Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Irritation

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Irritation

    Originally posted by Darwaish View Post
    :khi:
    to behter hia aap un ko 'behs' or "fazool behs" me faraq samjaney k liye koshish karen...agar wo is is discussion ko pasand karen to... :khi:
    impossible hay:khi:
    woh ham say age mai'n kaafi baray hai'n, and it's hard unkay sath argue nahi kar saktay, bohat izat kartay hai'n ham sab:)
    Finding truth - Finding love
    These diamonds sparkle from lights above

    Lorraine Venner

    Comment


    • #47
      Re: Irritation

      Originally posted by Almas View Post

      waisay ghussay mai'n nahi thi, abb muje ghussa nahi aata
      :eye:

      koi baat nai yar ghusa kar lia karo thora bohat chalta ha:khi:

      Comment


      • #48
        Re: Irritation

        Originally posted by Almas View Post
        Asalam-o-alaikum:rose

        Usually, irritation:fuming: aik aisi cheez hay jo har insan face karta hay kisi na kisi wajah say...either in real life or virtual life.

        For example, muje sakht irritation hoti hay:fuming: jab koi kisi member ko ignore karay ya uskay replies ka jawab na day even agar uskay thread mai'n reply kia ho:fuming:...I mean it's not good manners agar aap kisi ko ignore karai'n, even though ye internet life hay:)...kyun k koi sensitive insaan hurt bhi hosakta hay...husn-e-ikhlaaq hee insan ko haseen karta hay, naakay surface per beauty ya apki lambi choari pyari baatain aur philosophies!!!

        Aur muje iss baat say bohat irritation hoti hay k loag, internet par a'kar ye samjhtay hai'n k woh moo' phatt hokar kuch bhi keh saktay hai'n, baywaqoof loag!! qabar mai'n to' sab nay jana hay, Khuda say darna chahiye...of course koi apka nahi bigharh sakta net par:donno:, but Allah to' har waqt daikh raha hay na!:)

        To' ye kahani sunanay ka maqsad bore karna nahi, but ye poochna apko kaun si aisi baat irritate karti hay:fuming:...real life or net life mai'n?

        Muje to' bohat sari karti hai'n but aik kafi hay abhi k liye!:embarasse And kaisay aap aisi irritating situation ka samna kartay hai'n?

        Very nice topic Almas..teddy

        Irritation net per mujhe bhi iss baat per hoti he jab kuch log doosre members ko jaan booj ker ignore kerte hain. Insaan ko wohi kaam kerna chahiye... jo wo apne liye passand kerta he,... i mean humara deen bhi humai yehi sikhaata he.. ke jo baat apne liye passand kero wohi... doosre ke liye.

        Aur aap ne bohat pyari baat kahiye.. ke aisa kerte huye..Allah se darna chahiye.

        real life mai mujhe jin baatou se Irritation hoti he.. wo hai Unchi awaaz mai baat kerna... bila wajha ka Ghussa,:fuming: Naa insaafi hote dehkte huye to mera khoon khol jataa he :fuming:
        aur jab kisi ko bewafai kerte dehkoon:fuming:.. chahye TV per yaa real life mai :khi:

        aur aisye logou se Irritation hoti he jo khamkha JEALOUS hote rehte hain doosre ki khushiyou ko Hassad ki nazar se dehkte hain.. khair,. allah reham kere aisy logou per.

        Comment


        • #49
          Re: Irritation

          jab koi jaan bujh kar ignore kare to baht irritation hoti he :pagal:

          Comment


          • #50
            Re: Irritation

            Originally posted by mano_billi View Post
            jab koi jaan bujh kar ignore kare to baht irritation hoti he :pagal:
            :D
            behan khariat to' hay? aap bhi baal khainch rahi ho...apnay husan ka zara khyal nahi kia?:eye:
            Finding truth - Finding love
            These diamonds sparkle from lights above

            Lorraine Venner

            Comment


            • #51
              Re: Irritation

              Originally posted by Fairy View Post
              koi baat nai yar ghusa kar lia karo thora bohat chalta ha:khi:
              shukria ijazat dainay ka:eye:
              Finding truth - Finding love
              These diamonds sparkle from lights above

              Lorraine Venner

              Comment


              • #52
                Re: Irritation

                Originally posted by *Samra* View Post
                Very nice topic Almas..teddy.
                aww thanks:rose and thank you so much for replying sis:rose by the way mairi best friend ka naam bhi Samra hay teddy magar ham dono different continents mai'n rehtay hai'n abb

                Originally posted by *Samra* View Post
                Irritation net per mujhe bhi iss baat per hoti he jab kuch log doosre members ko jaan booj ker ignore kerte hain. Insaan ko wohi kaam kerna chahiye... jo wo apne liye passand kerta he,... i mean humara deen bhi humai yehi sikhaata he.. ke jo baat apne liye passand kero wohi... doosre ke liye..
                :thmbup:
                :rose

                Originally posted by *Samra* View Post
                real life mai mujhe jin baatou se Irritation hoti he.. wo hai Unchi awaaz mai baat kerna... bila wajha ka Ghussa,:fuming: Naa insaafi hote dehkte huye to mera khoon khol jataa he :fuming:
                aur jab kisi ko bewafai kerte dehkoon:fuming:.. chahye TV per yaa real life mai :khi:
                hmm sahi hay..oonchi awaz say bolnay walay apnay aapko pata nahi kia samjhtay hai'n!:donno:
                :khi: baywafaii even TV par? oho, aap to' bari sensitive hai'n:tasali:
                koi nahi...dramo'n ko enjoy kia karai'n, naaqay upset hojayein:rose
                but yes real life mai'n, it's a huge crime...aur kisko ghussa nahi aye ga!!


                Originally posted by *Samra* View Post
                aur aisye logou se Irritation hoti he jo khamkha JEALOUS hote rehte hain doosre ki khushiyou ko Hassad ki nazar se dehkte hain.. khair,. allah reham kere aisy logou per.
                yes, kuch loag dosro'n ko khush nahi daikh saktay... woh phir kehtay hai'n na kay dunia mai'n apnay say neechay walay ko daikho, aur Deen mai'n apnay ooper walay say compare karo!:)
                Allah ham sab ko hidayat day.Ameen.
                Finding truth - Finding love
                These diamonds sparkle from lights above

                Lorraine Venner

                Comment


                • #53
                  Re: Irritation

                  Originally posted by Almas View Post
                  :D
                  behan khariat to' hay? aap bhi baal khainch rahi ho...apnay husan ka zara khyal nahi kia?:eye:


                  mein to pony bana rahi thi baal peche kar ke :eye:

                  Comment


                  • #54
                    Re: Irritation

                    Originally posted by Almas View Post
                    shukria ijazat dainay ka:eye:
                    ya tu mera farz tha

                    Comment


                    • #55
                      Re: Irritation

                      Originally posted by mano_billi View Post
                      mein to pony bana rahi thi baal peche kar ke :eye:
                      honeyteddy baal aisay kheench kar na banaya karo pony aap...warna phir baal khulay rakhnay paraingay:eye:

                      :D
                      Finding truth - Finding love
                      These diamonds sparkle from lights above

                      Lorraine Venner

                      Comment


                      • #56
                        Re: Irritation

                        Originally posted by Fairy View Post
                        ya tu mera farz tha
                        apkay kuch aur bhi farayez hai'n woh bhi pooray kar dijye
                        Finding truth - Finding love
                        These diamonds sparkle from lights above

                        Lorraine Venner

                        Comment


                        • #57
                          Re: Irritation

                          Originally posted by Almas View Post
                          apkay kuch aur bhi farayez hai'n woh bhi pooray kar dijye

                          bolo bolo kia fariz rah gay 372-shockhawa bara bar khanay ko mil rhi han na tumhay

                          Comment

                          Working...
                          X