Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

kia jin insaan per ya insaan jin per hawi ho sakta hain

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: kia jin insaan per ya insaan jin per hawi ho sakta hain

    Originally posted by mano_billi View Post

    hum sab pariyan apko nazar nahi atee 372-shed abbi bhai chashme ka number barh gaya he apka 372-scare
    per main nay to suna hy k har pari pehly bhootni phir 100 sal bad churail aur phir agar 200 saal tuk zinda reh jay to pari banti hy ab PG Ki tamam kurian apni apni age batien to khuch andaza ho k kon kon bhootni kon kon churail aur kon kon pari hy aur ye bhi yaad rahay k pari jab300 sal ki hijay to AKHIR main dayen ban jati hy aur ohir issi surat main us ka intiqaal hota hy :wk
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment

    • #62
      Re: kia jin insaan per ya insaan jin per hawi ho sakta hain

      mein b ek wakia janta ho .....
      mere dost k sis per jin hia
      aur still hai
      woh usko molvi k pass le kar gaye
      molvi ne jin se batein b ki
      aur jin ne kaha woh us larki ko finish karna chati hai
      then phir molvi ne kaha mein tum ko burn kar do ga
      aur jin ne kaha acha mein isko chor jao ge
      then molvi ne uska name pocha
      to unke apna name razia bataya .....
      ye kal ki bat hai ......
      aur jis larki per jin hai woh choti si hai ..
      aur woh jin ko dekhti b hai :s
      sigpic

      Comment

      • #63
        Re: kia jin insaan per ya insaan jin per hawi ho sakta hain

        assalamualikum ,

        Hamein jitna maloom tha hamne likha .... ke pariyon ki batein suntey aaye hain kahaniyun mein toh hamene ek baar kisi alim se pochliya ke ... " kia haqeeqath mein Pari ka Wajood hai. ?" toh unhone kaha hai. .... bas itna maloom hai . aur itna hi likha hai . warna hamein koi shaouq nahi kisi baat ki Mubalighaa arai ka ....

        Comment

        • #64
          Re: kia jin insaan per ya insaan jin per hawi ho sakta hain

          Originally posted by milestone View Post

          chalo ayenda koi baat naqis maloomat ki bina per na likhna :tasali: is baar mabadolat nay moaf farma diya magar ayenda :na:
          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

          Comment

          • #65
            Re: kia jin insaan per ya insaan jin per hawi ho sakta hain

            is mein naqis kia hai . agar kabhi saboot mil gaya toh aap ko bata dein gey theek hai . muafi kion ..... dena hai toh saza dijiye .:zuban::)

            Comment

            • #66
              Re: kia jin insaan per ya insaan jin per hawi ho sakta hain

              Originally posted by milestone View Post
              is mein naqis kia hai . agar kabhi saboot mil gaya toh aap ko bata dein gey theek hai . muafi kion ..... dena hai toh saza dijiye .:zuban::)
              naqis ilam naqis zariya ilam aur issi bina per hasil honay wali naqis maloomat sab hi khuch to naqis thera phir kamil kaya hua???????':D:
              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

              Comment

              • #67
                Re: kia jin insaan per ya insaan jin per hawi ho sakta hain

                yahan bahes kamil ya nasiq ki nahi hai . haan agar yeh sawal utne ka andesha hota toh hawala mahfooz rakhtey . theek hai mera naqis zariye ilm toh aap hi tahqeeq kar ke bataiye .... asal kia hai .

                Comment

                • #68
                  Re: kia jin insaan per ya insaan jin per hawi ho sakta hain

                  Originally posted by aabi2cool View Post
                  per main nay to suna hy k har pari pehly bhootni phir 100 sal bad churail aur phir agar 200 saal tuk zinda reh jay to pari banti hy ab PG Ki tamam kurian apni apni age batien to khuch andaza ho k kon kon bhootni kon kon churail aur kon kon pari hy aur ye bhi yaad rahay k pari jab300 sal ki hijay to AKHIR main dayen ban jati hy aur ohir issi surat main us ka intiqaal hota hy :wk

                  meri 201 he 372-shock

                  Comment

                  • #69
                    Re: kia jin insaan per ya insaan jin per hawi ho sakta hain

                    Assalaamualikum,

                    toh aap pari hain , likin aabi2cool ne toh kabhi suna hi nahi ke pari hoti hai . phir aap kaise ????

                    Comment

                    • #70
                      Re: kia jin insaan per ya insaan jin per hawi ho sakta hain

                      Originally posted by milestone View Post
                      Assalaamualikum,

                      toh aap pari hain , likin aabi2cool ne toh kabhi suna hi nahi ke pari hoti hai . phir aap kaise ????
                      bibi jab u ko moaf kar hi diya to phir kahay ko takrar :mm:
                      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                      Comment

                      • #71
                        Re: kia jin insaan per ya insaan jin per hawi ho sakta hain

                        Assalamualikum ,
                        yane baba ji aap jantey hain ke pari ka wajood hai .

                        Comment

                        • #72
                          Re: kia jin insaan per ya insaan jin per hawi ho sakta hain

                          Originally posted by milestone View Post
                          Assalamualikum ,
                          yane baba ji aap jantey hain ke pari ka wajood hai .
                          utaroon phir . . . . . .

                          ball ki khalll :wk
                          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                          Comment

                          • #73
                            Re: kia jin insaan per ya insaan jin per hawi ho sakta hain

                            kia matlabbbbbbbbbbbbbbbbb

                            Comment

                            • #74
                              Re: kia jin insaan per ya insaan jin per hawi ho sakta hain

                              Originally posted by milestone View Post
                              kia matlabbbbbbbbbbbbbbbbb
                              :tasali::tasali::tasali:
                              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                              Comment

                              • #75
                                Re: kia jin insaan per ya insaan jin per hawi ho sakta hain

                                Comment

                                Working...
                                X