Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Competition- topic of the week: Media ka Kirdaar

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Competition- topic of the week: Media ka Kirdaar

    Originally posted by milestone View Post
    JI nahi bilkul nahi ..... Qattai nahi ...:)ham is Ohdey ke Ahel nahi hain.
    :lahoul kiou nahi... :embarasse

    aap inshallah bohat ache se isko kerwaiye gai.

    pleaseeeeee haaa kerdain

    Comment

    • #47

      Originally posted by Adam Zaad View Post
      Media...
      Ek aisa lafz jo zehn me aata hai to bahut see khabren, bahut sey waqeyat, bahut see baten jo aankhen dekhi nahi hoti lekin unka tassawaurr, un ki khofnakian zehn me ek aisa tassur qayem kartey hain k insan ek lamhey k liye thithak jata hia... aisa kyon hai...!!!

      Media ka tasawurr hamarey zehnon me naya nahi hia...kyon k ham sab bahasist musalman achi tarah jantey hain k Allah Talla ney kam o baish 124,000 piam'bar asha'at deen k liye dunia me bhejey... to goya asha'at k kaam ki buniad Khuda Wand-e-Talla ney khud rakhi... albatta tab k or ab k zaman me zameen aasman ka faraq isliye hai k tab asha'at ka kaam naik or achey maqsad k liye tha...insaniat ki hidayat or us ki falah maqsad tha...

      lekin aaj ka Media kahin sey b us dor ya is tassawaurr (Falah or Hidayat) sey waqif nazar nahi aata... agar'cheh is ka phailao is qadar hai k dunia me bahut kam jaghon per log dunia k halat'o waqeyaat sey waqif nahi hongey...

      Me Media k haq me hon...or is k wajood k hamarey mua'shron, hamarey darmian mojoodgi ki bharpoor himayat karta hon lekin mua'shrey me is k kirdar ki behteri per zor deta hon... mere khayal sey Media k kirdar ko ek mua'shrey ko sanwarney me darj zail baton sey madad mil sakti hia...

      *... Print or Television media me juraim, hadsaat or jangon sey mutaliq khabron sey ijtab karna chaye...bal k un ko dikhaney or shayaa karney per pabandi honi chaye...
      *... ek acha sehat mua'shra tarteeb deney k liye aisey programmes tarteeb diyee janey chahen jin sey awam me shaoor or taleem ka rujhaan paida ho...
      *... bachon ki ikhlaqi or deeni tarbiat per khasoosi tawajuh di jani chaye...
      *... Filmon or Dramon me apney mulk, apni qadron or apni riwayat ko ujagar karney ki koshish ki jani chaye...
      *... Sensorship k asool sakht kiye janey chayen...
      *... Nojwan nasal ko khatir khaw numaindgi di jani chaye...

      Me samjta hon k Media ek aisa plat form hai jo kissi b mulk, kisi b zameen, kissi b jagah per ek muhazib, behtreen mua'shrey ki buniad rakh sakta hia...or is silsily me fori iqdamat ki zaroorat hia...

      Shukria

      :thmbup: bohat achi baat kahie he aapne. thanks :rose

      Comment

      • #48

        Originally posted by *Samra* View Post

        my pleasure...thank you too... :salam:

        Comment

        • #49
          Re: Competition- topic of the week: Media ka Kirdaar

          Originally posted by *Samra* View Post
          :lahoul kiou nahi... :embarasse

          aap inshallah bohat ache se isko kerwaiye gai.

          pleaseeeeee haaa kerdain

          na , yeh kaam Ameer-e-jama'ath ko hi sajhey .:)ham darweashaon ka kia thikanaaaaa !

          Comment

          • #50
            Re: Competition- topic of the week: Media ka Kirdaar

            Originally posted by Adam Zaad View Post
            Media...
            Ek aisa lafz jo zehn me aata hai to bahut see khabren, bahut sey waqeyat, bahut see baten jo aankhen dekhi nahi hoti lekin unka tassawaurr, un ki khofnakian zehn me ek aisa tassur qayem kartey hain k insan ek lamhey k liye thithak jata hia... aisa kyon hai...!!!

            Media ka tasawurr hamarey zehnon me naya nahi hia...kyon k ham sab bahasist musalman achi tarah jantey hain k Allah Talla ney kam o baish 124,000 piam'bar asha'at deen k liye dunia me bhejey... to goya asha'at k kaam ki buniad Khuda Wand-e-Talla ney khud rakhi... albatta tab k or ab k zaman me zameen aasman ka faraq isliye hai k tab asha'at ka kaam naik or achey maqsad k liye tha...insaniat ki hidayat or us ki falah maqsad tha...

            lekin aaj ka Media kahin sey b us dor ya is tassawaurr (Falah or Hidayat) sey waqif nazar nahi aata... agar'cheh is ka phailao is qadar hai k dunia me bahut kam jaghon per log dunia k halat'o waqeyaat sey waqif nahi hongey...

            Me Media k haq me hon...or is k wajood k hamarey mua'shron, hamarey darmian mojoodgi ki bharpoor himayat karta hon lekin mua'shrey me is k kirdar ki behteri per zor deta hon... mere khayal sey Media k kirdar ko ek mua'shrey ko sanwarney me darj zail baton sey madad mil sakti hia...

            *... Print or Television media me juraim, hadsaat or jangon sey mutaliq khabron sey ijtab karna chaye...bal k un ko dikhaney or shayaa karney per pabandi honi chaye...
            *... ek acha sehat mua'shra tarteeb deney k liye aisey programmes tarteeb diyee janey chahen jin sey awam me shaoor or taleem ka rujhaan paida ho...
            *... bachon ki ikhlaqi or deeni tarbiat per khasoosi tawajuh di jani chaye...
            *... Filmon or Dramon me apney mulk, apni qadron or apni riwayat ko ujagar karney ki koshish ki jani chaye...
            *... Sensorship k asool sakht kiye janey chayen...
            *... Nojwan nasal ko khatir khaw numaindgi di jani chaye...

            Me samjta hon k Media ek aisa plat form hai jo kissi b mulk, kisi b zameen, kissi b jagah per ek muhazib, behtreen mua'shrey ki buniad rakh sakta hia...or is silsily me fori iqdamat ki zaroorat hia...

            Shukria
            kuch kuch siyasi bayaan lagta hai .

            Comment

            • #51
              Re: Competition- topic of the week: Media ka Kirdaar

              Originally posted by milestone View Post
              JI nahi bilkul nahi ..... Qattai nahi ...:)ham is Ohdey ke Ahel nahi hain.
              aap ki na, ahliat hi is ohday ki ahliat hy chalo shabash ab khuch kar k dekhao :tasali:
              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

              Comment

              • #52
                Re: Competition- topic of the week: Media ka Kirdaar

                Originally posted by milestone View Post
                kuch kuch siyasi bayaan lagta hai .
                wo kaisey.... :mm:

                Comment

                • #53
                  Re: Competition- topic of the week: Media ka Kirdaar

                  Originally posted by milestone View Post
                  na , yeh kaam Ameer-e-jama'ath ko hi sajhey .:)ham darweashaon ka kia thikanaaaaa !

                  ap darwesh hein? woh jo meri pak culture ki book me the woh wale? :behosh:

                  Comment

                  • #54
                    Re: Competition- topic of the week: Media ka Kirdaar

                    Originally posted by mano_billi View Post
                    ap darwesh hein? woh jo meri pak culture ki book me the woh wale? :behosh:
                    :khi:

                    :khi:

                    :khi:

                    372-haha

                    Comment

                    • #55
                      Re: Competition- topic of the week: Media ka Kirdaar

                      Asalam o Alaikom,
                      Late entry parr mazzzrratt:D,,,Massroofiiat kii wajjaa sayy timee nahii miiillaaaa......:D
                      Attached Files
                      "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                      Comment

                      • #56
                        Re: Competition- topic of the week: Media ka Kirdaar

                        hmm aur behter likhsaktey they.

                        Comment

                        • #57
                          Re: Competition- topic of the week: Media ka Kirdaar

                          Originally posted by milestone View Post
                          hmm aur behter likhsaktey they.
                          Why don't you come up with your own write up?
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #58
                            Re: Competition- topic of the week: Media ka Kirdaar

                            :)

                            Comment

                            • #59

                              Originally posted by munda_sialkoty View Post
                              Why don't you come up with your own write up?
                              :)

                              Comment

                              • #60
                                Re: Competition- topic of the week: Media ka Kirdaar

                                Mod. team ... iss thread ko close kerdain

                                Comment

                                Working...
                                X