Re: Are we happier than our ancestors?
lol ... Question mark tha na lol uss ka matlab ye tha key iss pey socha ja sakta hai
Yahan hapiness ko define kerney ki zaroorat hai. Her shaks key liye khushi ka ta'luk muktalif ehssassaat, jazbaat, cheezon key sath hota hai.
Jab mey apney Nana jee ki baatein sunti hun, un ka taleemi daur, job ka, social zindagi tau mujhey maza ata hai iss ki waja shayad ye hai key un key chehrey pey aik bohot sara sakoon aur bohot payari muskurahat hoti hai aur phir end hamesha yahi hota hai key ke jab wo kehtey hein key ye uss daur ki baatein thein, aaj ka daur mukhtalif hia....aur phir un key chehrey key ta'ssuraat badal jatey hein.
Mey aaj key bachon ko deykhti hun tau wo bhi diff. lagtey hien, un ka area of interest n happiness mukhtalif hai .... Tau yaqeenan jab mey bhi apney grand children ko apni kahaniyaN sunaoun gi tau shayad yahi kahun key "ye uss daur ki baatein hein, aaj ka daur mukhtalif hai" lol
ahan ... Did I miss something lol
Originally posted by saraah
View Post

Comment