Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Buzurg ki talash

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Buzurg ki talash

    Assalam o Alaikum...

    abhi me kuch posts perh raha tha .... to waha dekha likha huwa k quran aur sunnat hi buhat he kisi sahi faisle k lie..ya kisi problem ko solve kurne k lie....

    to pochna yeh tha k yeh jo Buzurg loug hote he....Allah wale kia in ki suhbat me nahi rehna chahie....jaise hum kehte he k koi masla ho to masjid k imam se pocho....issi tarah k Buzurg hote he...jiase for instance...Mulana TAriq Jameel...ya Sheikh Tahir ul Qadri...is tarah k jo jane mane log he...kia in ki suhbat me rehna sahi he...??? ya in se muhswara lena...??

    kuch aise log bhi hote he jin k pas dunyawi ilm na hone k bawajood wo itne pohanche huwe hote he k wo masle hal kur dete he....dunyawi.....mein ne kuch waqaeyat sune thay is silsile me....

    matlab mujhay to hamesha se yeh khuwaish rahi he k mein kisi Buzurg se contact me raho...aisi buzurg jo k bunde ka taluq wapis Allah se jore jub k wo kisi baat se mayoos ho jay.......aisi babay bhi hote he jinhe pata hota he k un k peerokar( shayd yahi word use ho ga)...ki kia masrofiat he wo kia kurte rehte he...

    aik sawal yeh bhi he k...aise buzurg kaha mile ge:donno:

    note: kuch ghalat likh dia ho to sorry
    Last edited by Eshaa Chaudhry; 28 April 2009, 15:10.

  • #2
    re: Buzurg ki talash

    Originally posted by MSA View Post
    Assalam o Alaikum...

    abhi me kuch posts perh raha tha .... to waha dekha likha huwa k quran aur sunnat hi buhat he kisi sahi faisle k lie..ya kisi problem ko solve kurne k lie....

    to pochna yeh tha k yeh jo babay loug hote he....Allah wale kia in ki suhbat me nahi rehna chahie....jaise hum kehte he k koi masla ho to masjid k imam se pocho....issi tarah k babay hote he...jiase for instance...Mulana TAriq Jameel...ya Sheikh Tahir ul Qadri...is tarah k jo jane mane log he...kia in ki suhbat me rehna sahi he...??? ya in se muhswara lena...??

    kuch aise log bhi hote he jin k pas dunyawi ilm na hone k bawajood wo itne pohanche huwe hote he k wo masle hal kur dete he....dunyawi.....mein ne kuch waqaeyat sune thay is silsile me....

    matlab mujhay to hamesha se yeh khuwaish rahi he k mein kisi babay se contact me raho...aisi babay jo k bunde ka taluq wapis Allah se jore jub k wo kisi baat se mayoos ho jay.......aisi babay bhi hote he jinhe pata hota he k un k peerokar( shayd yahi word use ho ga)...ki kia masrofiat he wo kia kurte rehte he...

    aik sawal yeh bhi he k...aise babay abb kaha mile ge:donno:

    note: kuch ghalat likh dia ho to sorry

    pehle to aap is lafz ko thik kerain.. aapko babay nahi "Buzurg" likhna chahiye tha.

    Buzurg ko dhoondne ki zaroorat to nahi hoti :donno: wo to nazar ajaate hain... jin mai buzurgi hoti he.. wo zaroori nahi ke koi bohat Umer wala shakhs ho.

    Comment

    • #3
      re: Buzurg ki talash

      well mera kiyal hain k ager insan kud apne haq main bahteri ki dua kery wo zaror qabol ki jati hain hum kisi k waseelay sy dua kerty thats mean humain na kud per yakeen hain na ALLAH PER KIYOIN AGE RHUAMIN US ZAAT PAK PER YAKEEN HO JIS NAY KAHA HAIN WO HUMARI SHAH RAG SY B ZAYDA QAREEB TER HAIN WO HUMRI DUAIN KAYSE NEH DUANY GA JIS NY YEH KAH K WO APNE BANDY KO 70 MAO SY BHER K PIYAR KERT AHAIN US K LIY HUMAIN KISI K PASS JANY KI ZARORT NHE HAIN APNI DUAON MAIN JUST EK YAKEEN KI ZARORT HAIN MUJE PORA WAKIYA YAAD HAIN MGER NAME YAAD NEH HAIN K EK DAFA KIS JAGA QEHAT PERH GAYA THA LOGO NY DUA KI AUR SOHABI THAY SHYED KOI MUJE ABI YAAD NHE SEB LOG UN K STAH GHER YS NELAKY K BARISH HO JAYE PANI KA QAHET THA TO UN SAHABI NY FERMYA K KIA TUM LOGO NY PORAY YAKEEN K SATH DUA MANGI LOGO NY KAH HAN MGER UNSAHBI NY FERMYA K AGER TUM LOGO NY PORAY YAKEEN K SATH DUA MANGI HOTI TO TUM LOG GHERON SY CHATERIYAN LY KER NEKALTAIN

      DOSERI MSIAL YEH K HUMRY NABI Pak PBUM NY KABI ALLAH K SIWA KISI KA WASEELA NHE MANGA WAH DA LA SHAREEK

      IS LIYA AGER PORAY KML YAKEEN K SATH DUA MANGI JAYE QABOL HTOI HIN ALLAH TALA KA IRSHAD HIN K
      MUJ PER AYSE TEQWA KERO JAYSE PARINDAY SUBA KHALI PAPOTON K SATH GHER SY NEKALTYAIN HAIN AUR SHAM KO BHERY HOWAY ATY HAIN
      ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

      sigpic

      Comment

      • #4
        re: Buzurg ki talash

        Humain un amel aur bozurgo per yakeen hota hain jinhain hum janty nhe mager kud apni zaat per yakeen nhe hota kamal hain na main kisi bozurg ko galt neh kah rahi allah bahter janta hain kisi k haq main duaye kahir kerna wayse he boaht swab ka kam hain na k is cheez ko hum karobar bana ker aaml aur peer fakeer ben jaye

        • #5
          re: Buzurg ki talash

          Originally posted by *Samra* View Post
          pehle to aap is lafz ko thik kerain.. aapko babay nahi "Buzurg" likhna chahiye tha.

          Buzurg ko dhoondne ki zaroorat to nahi hoti :donno: wo to nazar ajaate hain... jin mai buzurgi hoti he.. wo zaroori nahi ke koi bohat Umer wala shakhs ho.
          bilkul sahi islah ki aap nay mein bhi yehi kehnay wala tha

          Comment

          • #6
            Re: babay ki talash

            Originally posted by MSA View Post
            Assalam o Alaikum...

            abhi me kuch posts perh raha tha .... to waha dekha likha huwa k quran aur sunnat hi buhat he kisi sahi faisle k lie..ya kisi problem ko solve kurne k lie....

            to pochna yeh tha k yeh jo babay loug hote he....Allah wale kia in ki suhbat me nahi rehna chahie....jaise hum kehte he k koi masla ho to masjid k imam se pocho....issi tarah k babay hote he...jiase for instance...Mulana TAriq Jameel...ya Sheikh Tahir ul Qadri...is tarah k jo jane mane log he...kia in ki suhbat me rehna sahi he...??? ya in se muhswara lena...??

            kuch aise log bhi hote he jin k pas dunyawi ilm na hone k bawajood wo itne pohanche huwe hote he k wo masle hal kur dete he....dunyawi.....mein ne kuch waqaeyat sune thay is silsile me....

            matlab mujhay to hamesha se yeh khuwaish rahi he k mein kisi babay se contact me raho...aisi babay jo k bunde ka taluq wapis Allah se jore jub k wo kisi baat se mayoos ho jay.......aisi babay bhi hote he jinhe pata hota he k un k peerokar( shayd yahi word use ho ga)...ki kia masrofiat he wo kia kurte rehte he...

            aik sawal yeh bhi he k...aise babay abb kaha mile ge:donno:

            note: kuch ghalat likh dia ho to sorry

            Walaikum asalam,

            good thread larkay

            yeh baat to burust hai keh kisi bhi maslay ka hal aap ko Quran aur Sunnat say mil sakta hai, lekin baat yeh bhi hai keh ALLAH nay apnay khaas bandon ko yeh ilm dia hai keh woh Quran aur Sunnah ko sahi tor par samajh sakein, inn ko hum buzurg loog ya ALLAH walay bhi kehtay hain, jo aam-e-dein mashoor hain jesay Mufti Shafi Usmani, Mufti Taqi Usmani, Maula Tariq Jamil aur bhi kuch naam hain iss mein, inn say rujo karnay mein koi harj nahi, yeh inshALLAH aap ko sahi mashora hi deingay

            Comment

            • #7
              Re: Buzurg ki talash

              assalam o alaikum...

              abhi me kuch posts perh raha tha .... To waha dekha likha huwa k quran aur sunnat hi buhat he kisi sahi faisle k lie..ya kisi problem ko solve kurne k lie....

              to pochna yeh tha k yeh jo babay loug hote he....allah wale kia in ki suhbat me nahi rehna chahie....jaise hum kehte he k koi masla ho to masjid k imam se pocho....issi tarah k babay hote he...jiase for instance...mulana tariq jameel...ya sheikh tahir ul qadri...is tarah k jo jane mane log he...kia in ki suhbat me rehna sahi he...??? Ya in se muhswara lena...??
              وعلیکم السلام شریعت کہ نزدیک بزرگوں اولیاء و صلحاء کی صحبت اختیا کرنا نہ صرف درست ہے بلکہ بعض حالات میں تو بہت ضرور ی ہوجاتا ہے لہزا ہمیں ہمیشہ کوشش کرنی چاہیےکہ اللہ والوں کی پاس بیٹھیں ان سے مشورہ لیں ان کی صحبت اختیار کریں اور اللہ والوں کی نشانی ہی یہی ہے کہ جسے دیکھنے سے اللہ یاد آجائے سمجھو وہ اللہ والا ہی ہے
              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

              Comment

              • #8
                Re: Buzurg ki talash

                Originally posted by aabi2cool View Post

                bohat durust kaha aap nay

                Comment

                • #9
                  Re: Buzurg ki talash

                  Originally posted by *Samra* View Post
                  pehle to aap is lafz ko thik kerain.. aapko babay nahi "Buzurg" likhna chahiye tha.

                  Buzurg ko dhoondne ki zaroorat to nahi hoti :donno: wo to nazar ajaate hain... jin mai buzurgi hoti he.. wo zaroori nahi ke koi bohat Umer wala shakhs ho.
                  mujhay kuch bhi nahi pata ....lekin mere nazdeek babay kehne me bhi unti hi izzut he jitna buzurg kehne me....aur mujhay to babay me koi burai nazar nahi aati...bulke mujhay to kafi acha lagta he.....AABI BHAI agur me ghalat ho to plz mujhay sahi kurein..ta k agur yeh gunah he to mein bach jao...

                  kher thanks for u reply..:salam:
                  PEACE

                  Comment

                  • #10
                    Re: Buzurg ki talash

                    Originally posted by zoniash View Post
                    well mera kiyal hain k ager insan kud apne haq main bahteri ki dua kery wo zaror qabol ki jati hain hum kisi k waseelay sy dua kerty thats mean humain na kud per yakeen hain na ALLAH PER KIYOIN AGE RHUAMIN US ZAAT PAK PER YAKEEN HO JIS NAY KAHA HAIN WO HUMARI SHAH RAG SY B ZAYDA QAREEB TER HAIN WO HUMRI DUAIN KAYSE NEH DUANY GA JIS NY YEH KAH K WO APNE BANDY KO 70 MAO SY BHER K PIYAR KERT AHAIN US K LIY HUMAIN KISI K PASS JANY KI ZARORT NHE HAIN APNI DUAON MAIN JUST EK YAKEEN KI ZARORT HAIN MUJE PORA WAKIYA YAAD HAIN MGER NAME YAAD NEH HAIN K EK DAFA KIS JAGA QEHAT PERH GAYA THA LOGO NY DUA KI AUR SOHABI THAY SHYED KOI MUJE ABI YAAD NHE SEB LOG UN K STAH GHER YS NELAKY K BARISH HO JAYE PANI KA QAHET THA TO UN SAHABI NY FERMYA K KIA TUM LOGO NY PORAY YAKEEN K SATH DUA MANGI LOGO NY KAH HAN MGER UNSAHBI NY FERMYA K AGER TUM LOGO NY PORAY YAKEEN K SATH DUA MANGI HOTI TO TUM LOG GHERON SY CHATERIYAN LY KER NEKALTAIN

                    DOSERI MSIAL YEH K HUMRY NABI Pak PBUM NY KABI ALLAH K SIWA KISI KA WASEELA NHE MANGA WAH DA LA SHAREEK

                    IS LIYA AGER PORAY KML YAKEEN K SATH DUA MANGI JAYE QABOL HTOI HIN ALLAH TALA KA IRSHAD HIN K
                    MUJ PER AYSE TEQWA KERO JAYSE PARINDAY SUBA KHALI PAPOTON K SATH GHER SY NEKALTYAIN HAIN AUR SHAM KO BHERY HOWAY ATY HAIN
                    Originally posted by zoniash View Post
                    Humain un amel aur bozurgo per yakeen hota hain jinhain hum janty nhe mager kud apni zaat per yakeen nhe hota kamal hain na main kisi bozurg ko galt neh kah rahi allah bahter janta hain kisi k haq main duaye kahir kerna wayse he boaht swab ka kam hain na k is cheez ko hum karobar bana ker aaml aur peer fakeer ben jaye
                    theakh...:salam:

                    Comment

                    • #11
                      Re: babay ki talash

                      Originally posted by itdevil View Post
                      Walaikum asalam,

                      good thread larkay

                      yeh baat to burust hai keh kisi bhi maslay ka hal aap ko Quran aur Sunnat say mil sakta hai, lekin baat yeh bhi hai keh ALLAH nay apnay khaas bandon ko yeh ilm dia hai keh woh Quran aur Sunnah ko sahi tor par samajh sakein, inn ko hum buzurg loog ya ALLAH walay bhi kehtay hain, jo aam-e-dein mashoor hain jesay Mufti Shafi Usmani, Mufti Taqi Usmani, Maula Tariq Jamil aur bhi kuch naam hain iss mein, inn say rujo karnay mein koi harj nahi, yeh inshALLAH aap ko sahi mashora hi deingay
                      theakh:salam:
                      u ne kabhi koshish ki kisi babay se ruju kurne ki:donno:

                      Comment

                      • #12
                        Re: Buzurg ki talash

                        Originally posted by aabi2cool View Post

                        وعلیکم السلام شریعت کہ نزدیک بزرگوں اولیاء و صلحاء کی صحبت اختیا کرنا نہ صرف درست ہے بلکہ بعض حالات میں تو بہت ضرور ی ہوجاتا ہے لہزا ہمیں ہمیشہ کوشش کرنی چاہیےکہ اللہ والوں کی پاس بیٹھیں ان سے مشورہ لیں ان کی صحبت اختیار کریں اور اللہ والوں کی نشانی ہی یہی ہے کہ جسے دیکھنے سے اللہ یاد آجائے سمجھو وہ اللہ والا ہی ہے
                        theakh...
                        lekin agur khuda'na'khuwasta aisa ho k baad me maloom ho k wo Allah wale...kisi aur raste pe chalwa k Allah se rabta banawa ho to:donno:

                        Comment

                        • #13
                          Re: Buzurg ki talash

                          Originally posted by MSA View Post
                          theakh...
                          lekin agur khuda'na'khuwasta aisa ho k baad me maloom ho k wo Allah wale...kisi aur raste pe chalwa k Allah se rabta banawa ho to:donno:
                          oh bhai aesa nahi hota Taqi Usmani aur Tariq Jamil janay manay ALLAH walay hain, inn ko follow karain, inshALLAH saahi rasta hi milay ga

                          Comment

                          • #14
                            Re: Buzurg ki talash

                            Originally posted by itdevil View Post
                            oh bhai aesa nahi hota Taqi Usmani aur Tariq Jamil janay manay ALLAH walay hain, inn ko follow karain, inshALLAH saahi rasta hi milay ga
                            yar aur log bhi hote he dunya me jo TV pe nahi aate ... jo gali muhallo me hote he:donno:

                            Comment

                            • #15
                              Re: Buzurg ki talash

                              Originally posted by msa View Post
                              theakh...
                              Lekin agur khuda'na'khuwasta aisa ho k baad me maloom ho k wo allah wale...kisi aur raste pe chalwa k allah se rabta banawa ho to:donno:
                              تو اسی چیز ہی کی تو چھان پٹھک پہلے کرنی ہوتی ہے کہ جس آدمی کی صحبت میں بیٹھ رہے ہیں وہ کیسا ہے ظاہر میں بھی اور باطن میں بھی شریعت کا کس قدر پابند ہے وغیرہ وغیرہ
                              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                              Comment

                              Working...
                              X