Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Competition- topic of the week: Media ka Kirdaar

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Competition- topic of the week: Media ka Kirdaar

    Originally posted by milestone View Post
    its ok . don't cry baba:)
    Mashallah, bohat acha understand kia :salam:
    :thmbup:

    Comment

    • #32
      Re: Competition- topic of the week: Media ka Kirdaar

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      Mashallah, bohat acha understand kia :salam:
      :)

      Comment

      • #33
        Re: Competition- topic of the week: Media ka Kirdaar

        Originally posted by milestone View Post
        :)
        sada youn he rahein
        :thmbup:

        Comment

        • #34
          Re: Competition- topic of the week: Media ka Kirdaar

          Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
          shayed aap ulti baat kah gaiy :khi:
          To kia esa nahi hai ? thinkingg

          Comment

          • #35
            Re: Competition- topic of the week: Media ka Kirdaar

            America waley samajhtey hain keh unki har shay "barri" hai... to zahir hai media bhi unhi ka barra ho ga... aik picture haath lagi hai, jo media ki tarjumani karta hai:
            Attached Files
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment

            • #36
              Re: Competition- topic of the week: Media ka Kirdaar

              Originally posted by Masood View Post
              America waley samajhtey hain keh unki har shay "barri" hai... to zahir hai media bhi unhi ka barra ho ga... aik picture haath lagi hai, jo media ki tarjumani karta hai:
              :hansi

              Comment

              • #37

                Assalamualikum ,

                :)yeh kisi ke Qaoul ko Zahir kartey hain ......
                Na Bura dekho
                Na bura Suno
                Na bura kaho.

                Comment

                • #38
                  Re: Competition- topic of the week: Media ka Kirdaar

                  Originally posted by milestone View Post
                  ab change kar ne se time nahi lagey ga kia ?
                  kia phir mazmoon nigaraon mein mazmoon likhne ki dilchaspi ho gi ?

                  unwaan is tarha se hosakta tha ke , Mulk ki Taraqi mien Media ka Kirdar , ya Mua'ashirey mein Media ka kirdaar , ya NaoJawanaon ki soch par Media ke Asraat, aur us mein bhi kaonsa media ? agar Electronic media ho toh munfi batein hi ziyada hoongi , print media ho toh manfi aur muzbith dono hoongi ... aap khhud sochein ...aapne unwaan dhang se diya hota toh mazmoon nigaraon ke samne eik waseeyi maidaan hota . aur aur ne toh muqabila kar wana hai . aapne abhi se kisi ko comment kion kia ?

                  Ager koi likhna chahhye to iss topic mai hi in Saab Baatou ko Likh sakta he. Zaroori to nahi ke sirf aik hi khass topic per likhne se "writers" ziada hojaien gai.

                  Meri nazar me yeh topic "Media ka Kirdaar " aisa topic mai her tarah ke Pehlo per likha jasakta hai.

                  Ab ager yaha per likhne wale hi itne thore hain. to PLEASE is mai Topic ko "be-dhanga" mat kaihiye.
                  Last edited by *Samra*; 1 June 2009, 09:37.

                  Comment

                  • #39
                    Re: Competition- topic of the week: Media ka Kirdaar

                    Originally posted by milestone View Post
                    Assalamualikum ,

                    :)yeh kisi ke Qaoul ko Zahir kartey hain ......
                    Na Bura dekho
                    Na bura Suno
                    Na bura kaho.
                    ghandi k words hain yeh 3 bander us k he famous thay
                    ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                    sigpic

                    Comment

                    • #40
                      Re: Competition- topic of the week: Media ka Kirdaar

                      Originally posted by *Samra* View Post
                      Ager koi likhna chahhye to iss topic mai hi in Saab Baatou ko Likh sakta he. Zaroori to nahi ke sirf aik hi khass topic per likhne se "writers" ziada hojaien gai.

                      Meri nazar me yeh topic "Media ka Kirdaar " aisa topic mai her tarah ke Pehlo per likha jasakta hai.

                      Ab ager yaha per likhne wale hi itne thore hain. to PLEASE is mai Topic ko "be-dhanga" mat kaihiye.
                      :) aap ne pocha mein ne bata diya . ab tawajjhe mazameen par markooz ho toh behter rahe ga . asal topic kaheen dab kar na rahe jaye ....

                      Comment

                      • #41
                        Re: Competition- topic of the week: Media ka Kirdaar

                        Originally posted by zoniash View Post
                        ghandi k words hain yeh 3 bander us k he famous thay
                        yes:)

                        Comment

                        • #42
                          Re: Competition- topic of the week: Media ka Kirdaar

                          Originally posted by milestone View Post
                          :) aap ne pocha mein ne bata diya . ab tawajjhe mazameen par markooz ho toh behter rahe ga . asal topic kaheen dab kar na rahe jaye ....
                          kion na phir samra ki wapsi tuk aap ko ye zemydari sonp di jay kahiyee kaya khial hy ????????????':D:
                          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                          Comment

                          • #43
                            Re: Competition- topic of the week: Media ka Kirdaar

                            Originally posted by aabi2cool View Post
                            kion na phir samra ki wapsi tuk aap ko ye zemydari sonp di jay kahiyee kaya khial hy ????????????':D:
                            hmm yeh sahi rahe ga :)

                            Comment

                            • #44
                              Re: Competition- topic of the week: Media ka Kirdaar

                              Originally posted by *Samra* View Post
                              hmm yeh sahi rahe ga :)
                              JI nahi bilkul nahi ..... Qattai nahi ...:)ham is Ohdey ke Ahel nahi hain.
                              Last edited by milestone; 2 June 2009, 09:26.

                              Comment

                              • #45
                                Re: Competition- topic of the week: Media ka Kirdaar

                                Media...
                                Ek aisa lafz jo zehn me aata hai to bahut see khabren, bahut sey waqeyat, bahut see baten jo aankhen dekhi nahi hoti lekin unka tassawaurr, un ki khofnakian zehn me ek aisa tassur qayem kartey hain k insan ek lamhey k liye thithak jata hia... aisa kyon hai...!!!

                                Media ka tasawurr hamarey zehnon me naya nahi hia...kyon k ham sab bahasist musalman achi tarah jantey hain k Allah Talla ney kam o baish 124,000 piam'bar asha'at deen k liye dunia me bhejey... to goya asha'at k kaam ki buniad Khuda Wand-e-Talla ney khud rakhi... albatta tab k or ab k zaman me zameen aasman ka faraq isliye hai k tab asha'at ka kaam naik or achey maqsad k liye tha...insaniat ki hidayat or us ki falah maqsad tha...

                                lekin aaj ka Media kahin sey b us dor ya is tassawaurr (Falah or Hidayat) sey waqif nazar nahi aata... agar'cheh is ka phailao is qadar hai k dunia me bahut kam jaghon per log dunia k halat'o waqeyaat sey waqif nahi hongey...

                                Me Media k haq me hon...or is k wajood k hamarey mua'shron, hamarey darmian mojoodgi ki bharpoor himayat karta hon lekin mua'shrey me is k kirdar ki behteri per zor deta hon... mere khayal sey Media k kirdar ko ek mua'shrey ko sanwarney me darj zail baton sey madad mil sakti hia...

                                *... Print or Television media me juraim, hadsaat or jangon sey mutaliq khabron sey ijtab karna chaye...bal k un ko dikhaney or shayaa karney per pabandi honi chaye...
                                *... ek acha sehat mua'shra tarteeb deney k liye aisey programmes tarteeb diyee janey chahen jin sey awam me shaoor or taleem ka rujhaan paida ho...
                                *... bachon ki ikhlaqi or deeni tarbiat per khasoosi tawajuh di jani chaye...
                                *... Filmon or Dramon me apney mulk, apni qadron or apni riwayat ko ujagar karney ki koshish ki jani chaye...
                                *... Sensorship k asool sakht kiye janey chayen...
                                *... Nojwan nasal ko khatir khaw numaindgi di jani chaye...

                                Me samjta hon k Media ek aisa plat form hai jo kissi b mulk, kisi b zameen, kissi b jagah per ek muhazib, behtreen mua'shrey ki buniad rakh sakta hia...or is silsily me fori iqdamat ki zaroorat hia...

                                Shukria

                                Comment

                                Working...
                                X