Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Are we happier than our ancestors?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Are we happier than our ancestors?

    Originally posted by saraah View Post
    aap tou waqai adhoori batain karti hain.:anyword10
    lol ... Question mark tha na lol uss ka matlab ye tha key iss pey socha ja sakta hai

    Yahan hapiness ko define kerney ki zaroorat hai. Her shaks key liye khushi ka ta'luk muktalif ehssassaat, jazbaat, cheezon key sath hota hai.
    Jab mey apney Nana jee ki baatein sunti hun, un ka taleemi daur, job ka, social zindagi tau mujhey maza ata hai iss ki waja shayad ye hai key un key chehrey pey aik bohot sara sakoon aur bohot payari muskurahat hoti hai aur phir end hamesha yahi hota hai key ke jab wo kehtey hein key ye uss daur ki baatein thein, aaj ka daur mukhtalif hia....aur phir un key chehrey key ta'ssuraat badal jatey hein.

    Mey aaj key bachon ko deykhti hun tau wo bhi diff. lagtey hien, un ka area of interest n happiness mukhtalif hai .... Tau yaqeenan jab mey bhi apney grand children ko apni kahaniyaN sunaoun gi tau shayad yahi kahun key "ye uss daur ki baatein hein, aaj ka daur mukhtalif hai" lol

    Originally posted by saraah View Post



    NAE XENY APNI FARI TOU ''BEHAS O MUBAAHSA' ME POHJNCHI HUI THI KAL.....:ANYWORD10



    ahan ... Did I miss something lol
    Last edited by Z.; 6 April 2009, 13:48. Reason: spell check
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment


    • #17
      Re: Are we happier than our ancestors?

      Originally posted by saraah View Post
      ASSLAMOALIKUM.....

      ARE WE HAPPIER THAN OUR ANCESTORS?

      DALAAYAL KI ROSHNI ME BAAT KIJIYE......:thmbup:
      Walaikum Assalam

      meri taraf dalaayal k han light gai hoi he...to us k pas roshni hi nahi:lol

      Comment


      • #18
        Re: Are we happier than our ancestors?

        Originally posted by Masood View Post
        Nahin beti main ney yeh nahin kaha. Balkeh yeh kaha hai keh materialism ki hawwas ney khushiyon ko khatam kar diya hai.

        Pehley log materialised nahin they. Kam per hansi khushi zindagi basar kar liya kartey they. Magar pehley ki nisbat ab hawwas ziyada ho gaii hai. Aur isi hawwas ki bina per nafsa nafsi phail gaii hai. Pehley log kam per guzara kar liya kartey they, aaj jitna bhi miley kam lagta hai :).

        Magar yaad rakhein keh jis cheez ki bohtat ho, woh cheez apni qadar kho deti hai.

        Hona to yehi chahiyey tha keh aabadi key saath saath material ko bhi bharna chahiyey tha, magar aisa nahin. Yehi wajah hai keh aaj bhi duniya ki nisf sey ziyada aabadi do waqt ki roti key liye bhi mohtaj hai. Zara aap apney ghar sey bahir nikal ker dekhein.

        Aur yeh aakhri jumla hi us khushi ki kami ko zahir karta hai jiska Saraah ney poochha hai. Ham log aik ahatey mein muqayyad hotey jaa rahey hain - aap khud btaiyey keh aap kitna waqt apney parrosiyon key saath guzarti hain? Kitna waqt apney khandaan key saath guzarti hain?

        uncle ap bohat zayda negative ho kar souchtay ho .........insaan apni khushi khud dhond lata ha chizon mai ...........choti choti chiz mai hi khushi mil jati hai uncle bas ap ko us ko dhondna parta ha ....kia ap ko is chiz ka afsos hai kah ap apnay parosi kay ghar nhi bathay kiun kah computer agiya ha .... zahir c baat ha uncle computer per bhi ap ko khushi milti hogi tu ap atay hian ya sahid apko khushi mil jati ha is lia ap use kartay rahtay hain:tasali: .....aur jitna time jes ko daina hota ha hum day datay hain ....Ap kuch bhi kaho har dor mai insaan hamesha se apni khushi dhond lata ha khas kar woh jo khush rehna jantay hain jo samjhtay rahtay hian kah khushi khud chal kar ay gi unko tu na tab khushi mili na ab :)

        Comment


        • #19
          Re: Are we happier than our ancestors?

          Originally posted by saraah View Post
          ASSLAMOALIKUM.....

          ARE WE HAPPIER THAN OUR ANCESTORS?

          DALAAYAL KI ROSHNI ME BAAT KIJIYE......:thmbup:
          walekumsalam

          mere khiyal me pehle log sada tarz-e-zindagi rakhte the to zeada pareshaniyan bhi na then

          Comment


          • #20
            Re: Are we happier than our ancestors?

            Originally posted by saraah View Post
            ASSLAMOALIKUM.....

            ARE WE HAPPIER THAN OUR ANCESTORS?

            DALAAYAL KI ROSHNI ME BAAT KIJIYE......:thmbup:

            wasalam

            Aisa nahi hai... hum kaha khush hain?

            Humari zindagi definitely easier hai humare ancestors se, but happiness bohat kam hain.... hum logou mai wo apnaaiyat nahi he, humaare ander wo... Tehzeeb nahi hai, humare ander wo.... sabar nahi hai... to hum happier kaise huye?
            Last edited by *Samra*; 6 April 2009, 16:38.

            Comment


            • #21
              Re: Are we happier than our ancestors?

              YAANI WOHI BAAT K HUM 'HAPPIER'' NAE....DFNTLY NOT.....:donno:

              TOU PHIR FARI JO K YOUTH KO REPRESENT KAR RAHI HAI USS K MUTABIQ HUM HAPPIER HAIN...ISKA KYA MATLAB HAI K NAUJWAAN NASAL SURFACE LEVEL B ZINDAGI KO LETI HAI...IF YES ITS REALLY PAINFUL....:(
              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

              Comment


              • #22
                Re: Are we happier than our ancestors?

                Originally posted by saraah View Post
                YAANI WOHI BAAT K HUM 'HAPPIER'' NAE....DFNTLY NOT.....:donno:

                TOU PHIR FARI JO K YOUTH KO REPRESENT KAR RAHI HAI USS K MUTABIQ HUM HAPPIER HAIN...ISKA KYA MATLAB HAI K NAUJWAAN NASAL SURFACE LEVEL B ZINDAGI KO LETI HAI...IF YES ITS REALLY PAINFUL....:(

                insaan kisi hal mai khush nahi rahta:lol humaray aancestor bhi kahtay hongay kah hum pehay zyada khush thay ab nahi ........:donno:

                wasay dekha jay tu ab zyada se zyada ilm haasil kar rhay hian hum ! Dunia bhar ki chizo ka ilm hota ha humay ....ap log postive chizian nnhi dekhtay :lahoulkitni baatian jo humaray ancestor nahi jantay aur hum jantay hain jahan distruction hoi ha wahan per sath sath betterment bhi ai ha
                Last edited by fari; 7 April 2009, 16:22.

                Comment


                • #23
                  Re: Are we happier than our ancestors?

                  Originally posted by Fairy View Post
                  insaan kisi hal mai khush nahi rahta:lol humaray aancestor bhi kahtay hongay kah hum pehay zyada khush thay ab nahi ........:donno:
                  HAAN SOU TOU HAI :khi:
                  شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                  Comment


                  • #24
                    Re: Are we happier than our ancestors?

                    Originally posted by saraah View Post
                    ASSLAMOALIKUM.....

                    ARE WE HAPPIER THAN OUR ANCESTORS?

                    DALAAYAL KI ROSHNI ME BAAT KIJIYE......:thmbup:
                    walaikum Assalam...

                    mere khayal me hamare aaba'o'aajdad zyad akhush thay...

                    "he dil k lie mout machino ki hukumat
                    ehsas'e'murawat ko kuchal dete hein aalat"

                    hum artificial life guzar rahe he...pakistan me to phir bhi dhabe ki chae pi k khush ho jate he...bahir mumalik me to aisa kuch nahi hota...

                    pehle zamane me koi perhe na perhe koi parwa hi nahihoti thi...jobs ki asaani thi...LARKAY KI 20 SAAL ME HI SHADI HOJATI THI...
                    tv pe aik channel tha to sub beth k dekhte thay aik tafreeh ka mahool bunta tha...abb to itne chanell he behn bahio me phaddeh i hote he:lol

                    aur bhi buhat kuch he
                    per me ko to yahi lugta he k hum zyada kshuh nahi he...pehle wale zyada thay:lol

                    lekin
                    insaan kisi haal me khush nahi rehta..yeh bhi he:lol

                    Comment


                    • #25
                      Re: Are we happier than our ancestors?

                      Originally posted by MSA View Post
                      walaikum Assalam...

                      mere khayal me hamare aaba'o'aajdad zyad akhush thay...

                      "he dil k lie mout machino ki hukumat
                      ehsas'e'murawat ko kuchal dete hein aalat"

                      hum artificial life guzar rahe he...pakistan me to phir bhi dhabe ki chae pi k khush ho jate he...bahir mumalik me to aisa kuch nahi hota...

                      pehle zamane me koi perhe na perhe koi parwa hi nahihoti thi...jobs ki asaani thi...LARKAY KI 20 SAAL ME HI SHADI HOJATI THI...
                      tv pe aik channel tha to sub beth k dekhte thay aik tafreeh ka mahool bunta tha...abb to itne chanell he behn bahio me phaddeh i hote he:lol

                      aur bhi buhat kuch he
                      per me ko to yahi lugta he k hum zyada kshuh nahi he...pehle wale zyada thay:lol

                      lekin
                      insaan kisi haal me khush nahi rehta..yeh bhi he:lol
                      372-haha
                      shadi ki kinni fikar hai tumain

                      haan sab theek kaha..lakin ab naa umeed tou tum khud b ho...sir masood ko aiwen ee phir kehtay ho k wo naa umeed hain :ANYWORD10
                      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                      Comment


                      • #26
                        Re: Are we happier than our ancestors?

                        Originally posted by saraah View Post
                        372-haha
                        shadi ki kinni fikar hai tumain

                        haan sab theek kaha..lakin ab naa umeed tou tum khud b ho...sir masood ko aiwen ee phir kehtay ho k wo naa umeed hain :ANYWORD10
                        kaha nazar aae na umeedi???:donno:

                        Comment


                        • #27
                          Re: Are we happier than our ancestors?

                          Originally posted by MSA View Post
                          kaha nazar aae na umeedi???:donno:
                          muje nae nazar aayi.....haqeeqat batai aap ne....:)
                          lakinnnn....zra ghor karna haqeeqat agar talkh ho...aur aussay as it is explain krnay walay ko hum pessimist koiyn kehtay hai9n
                          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                          Comment


                          • #28
                            Re: Are we happier than our ancestors?

                            Originally posted by saraah View Post
                            muje nae nazar aayi.....haqeeqat batai aap ne....:)
                            lakinnnn....zra ghor karna haqeeqat agar talkh ho...aur aussay as it is explain krnay walay ko hum pessimist koiyn kehtay hai9n
                            i am not the one who think on an issue...i'll make people able to think on it...:lol

                            waisi yeh app meri baat mujh pe hi marne ki koshish kur rahi he:lol

                            kher un'reachable baat ho gai....time mila to sohco ga:lol

                            Comment


                            • #29
                              Re: Are we happier than our ancestors?

                              Originally posted by MSA View Post
                              i am not the one who think on an issue...i'll make people able to think on it...:lol

                              waisi yeh app meri baat mujh pe hi marne ki koshish kur rahi he:lol

                              kher un'reachable baat ho gai....time mila to sohco ga:lol
                              :thmbup:
                              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                              Comment


                              • #30
                                Re: Are we happier than our ancestors?

                                Originally posted by aabi2cool View Post
                                tarjumaaaaaaaaaaaaaaa pleeeeeeeeeeeeeej :donno:
                                Yaar wo tumhein keh rahi he ke

                                Toon apnay abbay te apnay dadday te apnay perdaday, te apnay per per daday naalon ziada sookha mera matlab way khush wein?:embarasse
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X