Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

kia jin insaan per ya insaan jin per hawi ho sakta hain

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • kia jin insaan per ya insaan jin per hawi ho sakta hain

    salam seb ko seb theakh hain na siway mere germi bohat ho gai lhr main aur tuba light b itne ja rahi hain sari raat jaag k gozari uper sy humsaye k bachon ki chee paan ufffffffffffffffff any way

    to main yeh pouchna chah rahi the seb sy ky mai nye aur ap logo ny b kabi suna ho ga k kisi per jin agya koi lerki py ya lerkay per saya ho gaya in seb baton main kitne suchai hain ALLAH ny insan ko ashraf ful makhloqaat qarar diya hain kia pher koi aur makhlooq insan per hawai ho sakti kayse??????????????? aur kiyon insan jino ko qabo ker sakta hain kia such main aur kia jin insan ko qabo ker saktain hain meri

    nani ama batati the k un k perdada jino ko quran pak pheryaha kerty thay yanki k jeb wo quran pak perty thay to bohat si makhloqaat un k pass aya kerti the aur meri nani ama ny dekkhy howay jin lakin teb wo bohat choti the aur lakin insani shakal main dekhain hain. is k ilawa mery abu k dost hain ata ullah momin shah bukhari jin k walid tableeg -e- islam k bohat bhery serberah thay un k bare main yeh he kaha jata hain k boaht ilam tha un k pas aur abu b bataty hain k bachpen main un k dost aur wo jin k bachon k sath khila kerty thay mager un k walid humasha un ko danta kerty thay kiyon k jin jis ghermain wahan wo koi aur bachy hon un ko mar daytain thay .. 372-scare
    ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

    sigpic

  • #2
    Re: kia jin insaan per ya insaan jin per hawi ho sakta hain

    Originally posted by zoniash View Post

    Dekho mein ziada to comment nahi kerta, lekin itna zaroor kahoon ga ke jin loogon ne duneyavi taleem hasil nahi ki, jo loog puranay akeeday ke hein, orthodox hein, ya jin loogon ka technology se koi taluq nahi, aisay loogon ko he tareekh mein jin milay hein. Jin perhay likhay loogon se hameesha door he rehtay hein, pata nahi kyoon 372-haha
    :thmbup:

    Comment

    • #3

      suna tu kahaniyaan me ne bhi hai.... :D... per aisi kisi baat per ab tak yaqeen nahi aaya me ko... :lpop:

      Comment

      • #4
        Re: kia jin insaan per ya insaan jin per hawi ho sakta hain

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Dekho mein ziada to comment nahi kerta, lekin itna zaroor kahoon ga ke jin loogon ne duneyavi taleem hasil nahi ki, jo loog puranay akeeday ke hein, orthodox hein, ya jin loogon ka technology se koi taluq nahi, aisay loogon ko he tareekh mein jin milay hein. Jin perhay likhay loogon se hameesha door he rehtay hein, pata nahi kyoon 372-haha

        mager main jin logo ki baat ker rahi hon wo alem deen thay koi unpher nhe deen aur dunya dono ka ilam tha un k pass
        aur jahan tak kisi aur b jin ajana haan yeh baat muje yakeen nhe hain itna per khety to hain k aysa hota hain
        ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

        sigpic

        Comment

        • #5
          Re: kia jin insaan per ya insaan jin per hawi ho sakta hain

          aisi batian suni to buhat hain lekan khud say kabhi nahi deekha aisa kuch :D:
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment

          • #6
            Re: kia jin insaan per ya insaan jin per hawi ho sakta hain

            Originally posted by zoniash View Post
            mager main jin logo ki baat ker rahi hon wo alem deen thay koi unpher nhe deen aur dunya dono ka ilam tha un k pass
            aur jahan tak kisi aur b jin ajana haan yeh baat muje yakeen nhe hain itna per khety to hain k aysa hota hain
            Jo aalam-e-deen hotay hein wo ziada daawa kerte hein.

            Aik baat soocho, ke jin loogon ne deen ke saath saath dunyaavi taleem hasil ki aur wo is moaasharay mein perhay likhay kehlaatay hein, jin un ke paas kyoon nahi aatay?

            Hameesha za'eeful'aitkaad loogon ko he jinoon ke deedar kyon hotay hein?

            Kuch na kuch to chemistry involve hay na is mein? Maybe yeh ziada tar insaan ko apni he sooch ho?
            :thmbup:

            Comment

            • #7
              Re: kia jin insaan per ya insaan jin per hawi ho sakta hain

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              Jo aalam-e-deen hotay hein wo ziada daawa kerte hein.

              Aik baat soocho, ke jin loogon ne deen ke saath saath dunyaavi taleem hasil ki aur wo is moaasharay mein perhay likhay kehlaatay hein, jin un ke paas kyoon nahi aatay?

              Hameesha za'eeful'aitkaad loogon ko he jinoon ke deedar kyon hotay hein?

              Kuch na kuch to chemistry involve hay na is mein? Maybe yeh ziada tar insaan ko apni he sooch ho?

              yeh bilkol galt hain k educated logo k ko nhe dekhai detay bilkol galt hain inseb k liya ALLAH PER YAKEEN HONA B TO ZARROI HAIN ALLAH KI BAZURGEEDA HASTIYAN ASYI B TO HAIN JIN HAIN ALLAHNY KOI NA KOI ILAM DIYA HAIN MERY BHAI K TEACHER THAY JITNE BHAI KI AGE THE TEACHER KI B ITNE HE THE AUR UN K PASS ITNA ILAM THA K UNHO NY PAON KI LAKEERAIN CAN U IMAGEN PAON KI LAKEERAIN DEKH KER HUMRI PORI FAMILY KI HISROTY TAK BATA DI THE AUR BHAI KEHTA HAIN JEB MAIN UN K PASS PERTA THA TO MAIN NY KAI ADAF FEEL KIA HAIN SATH SAOFAY PY KOI BETHA HAIN AUR JAYSE SOAFY PY KOI BTHA HOTA HAIN TO SOFA DUB JATA AHIN BILKOL WAYSE HOTA DEKHA MAIN NY AB SARI BATON KO KAYSE JHUTLA SEKHAIN HAIN
              ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

              sigpic

              Comment

              • #8
                Re: kia jin insaan per ya insaan jin per hawi ho sakta hain

                hum is qabil hain kia k kisi jin per qabo pa lain ya usy kuch seekh lin hum to pane nafes per qabo nhe pa skatain to baki baatin to door ki baat hain
                ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                sigpic

                Comment

                • #9
                  Re: kia jin insaan per ya insaan jin per hawi ho sakta hain

                  hazret sulman alis salam k pas ilam tha jino ka her cheez ka kia ap is bat sy b inkar kerty hain
                  ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                  sigpic

                  Comment

                  • #10
                    Re: kia jin insaan per ya insaan jin per hawi ho sakta hain

                    quan pak main soreh jin pherain ap
                    ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                    sigpic

                    Comment

                    • #11
                      Re: kia jin insaan per ya insaan jin per hawi ho sakta hain

                      سورة الجنّ ۔ ۷۳
                      الله کے نام سے شروع جو نہایت مہربان رحم والا(ف۱)

                      (۱) تم فرماؤ (ف۲) مجھے وحی ہوئی کہ کچھ جنوں نے (ف۳) میرا پڑھنا کان لگا کر سنا (ف۴) تو بولے (ف۵) ہم نے ایک عجیب قرآن سنا (ف۶)
                      (۲) کہ بھلائی کی راہ بتا تا ہے (ف۷) تو ہم اس پر ایمان لائے، اور ہم ہرگز کسی کو اپنے رب کا شریک نہ کریں گے،
                      (۳) اور یہ کہ ہمارے رب کی شان بہت بلند ہے نہ اس نے عورت اختیار کی اور نہ بچہ (ف۸)
                      (۴) اور یہ کہ ہم میں کا بے وقوف الله پر بڑھ کر بات کہتا تھا (ف۹)
                      (۵) اور یہ کہ ہمیں خیال تھا کہ ہرگز آدمی اور جِن الله پر جھوٹ نہ باندھیں گے (ف۱۰)
                      (۶) اور یہ کہ آدمیوں میں کچھ مرد جنوں کے کچھ مردوں کے پناہ لیتے تھے (ف۱۱) تو اس سے اور بھی ان کا تکبر بڑھا ،
                      (۷) اور یہ کہ انہوں نے (ف۱۲) گمان کیا جیسا تمہیں گمان ہے (ف۱۳) کہ الله ہرگز کوئی رسول نہ بھیجے گا ،
                      (۸) اور یہ کہ ہم نے آسمان کو چھوا (ف۱۴) تو اسے پایا کہ (ف۱۵) سخت پہرے اور آگ کی چنگاریوں سے بھردیا گیا ہے (ف۱۶)
                      (۹) اور یہ کہ ہم (ف۱۷) پہلے آسمان میں سننے کے لیے کچھ موقعوں پر بیٹھا کرتے تھے، پھر اب (ف۱۸) جو کوئی سنے وہ اپنی تاک میں آگ کا لُوکا (لپٹ) پائے (ف۱۹)
                      (۱۰) اور یہ کہ ہمیں نہیں معلوم کہ (ف۲۰) زمین والوں سے کوئی برائی کا ارادہ فرمایا گیا ہے یا ان کے نے کوئی بھلائی چاہی ہے،
                      (۱۱) اور یہ کہ ہم میں (ف۲۱) کچھ نیک ہیں (ف۲۲) اور کچھ دوسری طرح کے ہیں، ہم کئی راہیں پھٹے ہوئے ہیں (ف۲۳)
                      (۱۲) اور یہ کہ ہم کو یقین ہوا کہ ہر گز زمین الله کے قابو سے نہ نکل سکیں گے اور نہ بھاگ کر اس کے قبضہ سے باہر ہوں،
                      (۱۳) اور یہ کہ ہم نے جب ہدایت سنی (ف۲۴) اس پر ایمان لائے، تو جو اپنے رب پر ایمان لائے اسے نہ کسی کمی کا خوف (ف۲۵) اور نہ زیادگی کا (ف۲۶)
                      (۱۴) اور یہ کہ ہم میں کچھ مسلمان ہیں اور کچھ ظالم (ف۲۷) تو جو اسلام لائے انہوں نے بھلائی سوچی (ف۲۸)
                      (۱۵) اور رہے ظالم (ف۲۹) وہ جہنم کے ایندھن ہوئے (ف۳۰)
                      (۱۶) اور فرماؤ کہ مجھے یہ وحی ہوئی ہے کہ اگر وہ (ف۳۱) راہ پر سیدھے رہتے (ف۳۲) تو ضرور ہم انہیں وافر پانی دیتے (ف۳۳)
                      (۱۷) کہ اس پر انہیں جانچیں (ف۳۴) اور جو اپنے رب کی یاد سے منہ پھیرے (ف۳۵) وہ اسے چڑھتے عذاب میں ڈالے گا (ف۳۶)
                      (۱۸) اور یہ کہ مسجدیں (ف۳۷) الله ہی کی ہیں تو الله کے ساتھ کسی کی بندگی نہ کرو (ف۳۸)
                      (۱۹) اور یہ کہ جب الله کا بندہ (ف۳۹) اس کی بندگی کرنے کھڑا ہوا (ف۴۰) تو قریب تھا کہ وہ جن اس پر ٹھٹھ کے ٹھٹھ ہوجائیں (ف۴۱)
                      (۲۰) تم فرماؤ میں تو اپنے رب ہی کی بندگی کرتا ہوں اور کسی کو اس کا شریک نہیں ٹھہراتا،
                      (۲۱) تم فرماؤ میں تمہارے کسی برے بھلے کا مالک نہیں،
                      (۲۲) تم فرماؤ ہرگز مجھے الله سے کوئی نہ بچائے گا (ف۴۲) اور ہرگز اس کے سوا کوئی پناہ نہ پاؤں گا،
                      (۲۳) مگر الله کے پیام پہنچاتا اور اس کی رسالتیں (ف۴۳) اور جو الله اور اس کے رسول کا حکم نہ مانے (ف۴۴) تو بیشک ان کے لیے جہنم کی آگ ہے جس میں ہمیشہ ہمیشہ رہیں،
                      (۲۴) یہاں تک کہ جب دیکھیں گے (ف۴۵) جو وعدہ دیا جاتا ہے تو اب جان جائیں گے کہ کس ک مددگار کمزور اور کس کی گنتی کم (ف۴۶)
                      (۲۵) تم فرماؤ میں نہیں جانتا آیا نزدیک ہے وہ جس کا تمہیں وعدہ دیا جاتا ہے یا میرا رب اسے کچھ وقفہ دے گا (ف۴۷)
                      (۲۶) غیب کا جاننے والا تو اپنے غیب پر (ف۴۸) کسی کو مسلط نہیں کرتا (ف۴۹)
                      (۲۷) سوائے اپنے پسندیدہ رسولوں کے (ف۵۰) کہ ان کے آگے پیچھے پہرا مقرر کر دیتا ہے (ف۵۱)
                      (۲۸) تا کہ دیکھ لے کہ انہوں نے اپنے رب کے پیام پہنچا دیے اور جو کچھ ان کے پاس سب اس کے علم میں ہے اور اس نے ہر چیز کی گنتی شمار کر رکھی ہے (ف۵۲)
                      ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                      sigpic

                      Comment

                      • #12
                        Re: kia jin insaan per ya insaan jin per hawi ho sakta hain

                        Originally posted by zoniash View Post
                        yeh bilkol galt hain k educated logo k ko nhe dekhai detay bilkol galt hain inseb k liya ALLAH PER YAKEEN HONA B TO ZARROI HAIN ALLAH KI BAZURGEEDA HASTIYAN ASYI B TO HAIN JIN HAIN ALLAHNY KOI NA KOI ILAM DIYA HAIN MERY BHAI K TEACHER THAY JITNE BHAI KI AGE THE TEACHER KI B ITNE HE THE AUR UN K PASS ITNA ILAM THA K UNHO NY PAON KI LAKEERAIN CAN U IMAGEN PAON KI LAKEERAIN DEKH KER HUMRI PORI FAMILY KI HISROTY TAK BATA DI THE AUR BHAI KEHTA HAIN JEB MAIN UN K PASS PERTA THA TO MAIN NY KAI ADAF FEEL KIA HAIN SATH SAOFAY PY KOI BETHA HAIN AUR JAYSE SOAFY PY KOI BTHA HOTA HAIN TO SOFA DUB JATA AHIN BILKOL WAYSE HOTA DEKHA MAIN NY AB SARI BATON KO KAYSE JHUTLA SEKHAIN HAIN
                        Khair dekho, mere saath chand aik waqeyaat aisay huay jub mein bohat der jata tha, lekin chonke mein ne apni aankh se wo sub kuch nahi dekha jo mujay pakka yakeen dilanay ke liye kafi hota is liye mein un baaton ka perchaar nahi kerta haan itna zaroor kehta hoon ke mein aam halaat mein derne wala banda nahi hoon, lekin chand aik baar waqee mein dur gaya.

                        Dekho bohat si aisi baatein insaani zehan ki ekhtaraah aur wahima hoti hein. Hum loog akser lakeer ko dekh ker kehnay lagtay hein ke yahan saamp guzra. Kali billi rasta kaat jaye to Mashallah se kai loog us din nookri se chuti ker lete hein, tohmat parasti aam he hamaray moaashray mein. Raat ko billi derwazay pe paoon maar le to hamein aaseeb ka ehtamaal honay lagta he. Halanke yeh sub kuch hamaray ander ka der hota he (Ziada tur)
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #13
                          Re: kia jin insaan per ya insaan jin per hawi ho sakta hain

                          mere khayal se ye sab cheezein sirf un logon par haavi hosakti hein jo zada strong na hon.. jin ka Imaan itna strong na ho..agar apke parnana Quran e pak jino ko parhate the to is ka matlab to ye hua ne ke woh strong the or jino par haavi the.. ke jinn unke paas aya karte the Quran e pak parhne ...
                          ya ye cheezein aise logon ko aik imtehaan ke torh par bhee face karni par jatee hein
                          har haal me bas insan ko apna Allah par Imaan pukhta rakhna chahye..or Allah ki rassi ko mazbooti se thaam kar rakhna chahye..

                          jin logon ka Imaan strong ho..unhi ko dekh ke ye atay hein..warna buray ke paas to shaitan bhee nhi jata ke ye to already itna bura he isay or bura kia banau :donno:

                          Comment

                          • #14
                            Re: kia jin insaan per ya insaan jin per hawi ho sakta hain

                            Originally posted by zoniash View Post
                            salam seb ko seb theakh hain na siway mere germi bohat ho gai lhr main aur tuba light b itne ja rahi hain sari raat jaag k gozari uper sy humsaye k bachon ki chee paan ufffffffffffffffff any way

                            to main yeh pouchna chah rahi the seb sy ky mai nye aur ap logo ny b kabi suna ho ga k kisi per jin agya koi lerki py ya lerkay per saya ho gaya in seb baton main kitne suchai hain ALLAH ny insan ko ashraf ful makhloqaat qarar diya hain kia pher koi aur makhlooq insan per hawai ho sakti kayse??????????????? aur kiyon insan jino ko qabo ker sakta hain kia such main aur kia jin insan ko qabo ker saktain hain meri

                            nani ama batati the k un k perdada jino ko quran pak pheryaha kerty thay yanki k jeb wo quran pak perty thay to bohat si makhloqaat un k pass aya kerti the aur meri nani ama ny dekkhy howay jin lakin teb wo bohat choti the aur lakin insani shakal main dekhain hain. is k ilawa mery abu k dost hain ata ullah momin shah bukhari jin k walid tableeg -e- islam k bohat bhery serberah thay un k bare main yeh he kaha jata hain k boaht ilam tha un k pas aur abu b bataty hain k bachpen main un k dost aur wo jin k bachon k sath khila kerty thay mager un k walid humasha un ko danta kerty thay kiyon k jin jis ghermain wahan wo koi aur bachy hon un ko mar daytain thay .. 372-scare
                            meri ek jin (female jin) dost hey jo raat ko mujhe neend se jaga kay dhair saari baatein karti hey. mere wastay gift laaati hey. information share karti hey. agar mein ussay kahon kay flan shaks ko tang karo tu vo ussey khoob tang karti hey. vo apni duniya ki meray saath baatein karti hay mujhe us kay saath waqt guzarna acha lagta hey.

                            mein kabhi kabhi ussay kahta hoon tum meray pass kyun aati ho tu vo kahti hai k vo mujhse pyar karti hay. aur vo yeh bhi kahti hain k vo mujh se apni jaan se b ziyada piyar karti hey.

                            aap log yakeenan soch rahe hoongay k mein jhoot bol raha hoon lakin mein sach kah raha hoon k ek jinri meri dost hey. aur jo jinri meri dost hey mein ussay apnay ek dost se bhi milaya tha jab vo un se mila aur ussay dekha tu vo behosh hogaya tha.

                            kabhi kabhi mujhe vo mashwara bhi deti hay k mein pegham.com per kis tarah reply karon. kyun vo jinri bahut samjhdaar hay. vo jo maun se baat nikalti hay vo sach hojata hey....

                            mein aap ko yeh bhi bata chalon k vo mujhe bhi bahut achi lagti hay jab tak vo mujh se milnay nahi aati mein udaas rahta hoon. jab vo aati hai tu mein gulab ki tarah mahak uthta hoon.

                            aap manein yaa manay mein aap logon kay manay ka paband nahi lakin jo kuch meinay likha hay vo sach tha...

                            Comment

                            • #15
                              Re: kia jin insaan per ya insaan jin per hawi ho sakta hain

                              Originally posted by ballay_baaz View Post

                              :behosh:

                              Comment

                              Working...
                              X