Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

khushboo

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: khushboo

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Samra tumharay concepts waqee bohat immature hein aur tumhari sooch childish he. Perday ke mutalaq kia ehkamaat hein, tumhein wo zaroor perhnay chahiyein
    is mai immature aur childish wali kiya baat hai, jab mai apna view batao ...jo aap se na milta ho to aap ko yeh childish lagta hai

    khair.. mujhe aisa tajurba nahi hua kabhi apni zindagi me khusbo lagane se

    Comment


    • #17
      Re: khushboo

      Originally posted by *Samra* View Post
      :thmbup: agree thanks
      Originally posted by *Samra* View Post
      is mai immature aur childish wali kiya baat hai, jab mai apna view batao ...jo aap se na milta ho to aap ko yeh childish lagta hai

      khair.. mujhe aisa tajurba nahi hua kabhi apni zindagi me khusbo lagane se
      samra bibi seedhay seedhay ehkaamaat hein, tum study karo tumhein kisi se poochnay ki bhi zaroorat nahi. Perday ke mutalaq ehkamaat ki bhi study karo, aap loogon ne perda kerna hota he, is liye aap ko in ehkamaat ka sahi knowledge hona zaroori he :)
      :thmbup:

      Comment


      • #18
        Re: khushboo

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        samra bibi seedhay seedhay ehkaamaat hein, tum study karo tumhein kisi se poochnay ki bhi zaroorat nahi. Perday ke mutalaq ehkamaat ki bhi study karo, aap loogon ne perda kerna hota he, is liye aap ko in ehkamaat ka sahi knowledge hona zaroori he :)

        aur aap jaisou ne ghoorna hota hai

        Comment


        • #19
          Re: khushboo

          Originally posted by *Samra* View Post
          Mujhe aaik baat ki samjh nahi arahi... :donno: khusboo lagaane me masla kiya hai...
          ??

          iss tarah se jiss tarah aap log jawab de rahe hain... ( naa mehram ki waja .. etc ) aisy mai to larki kuch bhi naa kere... naa wo baal banaye.. naa ache kapre pehne.. naa ache joote pehne... kiouke yeh chiezain kiya attrack nahi kerain gi naa-mehram ko??

          naa-mehram ke pass to kisi larki ne khusbhoo laga ker nahi bethna.. to pihr yen sawaal hi fazoool hai.
          sawal yeh nahi hay kis k pass kon baithy ga sawal yeh hay k khushbo lgani chahiay yaa nahi.....

          islamic point say jahan tak mujhy pata hay aurat halki khushbo laga sakti hay .....aorat achy jooty bhi pehan sakti hay achy libaas bhi pehan sakti hay laikin parday main reh kar..

          Comment


          • #20
            Re: khushboo

            Originally posted by *Samra* View Post
            aur aap jaisou ne ghoorna hota hai
            Her aik ka personal fail hota he. Mein apni life mein puri kooshish kerta hoon ke aik ba'parda aurat ke paas se aankhein jukka ke guzroon. So let there be no more irrelevant discussion.Tumhein perda kerna he to tumharay liye ehkamaat moojood hein. Ager nahi kerna then upto you :thmbup:
            :thmbup:

            Comment


            • #21
              Re: khushboo

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              Her aik ka personal fail hota he. Mein apni life mein puri kooshish kerta hoon ke aik ba'parda aurat ke paas se aankhein jukka ke guzroon. So let there be no more irrelevant discussion.Tumhein perda kerna he to tumharay liye ehkamaat moojood hein. Ager nahi kerna then upto you :thmbup:
              :tasali: mai ne yeh baat sirf mazaq ki had tak kiya hai... jaisy ke aap akser dosrou ko kerte hain. na mai apko jaanti hoon aur naa aap mujeh... to is mai itna naraaz hone wali kiya baat hai.:D:
              Last edited by *Samra*; 28 April 2009, 13:11.

              Comment


              • #22
                Re: khushboo

                Originally posted by *Samra* View Post
                :tasali: mai ne yeh baat sirf mazaq ki had tak kiya hai... jaisy ke aap akser dosrou ko kerte hain. na mai apko jaanti hoon aur naa aap mujeh... to is mai itna naraaz hone wali kiya baat hai.:D:
                to koon kehta he ke na jaano
                :thmbup:

                Comment


                • #23
                  Re: khushboo

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  to koon kehta he ke na jaano
                  jee jee aaj aapko jaan liya

                  Comment


                  • #24
                    Re: khushboo

                    Originally posted by *Samra* View Post
                    jee jee aaj aapko jaan liya
                    suchi :embarasse
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #25
                      Re: khushboo

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      suchi :embarasse

                      Comment


                      • #26
                        Re: khushboo

                        Originally posted by jia View Post
                        tumhein kia ho gaya phuphay kutni 372-haha
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #27
                          Re: khushboo

                          Originally posted by *Samra* View Post
                          Mujhe aaik baat ki samjh nahi arahi... :donno: khusboo lagaane me masla kiya hai...
                          ??

                          iss tarah se jiss tarah aap log jawab de rahe hain... ( naa mehram ki waja .. etc ) aisy mai to larki kuch bhi naa kere... naa wo baal banaye.. naa ache kapre pehne.. naa ache joote pehne... kiouke yeh chiezain kiya attrack nahi kerain gi naa-mehram ko??

                          naa-mehram ke pass to kisi larki ne khusbhoo laga ker nahi bethna.. to pihr yen sawaal hi fazoool hai.
                          I have heard through reliable soruces that it is haram for women to use perfume when she wans to go outside.

                          to use perfume means to attract young people like me. and you know very well when we are attracted what happens "fitna " paida hota hai. perfum ka use kam yaa ziyada aisa hai jesey aurat maradon ko gunnah ki dawat dena.....

                          Comment


                          • #28
                            Re: khushboo

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            tumhein kia ho gaya phuphay kutni 372-haha
                            main nai dasna:embarasse
                            tussi ho wo gay phupahy kutan

                            Comment


                            • #29
                              Re: khushboo

                              Originally posted by jia View Post
                              main nai dasna:embarasse
                              tussi ho wo gay phupahy kutan
                              chal ghussa na ker



















                              toon te saadi he achi nai lagdi 372-haha
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #30
                                Re: khushboo

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                chal ghussa na ker



















                                toon te saadi he achi nai lagdi 372-haha
                                main achi nai lagdi bal k bohat achi lagdi aan teddy

                                Comment

                                Working...
                                X