Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

khushboo

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • khushboo

    ladies ko khushboo laga kay bazaar jana chahiye yaa ghar se bahir nikalna chahiye?
    i want to know your comments.

  • #2
    Re: khushboo

    Originally posted by ballay_baaz View Post
    ladies ko khushboo laga kay bazaar jana chahiye yaa ghar se bahir nikalna chahiye?
    i want to know your comments.

    muje to bilkol passand nhe khusboo koi gozer b jaye pass sy to uf itne cheekhain ati ahin k bus dimag hil jata hain aur mera kiyal hain k lerkiyon ko nhe lagana chaye baher nekalyty waqet kiyon k her wo cheez ko ap sy doseron ko attract kerti hon us sy baaz rehna chaye lerkay ager lagty ahin to hum kahty hain na k wow kia khusbo lag hoi hain aur na chahty howay b dekhty hain its just a example isi terhan lerkiyon ko b dekhtain ho g ager koi laga k jati hain to
    ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

    sigpic

    Comment

    • #3
      Re: khushboo

      Originally posted by ballay_baaz View Post
      ladies ko khushboo laga kay bazaar jana chahiye yaa ghar se bahir nikalna chahiye?
      i want to know your comments.
      khushbu laga kar bahir nahi jana chaey

      Comment

      • #4
        Re: khushboo

        Originally posted by ballay_baaz View Post
        ladies ko khushboo laga kay bazaar jana chahiye yaa ghar se bahir nikalna chahiye?
        i want to know your comments.

        mai to yeh kahoongi ke khushboo laga ker " pakistan" mai bahir nahi jana chahiye... kiuke waha per akser burqe wali ladies bhi mehfooz nahi hoti hain.

        Comment

        • #5
          Re: khushboo

          Originally posted by *Samra* View Post
          mai to yeh kahoongi ke khushboo laga ker " pakistan" mai bahir nahi jana chahiye... kiuke waha per akser burqe wali ladies bhi mehfooz nahi hoti hain.
          Tumharay concepts kuch ziada he kamzoor hein :tasali:

          Khawateen ko khushbu laga ker kisi bhi ghair mehram ke paas se bhi nahi guzarna chahiye, is liye in general auraton ko khusbhu lagani he nahi chahiye :tasali:
          :thmbup:

          Comment

          • #6
            Re: khushboo

            Originally posted by munda_sialkoty View Post

            khushboo auratain laga sakti hain... ghair mehram ke pass jaa kon raha hai khushboo laga ker jo mana ho

            Comment

            • #7
              Re: khushboo

              likin agar aurtein halki si khushbu laga lein jo sirf unhe aye to is me koi harj to nahi he na :mm: bas khushbu strong na ho.. ke koi murh ke dekhe ye khushu kis ki thi :mm:

              Comment

              • #8
                Re: khushboo

                Mujhe aaik baat ki samjh nahi arahi... :donno: khusboo lagaane me masla kiya hai...
                ??

                iss tarah se jiss tarah aap log jawab de rahe hain... ( naa mehram ki waja .. etc ) aisy mai to larki kuch bhi naa kere... naa wo baal banaye.. naa ache kapre pehne.. naa ache joote pehne... kiouke yeh chiezain kiya attrack nahi kerain gi naa-mehram ko??

                naa-mehram ke pass to kisi larki ne khusbhoo laga ker nahi bethna.. to pihr yen sawaal hi fazoool hai.

                Comment

                • #9
                  Re: khushboo

                  Originally posted by *Samra* View Post
                  khushboo auratain laga sakti hain... ghair mehram ke pass jaa kon raha hai khushboo laga ker jo mana ho
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #10
                    Re: khushboo

                    Originally posted by *Samra* View Post
                    Mujhe aaik baat ki samjh nahi arahi... :donno: khusboo lagaane me masla kiya hai...
                    ??

                    iss tarah se jiss tarah aap log jawab de rahe hain... ( naa mehram ki waja .. etc ) aisy mai to larki kuch bhi naa kere... naa wo baal banaye.. naa ache kapre pehne.. naa ache joote pehne... kiouke yeh chiezain kiya attrack nahi kerain gi naa-mehram ko??

                    naa-mehram ke pass to kisi larki ne khusbhoo laga ker nahi bethna.. to pihr yen sawaal hi fazoool hai.

                    cuckoo apee u ke is bat pe me ko aik shayr yaad agaya

                    naye kapre pehn ke jau kahan
                    baal banau kis ke lye
                    wo shaks to city hi chor gaya
                    outside jau kis ke lye

                    Comment

                    • #11
                      Re: khushboo

                      Originally posted by *Samra* View Post
                      Mujhe aaik baat ki samjh nahi arahi... :donno: khusboo lagaane me masla kiya hai...
                      ??

                      iss tarah se jiss tarah aap log jawab de rahe hain... ( naa mehram ki waja .. etc ) aisy mai to larki kuch bhi naa kere... naa wo baal banaye.. naa ache kapre pehne.. naa ache joote pehne... kiouke yeh chiezain kiya attrack nahi kerain gi naa-mehram ko??

                      naa-mehram ke pass to kisi larki ne khusbhoo laga ker nahi bethna.. to pihr yen sawaal hi fazoool hai.

                      Samra tumharay concepts waqee bohat immature hein aur tumhari sooch childish he. Perday ke mutalaq kia ehkamaat hein, tumhein wo zaroor perhnay chahiyein
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #12
                        Re: khushboo

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        Samra tumharay concepts waqee bohat immature hein aur tumhari sooch childish he. Perday ke mutalaq kia ehkamaat hein, tumhein wo zaroor perhnay chahiyein

                        khushbu lagane me masla nai he :donno: masla ye he ke khushbu itni strong na ho ke dusre bande ke naak tak pohnch jaye
                        light ittar bhee hote hein jin ki khushbu bhe baht light hoti he teddy

                        Comment

                        • #13
                          Re: khushboo

                          lagani tu nahi chahiye, per...................372-shock

                          Comment

                          • #14
                            Re: khushboo

                            Originally posted by mano_billi View Post
                            khushbu lagane me masla nai he :donno: masla ye he ke khushbu itni strong na ho ke dusre bande ke naak tak pohnch jaye
                            light ittar bhee hote hein jin ki khushbu bhe baht light hoti he teddy
                            Yeh light eter wali kahani tum ne khud banai he 372-haha
                            :thmbup:

                            Comment

                            • #15
                              Re: khushboo

                              :thmbup: agree thanks

                              Comment

                              Working...
                              X