ہے؟
            main ny is bare main raat ko bohat soucha aur ans muje yeh mila k
            ek biwi ko dost ki terhan hona chaye :jo apne shoher ka dost ki terhan sath day dokh sokh banty us ki hemt afzai kery

            biwi ko maa ki terhan hona chaye; apne shoher ko purkhalos piyr day shafqet aur muhabat k sy paish aye aur us ki galtiyon ko maaf keray

            biwi ko ek lover ki terhan hona chaye muhabat kery to to dilo jaan sy kery aur wafa daar rahy

            biwi ko ek ouret ki terhan strong aur nainsafiyon per awaz uthany wali mazboot ouret hona chaye jo shoher ki galtiyon ko nazer andaaz ker per us k gonhao per usy samjahye usy nazer andaaz na kery bus .
            Last edited by chaand_nager; 28 July 2009, 07:49.
            ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

            sigpic

            Comment


            • #21
              Re: Zoniash...*

              Originally posted by WASI ANJUM View Post
              Welcome Zoniash :welcome:

              Din mein kitni rotiyan khati hain? :D 25

              ghar mein kiya kiya kaam kerti hain?:mm: nakammi

              kis colour ka burqa use kerti hain?:donno: peelay rang ka

              Ghar mein kis se darti hain ?372-scare choohon say

              kabhi kisi larke ne chhera aap ko?larkay is ko larka samajhtay hain

              kabhi pepsi aur coca cola mila k piya hai?nahi dhood aur lassi mila kar

              kabhi jin bhoot nazar aaye aap ko? (Aaina dekhne k ilawa) 372-haha jin bhoot is ko dekh ke bhaag jatay hain

              u ka weight kitna hai ?
              250 kilo
              sigpic

              Comment


              • #22
                Re: Zoniash...*

                Originally posted by zoniash View Post
                masood bhai, aabi bhai :fuming: scorpion un k (profession ki waja sy )
                matlab koi aur khobi he nahe hai
                That's Enough...!!

                Comment


                • #23
                  Re: Zoniash...*

                  Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                  matlab koi aur khobi he nahe hai
                  tum dhoondho khud main , tumheen shayed khuch khoobi mil jay tum main
                  ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                  Comment


                  • #24
                    Re: Zoniash...*

                    Originally posted by aabi2cool View Post
                    tum dhoondho khud main , tumheen shayed khuch khoobi mil jay tum main
                    aik khobi to yeh hai kay tum mujhay zeher lagtay ho :lpop:

                    banda'shanasi bhi to quality he hoti hai na :wk
                    That's Enough...!!

                    Comment


                    • #25
                      Re: Zoniash...*

                      Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                      aik khobi to yeh hai kay tum mujhay zeher lagtay ho :lpop:

                      banda'shanasi bhi to quality he hoti hai na :wk
                      kisi ka zehar lagna aur kisi se shanasa hona do alg alg haqeeqaten hain meri jan k totay:wk
                      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                      Comment


                      • #26
                        Re: Zoniash...*

                        Originally posted by aabi2cool View Post
                        kisi ka zehar lagna aur kisi se shanasa hona do alg alg haqeeqaten hain meri jan k totay:wk
                        shanasa nahe banda'shanasi likha hai agar banda'shanasi samajh nahe aaraha to bandar'shanasi paRh lo woh bhi eko e gall aiy tumharay leay 372-haha
                        That's Enough...!!

                        Comment


                        • #27
                          Re: Zoniash...*

                          zono me ki u par sawalat ki barish :soch:

                          1. subah kis waqt uthti ho?

                          2. dayr tak ghoray donkeys bech ke sona kaisa lagta he?

                          3. examination hall me beth ke exams dete hue jab question paper distribute horaha hota he to kia feeling hoti he us waqt?

                          4. kabhi koi gher qanooni kaam kiya he? :great:

                          5. khane me khane ko khana kasa lagta he? :cc:

                          6. mein kasi lagti ho u ko? :hhh:

                          7. shadi ke lye kis ko prefer karo gi? prince ya raja?

                          8. vanilla icecream khani chahye ya chocolate icecream? :shook:

                          9. nayk banda kon hota he? :devilsmil

                          10. bahaar ke mosam me sawan ke geet gatay hue bagh me jhoole ko jhoola he kabhi?



                          bas itne se sawal the 372-shock


                          Comment


                          • #28
                            Re: Zoniash...*

                            Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                            shanasa nahe banda'shanasi likha hai agar banda'shanasi samajh nahe aaraha to bandar'shanasi paRh lo woh bhi eko e gall aiy tumharay leay 372-haha
                            oh fittay monh u ko shansa aur shanasai main farq dekhta hy to phir u ka ALLAh hi hafiz hy apni urdu ka ilaj karwao kisi achay se lughat dan se:D:
                            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                            Comment


                            • #29
                              Re: Zoniash...*

                              Originally posted by aabi2cool View Post
                              oh fittay monh u ko shansa aur shanasai main farq dekhta hy to phir u ka ALLAh hi hafiz hy apni urdu ka ilaj karwao kisi achay se lughat dan se:D:
                              :lahoul
                              Last edited by RulzZ; 27 July 2009, 23:46.
                              That's Enough...!!

                              Comment


                              • #30
                                Re: Zoniash...*

                                Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                                :lahoul
                                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                                Comment

                                Working...
                                X