Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Buzurg ki talash

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Buzurg ki talash

    Originally posted by aabi2cool View Post
    تو اسی چیز ہی کی تو چھان پٹھک پہلے کرنی ہوتی ہے کہ جس آدمی کی صحبت میں بیٹھ رہے ہیں وہ کیسا ہے ظاہر میں بھی اور باطن میں بھی شریعت کا کس قدر پابند ہے وغیرہ وغیرہ
    yani jis bunde se islah kurwane ja raha ho pehle us pe research kuro:mm:

    acha yeh babay kehna ghalat he kia
    Last edited by MeemSheenAlif; 28 April 2009, 15:30.

    Comment


    • #17
      Re: Buzurg ki talash

      Originally posted by msa View Post
      yani jis bunde se islah kurwane ja raha ho pehle us pe research kuro:mm:

      Acha yeh babay kehna ghalat he kia
      اور نہیں تو کیا جب کبھی بیمار ہوتے ہو تو کیا ڈاکٹر کی بجائے موچی کہ پاس چلے جاتے ہو ؟؟؟؟؟؟؟؟ بھئی جس شعبے کہ ماہر کہ پاس جانا ہے اس کہ بارے میں اتنی بنیادی معلومات تو رکھنا ہی پڑتی ہیں کہ آیا جس کہ پاس علاج کیلیے جارہے ہیں آیا کیا وہ صحیح معالج ہے بھی یا نہیں کہیں وہ کوئیک تو نہیں لٹیرا تو نہیں اور پھر یہ تو دین کا معاملہ ہے یہاں پر تو اور بھی احتیاط کی ضرورت ہے ۔۔ رہ گیا لفظ بابا کا استعمال تو میرے خیال میں اس سے کا کوئی حرج نہیں
      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

      Comment


      • #18
        Re: Buzurg ki talash

        Originally posted by aabi2cool View Post
        اور نہیں تو کیا جب کبھی بیمار ہوتے ہو تو کیا ڈاکٹر کی بجائے موچی کہ پاس چلے جاتے ہو ؟؟؟؟؟؟؟؟ بھئی جس شعبے کہ ماہر کہ پاس جانا ہے اس کہ بارے میں اتنی بنیادی معلومات تو رکھنا ہی پڑتی ہیں کہ آیا جس کہ پاس علاج کیلیے جارہے ہیں آیا کیا وہ صحیح معالج ہے بھی یا نہیں کہیں وہ کوئیک تو نہیں لٹیرا تو نہیں اور پھر یہ تو دین کا معاملہ ہے یہاں پر تو اور بھی احتیاط کی ضرورت ہے ۔۔ رہ گیا لفظ بابا کا استعمال تو میرے خیال میں اس سے کا کوئی حرج نہیں
        theakh he :salam:
        thanko thanko

        Comment


        • #19
          Re: Buzurg ki talash

          Originally posted by MSA View Post
          mujhay kuch bhi nahi pata ....lekin mere nazdeek babay kehne me bhi unti hi izzut he jitna buzurg kehne me....aur mujhay to babay me koi burai nazar nahi aati...bulke mujhay to kafi acha lagta he.....AABI BHAI agur me ghalat ho to plz mujhay sahi kurein..ta k agur yeh gunah he to mein bach jao...

          kher thanks for u reply..:salam:
          PEACE
          acha babaye jee 372-haha lekin aab aap khud dehk lain Mod. team ne apki post ko edit kerdiya hai.

          Respect jitna ache andaaz me diya jaye utni achi baat hai.:tasali:
          :D:

          Comment


          • #20
            Re: Buzurg ki talash

            Originally posted by *Samra* View Post
            acha babaye jee 372-haha lekin aab aap khud dehk lain Mod. team ne apki post ko edit kerdiya hai.

            Respect jitna ache andaaz me diya jaye utni achi baat hai.:tasali:
            :D:
            theakh he

            Comment


            • #21
              Re: Buzurg ki talash

              Originally posted by MSA View Post
              theakh he

              zabardasti thik he kiya?

              Comment


              • #22
                Re: Buzurg ki talash

                Originally posted by *Samra* View Post
                zabardasti thik he kiya?
                bus theakh he to theakh he:embarasse

                Comment


                • #23
                  Re: Buzurg ki talash

                  Originally posted by MSA View Post
                  Assalam o Alaikum...

                  abhi me kuch posts perh raha tha .... to waha dekha likha huwa k quran aur sunnat hi buhat he kisi sahi faisle k lie..ya kisi problem ko solve kurne k lie....

                  to pochna yeh tha k yeh jo Buzurg loug hote he....Allah wale kia in ki suhbat me nahi rehna chahie....jaise hum kehte he k koi masla ho to masjid k imam se pocho....issi tarah k Buzurg hote he...jiase for instance...Mulana TAriq Jameel...ya Sheikh Tahir ul Qadri...is tarah k jo jane mane log he...kia in ki suhbat me rehna sahi he...??? ya in se muhswara lena...??

                  kuch aise log bhi hote he jin k pas dunyawi ilm na hone k bawajood wo itne pohanche huwe hote he k wo masle hal kur dete he....dunyawi.....mein ne kuch waqaeyat sune thay is silsile me....

                  matlab mujhay to hamesha se yeh khuwaish rahi he k mein kisi Buzurg se contact me raho...aisi buzurg jo k bunde ka taluq wapis Allah se jore jub k wo kisi baat se mayoos ho jay.......aisi babay bhi hote he jinhe pata hota he k un k peerokar( shayd yahi word use ho ga)...ki kia masrofiat he wo kia kurte rehte he...

                  aik sawal yeh bhi he k...aise buzurg kaha mile ge:donno:

                  note: kuch ghalat likh dia ho to sorry
                  han buzargon ki company me beth'na chaey....wo achi baten btate hen or achi baton ko jan'ne k leay ache logon ki halat-e-zindagi bhi parhne chaey....kabhi kabhi kitaben bhi wo kaam karti hen jo koi baba kar jata he:)

                  Comment


                  • #24
                    Re: Buzurg ki talash

                    bilkul sahii...............

                    Comment


                    • #25
                      Re: Buzurg ki talash

                      Originally posted by MSA View Post
                      bus theakh he to theakh he:embarasse

                      :tasali:

                      Comment


                      • #26
                        Re: Buzurg ki talash

                        Yaar her banda khudh hee baba hota hay ager soche to
                        [FONT="Arial Black"]Mr. Khalil How much Fake IDs would you make in Pegham... ?

                        See you Real Face in here 372-shed

                        Muhammad Khalil's Real Face [/FONT]

                        Comment


                        • #27
                          Re: Buzurg ki talash

                          Originally posted by MSA View Post
                          Assalam o Alaikum...

                          abhi me kuch posts perh raha tha .... to waha dekha likha huwa k quran aur sunnat hi buhat he kisi sahi faisle k lie..ya kisi problem ko solve kurne k lie....

                          to pochna yeh tha k yeh jo Buzurg loug hote he....Allah wale kia in ki suhbat me nahi rehna chahie....jaise hum kehte he k koi masla ho to masjid k imam se pocho....issi tarah k Buzurg hote he...jiase for instance...Mulana TAriq Jameel...ya Sheikh Tahir ul Qadri...is tarah k jo jane mane log he...kia in ki suhbat me rehna sahi he...??? ya in se muhswara lena...??

                          kuch aise log bhi hote he jin k pas dunyawi ilm na hone k bawajood wo itne pohanche huwe hote he k wo masle hal kur dete he....dunyawi.....mein ne kuch waqaeyat sune thay is silsile me....

                          matlab mujhay to hamesha se yeh khuwaish rahi he k mein kisi Buzurg se contact me raho...aisi buzurg jo k bunde ka taluq wapis Allah se jore jub k wo kisi baat se mayoos ho jay.......aisi babay bhi hote he jinhe pata hota he k un k peerokar( shayd yahi word use ho ga)...ki kia masrofiat he wo kia kurte rehte he...

                          aik sawal yeh bhi he k...aise buzurg kaha mile ge:donno:

                          note: kuch ghalat likh dia ho to sorry
                          Ager bazurg zehni toor per sehat'mand hein, shariyat ke paband hein, Quran aur Sunnah ki unhein achi samaj he, to aisay bazurgon ki mehfil mein zaroor bethna chahiye, otherwise "Little knowledge is always dangerous" :D:
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #28
                            Re: Buzurg ki talash

                            Originally posted by Insaaan View Post
                            Yaar her banda khudh hee baba hota hay ager soche to
                            yaar tumharay kia he kehnay :tasali:
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #29
                              Re: Buzurg ki talash

                              Originally posted by munda_sialkoty View Post
                              Ager bazurg zehni toor per sehat'mand hein, shariyat ke paband hein, Quran aur Sunnah ki unhein achi samaj he, to aisay bazurgon ki mehfil mein zaroor bethna chahiye, otherwise "Little knowledge is always dangerous" :D:
                              yahan tu qudrati tour par saheeh farma gaya halnk teri pori koshish thi k aysa na hota :wk kahir :thmbup:
                              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                              Comment


                              • #30
                                Re: Buzurg ki talash

                                Originally posted by aabi2cool View Post
                                yahan tu qudrati tour par saheeh farma gaya halnk teri pori koshish thi k aysa na hota :wk kahir :thmbup:
                                Yaar tu bhi muj per aisay shak kerta he jese meri honay wali begmaat muj per shak kerein ge mustakbil kareeb mein
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X