Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Buzurg ki talash

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Buzurg ki talash

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Yaar tu bhi muj per aisay shak kerta he jese meri honay wali begmaat muj per shak kerein ge mustakbil kareeb mein
    is main shuk wali kaya baat hy main nay to saaf saaf kahahy k aik achi baat qudrati tourper taray monh se nikla gai wagarna tu to aysa larka hi naheen 372-haha
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment


    • #32
      Re: Buzurg ki talash

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      yaar tumharay kia he kehnay :tasali:
      chaloo acha hay mery kuch kehny to hian
      [FONT="Arial Black"]Mr. Khalil How much Fake IDs would you make in Pegham... ?

      See you Real Face in here 372-shed

      Muhammad Khalil's Real Face [/FONT]

      Comment


      • #33
        Re: Buzurg ki talash

        Originally posted by aabi2cool View Post
        is main shuk wali kaya baat hy main nay to saaf saaf kahahy k aik achi baat qudrati tourper taray monh se nikla gai wagarna tu to aysa larka hi naheen 372-haha
        Tu ub habshiyoon ki tarah daant nikaal raha he :na:
        :thmbup:

        Comment


        • #34
          Re: Buzurg ki talash

          Originally posted by Insaaan View Post
          chaloo acha hay mery kuch kehny to hian
          Kyoon nahi khalil
          :thmbup:

          Comment


          • #35
            Re: Buzurg ki talash

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Tu ub habshiyoon ki tarah daant nikaal raha he :na:
            chal main tuj masalli ki tarah dant nikal layta hon ab khush :D:
            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

            Comment


            • #36
              Re: Buzurg ki talash

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              Kyoon nahi khalil
              whos tht?

              waisy main ny note kia hay k yehan loag mujy pata nahi kia smjty hian?
              mery khial sy shaid ap ko koi ghalt fehmi ho rahi hay.
              mujy 8 ya 9 galz and boys k pm b a chuky hain
              plz explain to me what haping here?
              [FONT="Arial Black"]Mr. Khalil How much Fake IDs would you make in Pegham... ?

              See you Real Face in here 372-shed

              Muhammad Khalil's Real Face [/FONT]

              Comment


              • #37
                Re: Buzurg ki talash

                ...

                "kehte hain IshQ naam ke guzre hain ek buzurg...
                hum log bhi mureed usi silsile ke hain.................."

                :D

                Comment


                • #38
                  Re: Buzurg ki talash

                  Originally posted by ummid View Post
                  ...

                  "kehte hain IshQ naam ke guzre hain ek buzurg...
                  hum log bhi mureed usi silsile ke hain.................."

                  :D
                  mureedniyeee tera peeeer tay bara chawal ay serf husan utay e dullda ayyyy 372-haha
                  ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                  Comment


                  • #39
                    Re: Buzurg ki talash

                    Originally posted by Insaaan View Post
                    whos tht?

                    waisy main ny note kia hay k yehan loag mujy pata nahi kia smjty hian?
                    mery khial sy shaid ap ko koi ghalt fehmi ho rahi hay.
                    mujy 8 ya 9 galz and boys k pm b a chuky hain
                    plz explain to me what haping here?
                    Tum fiker na karo khalil, mein sub loogon ko dekh leta hoon 372-haha
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #40
                      Re: Buzurg ki talash

                      Originally posted by aabi2cool View Post
                      chal main tuj masalli ki tarah dant nikal layta hon ab khush :D:
                      Yaar bohat Aala, tu hay he isi kabil 372-haha
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #41
                        Re: Buzurg ki talash

                        Originally posted by MSA View Post
                        Assalam o Alaikum...

                        abhi me kuch posts perh raha tha .... to waha dekha likha huwa k quran aur sunnat hi buhat he kisi sahi faisle k lie..ya kisi problem ko solve kurne k lie....

                        to pochna yeh tha k yeh jo Buzurg loug hote he....Allah wale kia in ki suhbat me nahi rehna chahie....jaise hum kehte he k koi masla ho to masjid k imam se pocho....issi tarah k Buzurg hote he...jiase for instance...Mulana TAriq Jameel...ya Sheikh Tahir ul Qadri...is tarah k jo jane mane log he...kia in ki suhbat me rehna sahi he...??? ya in se muhswara lena...??

                        kuch aise log bhi hote he jin k pas dunyawi ilm na hone k bawajood wo itne pohanche huwe hote he k wo masle hal kur dete he....dunyawi.....mein ne kuch waqaeyat sune thay is silsile me....

                        matlab mujhay to hamesha se yeh khuwaish rahi he k mein kisi Buzurg se contact me raho...aisi buzurg jo k bunde ka taluq wapis Allah se jore jub k wo kisi baat se mayoos ho jay.......aisi babay bhi hote he jinhe pata hota he k un k peerokar( shayd yahi word use ho ga)...ki kia masrofiat he wo kia kurte rehte he...

                        aik sawal yeh bhi he k...aise buzurg kaha mile ge:donno:

                        note: kuch ghalat likh dia ho to sorry
                        walaikom Assalam

                        do u know Shamsuddin Azeemi.....mujhay un say buht aqeedat hai....aisay hi hain jis trah kay buzurgooN ki tum nay baat ki hai ....:rose
                        For New Designers
                        وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                        Comment


                        • #42
                          Re: Buzurg ki talash

                          i would say there is nothing wrong to remain in touch with scholars/saints but be sure they are really qualified or not. because there are number of such fake ulema who are defaming real ulema and islam. fake ulema ka purpose sirf paisa kamana aor masoom logon ka emaan kharab karna hota hai. as you mentioned some names like tariq jamil and others they are well known scholars of islam

                          Comment


                          • #43
                            Re: Buzurg ki talash

                            waalikum asslam

                            braader...jawaab mila k abhi confusion baqi hai ???
                            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                            Comment


                            • #44
                              Re: Buzurg ki talash

                              Originally posted by *Rida* View Post
                              walaikom Assalam

                              do u know Shamsuddin Azeemi.....mujhay un say buht aqeedat hai....aisay hi hain jis trah kay buzurgooN ki tum nay baat ki hai ....:rose
                              nahi me nahi janta....
                              kidher hote he:donno:
                              Originally posted by ballay_baaz View Post
                              i would say there is nothing wrong to remain in touch with scholars/saints but be sure they are really qualified or not. because there are number of such fake ulema who are defaming real ulema and islam. fake ulema ka purpose sirf paisa kamana aor masoom logon ka emaan kharab karna hota hai. as you mentioned some names like tariq jamil and others they are well known scholars of islam
                              sahi :salam:
                              Originally posted by saraah View Post
                              waalikum asslam

                              braader...jawaab mila k abhi confusion baqi hai ???
                              hmm mil gaya...aise logo se rabte me rehna chahie...
                              mein thora aur bara ho jao...phir jao ga inshaAllah:embarasse

                              Comment


                              • #45
                                Re: Buzurg ki talash

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                Ager bazurg zehni toor per sehat'mand hein, shariyat ke paband hein, Quran aur Sunnah ki unhein achi samaj he, to aisay bazurgon ki mehfil mein zaroor bethna chahiye, otherwise "Little knowledge is always dangerous" :D:
                                per ustaad aisai ustaad milna mushkil bhi to hote he

                                Comment

                                Working...
                                X