Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

kia jin insaan per ya insaan jin per hawi ho sakta hain

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: kia jin insaan per ya insaan jin per hawi ho sakta hain

    Originally posted by zoniash View Post
    hi hi mery gher b byj do na plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz zzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz mere ko us sy pouhcna hain k mery css k exams main kia kia aye ga 372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha
    muje boahttttttttttttttt he shoq hain wayse sy to mera bhajna muje kehta hain khala ap sy bheri koi churail nhe hain mger main dekhna chhati hon k mery sy bheri chorail kon hain kayse hain
    aaj raat aap akailay room mein sona aap kay pass meri pyari nanni munni si jinri aap kay pass tashreef lai gi. khoooooooooooooob jee bhar kay batein kar lena.

    by the way, you want to appear in css it is so nice . i pray for you. i have now done matric but i have also fixed my targets to appear in css after my graduation because i want to become police officer.

    ek forum hey ccs ka aap please zaroor join karein because you can meet there css candidates as well as numerious css officers who are member there. and you can find huge material relevant to css subjects.

    Comment


    • #47
      Re: kia jin insaan per ya insaan jin per hawi ho sakta hain

      Originally posted by mano_billi View Post
      dekha cuckoo apee ye to khud mjhe jinn lagta he mjhe chupaa lo

      Comment


      • #48
        Re: kia jin insaan per ya insaan jin per hawi ho sakta hain

        Originally posted by mano_billi View Post
        ye batman ke paas waqayi jinri hui to me soch rahi thi iska to jab dil karta hoga us se chocolates mangwa ke kha leta hoga
        meri jinri muslimaan hey vo chori nahi karti. choclate laati nahi vo tu meray choclate bhi khaa jati hey.372-haha

        Comment


        • #49
          Re: kia jin insaan per ya insaan jin per hawi ho sakta hain

          Originally posted by ballay_baaz View Post
          meri jinri muslimaan hey vo chori nahi karti. choclate laati nahi vo tu meray choclate bhi khaa jati hey.372-haha

          sachiii???? aisi jinri ki to me aisi ki taysi kar du meri chocolates ko koi hath lagaye to 372-shed

          Comment


          • #50
            Re: kia jin insaan per ya insaan jin per hawi ho sakta hain

            maine aik do sache waqiyat sune hain... jo sun ker mujhe kafi heraani howi thi...

            meri ami ne mujhe batya tha ... aik baar unke Nana jaan... ko aik buzurg railway station per mile.. unke saath beth ker unho ne kaafi batain ki. pihr jab Nana jaan wapis arahe the to unho ne apne azizou ko batea ke.. mujhe wo buzurg mile the unka naam bataya..

            to sab ne kaha ke unko fot huye to itnee saal hochuke hain... wo aap ko kaise mile.
            aur yeh bilkul sacha waqea hai.
            Last edited by *Samra*; 30 April 2009, 11:22.

            Comment


            • #51
              Re: kia jin insaan per ya insaan jin per hawi ho sakta hain

              Originally posted by *Samra* View Post
              maine aik do sache waqiyat sune hain... jo sun ker mujhe kafi heraani howi thi...

              meri ami ne mujhe batya tha ... aik baar unke Nana jaan... ko aik buzurg railway station per mile.. unke saath beth ker unho ne kaafi batain ki. pihr jab Nana jaan wapis arahe the to unho ne apne azizou ko batea ke.. mujhe wo buzurg mile the unka naam bataya..

              to sab ne kaha ke unko fot huye to itnee saal hochuke hain... wo aap ko kaise mile.
              aur yeh bilkul sacha waqea hai.

              :behosh:

              Comment


              • #52
                Re: kia jin insaan per ya insaan jin per hawi ho sakta hain

                jii zonish jii baat ya hai k jinh hain or wo insaan p hawi bhi hojati hain jase k aap ne kaha k jin ka saya kisi insan p aagaya hai .or bemari apni jagha p hai.
                koi insan asa bhi hota hai jo jin bht se darta nahi hai.
                @
                khush raho

                Comment


                • #53
                  Re: kia jin insaan per ya insaan jin per hawi ho sakta hain

                  Originally posted by J.KHAN View Post
                  jii zonish jii baat ya hai k jinh hain or wo insaan p hawi bhi hojati hain jase k aap ne kaha k jin ka saya kisi insan p aagaya hai .or bemari apni jagha p hai.
                  koi insan asa bhi hota hai jo jin bht se darta nahi hai.
                  @
                  khush raho

                  main nye yh nhe kha k muje is baat per yakeen hain k jin kisi insan per hawai ho jata hai muje is ka ilam nhe hain itna aur jo beemari ki baat ki beemari to beemari he hoti hain jin ka us sy koi taluk nhe hain
                  ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                  sigpic

                  Comment


                  • #54
                    Re: kia jin insaan per ya insaan jin per hawi ho sakta hain

                    ok SIR jii

                    Comment


                    • #55
                      Re: kia jin insaan per ya insaan jin per hawi ho sakta hain

                      Jin aur pari bhi insaanaon ki tarha Allah Ta'ala ki makhlooq hain . aur yeh insaanaon par hawi hotey hain .ziyada tar JIn hi hotey hain .JIn insaan ke dimagh par hawi hosaktey hain . is liye insaan ajeeb ajeeb harkatein kar ne lagta hai .likin dil par nahi .Allah Ta'ala ne insaan ko jin se ziyada taqath aur ilm diya .( Jab hi wo Hamare Nabi sallam ke paas akar Qura'an seekhatey they . )ke insaan jinaath ko mahkoom bana sakta hai .jo aksar buzargane deen kartey hain .

                      Comment


                      • #56
                        Re: kia jin insaan per ya insaan jin per hawi ho sakta hain

                        Originally posted by milestone View Post
                        Jin aur pari bhi insaanaon ki tarha Allah Ta'ala ki makhlooq hain . .
                        jin ka tu paraha suna hy ye pari kahan se aagai beech main :mm:
                        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                        Comment


                        • #57
                          Re: kia jin insaan per ya insaan jin per hawi ho sakta hain

                          pata nahi .

                          Comment


                          • #58
                            Re: kia jin insaan per ya insaan jin per hawi ho sakta hain

                            Originally posted by milestone View Post
                            Jin aur pari bhi insaanaon ki tarha Allah Ta'ala ki makhlooq hain . aur yeh insaanaon par hawi hotey hain .ziyada tar JIn hi hotey hain .JIn insaan ke dimagh par hawi hosaktey hain . is liye insaan ajeeb ajeeb harkatein kar ne lagta hai .likin dil par nahi .Allah Ta'ala ne insaan ko jin se ziyada taqath aur ilm diya .( Jab hi wo Hamare Nabi sallam ke paas akar Qura'an seekhatey they . )ke insaan jinaath ko mahkoom bana sakta hai .jo aksar buzargane deen kartey hain .
                            :phool: sahi kaha

                            Originally posted by aabi2cool View Post
                            jin ka tu paraha suna hy ye pari kahan se aagai beech main :mm:
                            hum sab pariyan apko nazar nahi atee 372-shed abbi bhai chashme ka number barh gaya he apka 372-scare

                            Comment


                            • #59
                              Re: kia jin insaan per ya insaan jin per hawi ho sakta hain

                              Originally posted by mano_billi View Post
                              :phool: sahi kaha



                              hum sab pariyan apko nazar nahi atee 372-shed abbi bhai chashme ka number barh gaya he apka 372-scare
                              ye pa'dishi aa'nha hai .......:kr:

                              Comment


                              • #60
                                Re: kia jin insaan per ya insaan jin per hawi ho sakta hain

                                Originally posted by milestone View Post
                                pata nahi .
                                pata naheen tha to phir likha kionnnnnnnnn??????
                                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                                Comment

                                Working...
                                X