Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

khushboo

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: khushboo

    Originally posted by Ibtesam View Post
    baat tu wohi hai na dearo...soni soni smell tu powder se bhi aati hai372-shock
    :embarasseahhhhhhh




    :mm:

    Comment


    • #47
      Re: khushboo

      Originally posted by Ibtesam View Post
      baat tu wohi hai na dearo...soni soni smell tu powder se bhi aati hai372-shock
      372-haha
      ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

      Comment


      • #48
        Re: khushboo

        Originally posted by Ibtesam View Post
        tu koi aur solution dein na:embarasse
        DEO:zuban:
        ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

        Comment


        • #49
          Re: khushboo

          Originally posted by Shakh-e-Tamana View Post
          i ll say keh

          amalon ka daromadar naiyaton per hota hai....ager ap ais liye lagatay ho keh dosra ap ki taraf attract ho ap ko dekhay tu...gunah hai aisa kerna....but sirf khud k liye lagana...apnay liye kernay main koi harj nai hai.....

          me ko perfumes pasand hain..or me un ko khud k liye he istmal kerti hoon..kabhi b ais liye use nai kiya keh.,..main yeh laga ker jaon gi tu sab me ki taraf attract hoon gaye..meri show off ho gi..bla bla bla....

          mujay ais main aisa kuch nai lagta keh lagani he nai chahyi...baki her insaan ki apni soch hai apna point of view hai....
          Originally posted by Fairy View Post
          larki seedhi c baat ha jo log nahatay nahi ha na woh hi perfume zyada thoptay hain khud per372-haha agar roz naha lo tu khusbo laganay ki zarort nahi parti372-shock
          Sun liya Shakh-e-tamana :kr:
          :thmbup:

          Comment


          • #50
            Re: khushboo

            Originally posted by D@y W@lk3r View Post
            DEO:zuban:
            not healthy:na:

            Comment


            • #51
              Re: khushboo

              agar hum sahi tarah nayee nayee kar ke achi si shower gel use kar ke phir lotion laga ke powder showder laga ke deo lagayein to perfume kam use karna parta he :mm:

              Comment


              • #52
                Re: khushboo

                Originally posted by Ibtesam View Post
                not healthy:na:

                DEO spray to theek hota he na 372-scare

                Comment


                • #53
                  Re: khushboo

                  Originally posted by mano_billi View Post
                  agar hum sahi tarah nayee nayee kar ke achi si shower gel use kar ke phir lotion laga ke powder showder laga ke deo lagayein to perfume kam use karna parta he :mm:
                  itni sary khushbooin pehley hi laga li hain ab perfume ki gunjaish bachti hai372-haha

                  wesey agar ye sab use karne ke baad perfume bhi laga lo tu khushboo ka gola ganda ban jaogi372-haha372-haha372-haha

                  Comment


                  • #54
                    Re: khushboo

                    ABSOLUTELY RIGHT :rose

                    Originally posted by ballay_baaz View Post
                    I have heard through reliable soruces that it is haram for women to use perfume when she wans to go outside.

                    to use perfume means to attract young people like me. and you know very well when we are attracted what happens "fitna " paida hota hai. perfum ka use kam yaa ziyada aisa hai jesey aurat maradon ko gunnah ki dawat dena.....
                    JAB AAP NE RELIABLE SOURCES SE SUNA TOU PHIR AAPKO POOCHNAY KI ZAROORAT KIO MEHSOOS HUI.... DO,S AUR DONT,S ME CONFUSION NAE HON CHAHIYE :)
                    Originally posted by Shakh-e-Tamana View Post
                    i ll say keh

                    amalon ka daromadar naiyaton per hota hai....ager ap ais liye lagatay ho keh dosra ap ki taraf attract ho ap ko dekhay tu...gunah hai aisa kerna....but sirf khud k liye lagana...apnay liye kernay main koi harj nai hai.....

                    me ko perfumes pasand hain..or me un ko khud k liye he istmal kerti hoon..kabhi b ais liye use nai kiya keh.,..main yeh laga ker jaon gi tu sab me ki taraf attract hoon gaye..meri show off ho gi..bla bla bla....

                    mujay ais main aisa kuch nai lagta keh lagani he nai chahyi...baki her insaan ki apni soch hai apna point of view hai....
                    MISS..... KHUSHBOO AAP SE POOCH K DOOSRAY TAK NAE JAYE GI....:)
                    Originally posted by Fairy View Post
                    larki seedhi c baat ha jo log nahatay nahi ha na woh hi perfume zyada thoptay hain khud per372-haha agar roz naha lo tu khusbo laganay ki zarort nahi parti372-shock
                    V GOOD FARI :D:
                    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                    Comment


                    • #55
                      Re: khushboo

                      Originally posted by saraah View Post
                      ABSOLUTELY RIGHT :rose



                      JAB AAP NE RELIABLE SOURCES SE SUNA TOU PHIR AAPKO POOCHNAY KI ZAROORAT KIO MEHSOOS HUI.... DO,S AUR DONT,S ME CONFUSION NAE HON CHAHIYE :)


                      MISS..... KHUSHBOO AAP SE POOCH K DOOSRAY TAK NAE JAYE GI....:)


                      V GOOD FARI :D:
                      Hein to yeh kuriyan perhi likhi lekin taleem naam ki cheez choo ker nahi guzri in ko 372-haha Saraah ub tum he inhein apni zubaan se samjaoo warna mujay doosra raasta bhi aata he
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #56
                        Re: khushboo

                        Originally posted by Ibtesam View Post
                        itni sary khushbooin pehley hi laga li hain ab perfume ki gunjaish bachti hai372-haha

                        wesey agar ye sab use karne ke baad perfume bhi laga lo tu khushboo ka gola ganda ban jaogi372-haha372-haha372-haha

                        abhi fari paro ne kaha na sahi tarah roz nayee nayee karni chahye 372-haha to me ne right tareeqa bata dya 372-haha atleast perfume kaa naam to nahi aye ga na :donno:

                        Comment


                        • #57
                          Re: khushboo

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          Hein to yeh kuriyan perhi likhi lekin taleem naam ki cheez choo ker nahi guzri in ko 372-haha Saraah ub tum he inhein apni zubaan se samjaoo warna mujay doosra raasta bhi aata he

                          na tou aap ko samjhnay ki zaroorat hai na muje inko...samjhay aap :ANYWORD10
                          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                          Comment

                          Working...
                          X