Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

In Remembrance Of Bhutto

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: In Remembrance Of Bhutto

    Originally posted by Masood View Post
    yehi to farq hai kehney aur karney walon ney :) Tareekh sey barri gawahi koi nahin deta keh baqiyon ney kaha tha, Bhutto ney kar dikhaya tha :)
    waisi aik aam ta'asur to yeh bhi he k jub kisi se kam nikal jay to usse mar dia jata he ta k koi saboot na rahe....ya jub wo kam ka na rahe....aisa bhi to ho sakta he na:donno:

    Comment

    • #32
      Re: In Remembrance Of Bhutto

      Originally posted by Madiha kanwal View Post
      jabhi usey phansi dey di :donno:wese q di thi ?:mm:
      Amerika keh kehney per. Woh Amerika key liyey "khatra" ban chuka tha keh us ney Collonel Qaddafi of Libya, Yassir Arafat of Palestine aur doosrey Islami leadron key saath mil ker Islami Itihad bnaney ka khawab dekha tha. Us ney pehli pehli baar Islami mumalik ki tanzeem bnaii aur uska ijlaas munaqad karwaya. Us ney Turkey-Greece War of Cyprus key liyey Pakistani Air Force bheji - aur woh Pakistan ko Pakistani awwam key liyey sanwarna chahta tha. Us ney United Nations mein beth ker beucracy key papers pharr ker aqwam-e-muthida ko cheekh ker kaha tha keh "meri awwam mar rahi hai aur tum logon ko qrardadon ki parri hai" he left UN building in anger.

      Us waqt ka jo ameriki states secretary tha, Henry Kissinger usney sar-e-aam Bhutto ko warning di thi: "WE WILL MAKE A HORRIBLE EXAMPLE OF YOU" - they did it :)
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment

      • #33

        me ne to suna he k jis din unho ne paper phara us se 2 din pehle tuk wo hotel me bethay rahe aur bahir nahi aae idher jung ho rahi thi log mar raha thay aur wo hotel me bethay rahe k mujhay flu he.....yeh sach nahi he kai????

        Comment

        • #34
          Re: In Remembrance Of Bhutto

          Originally posted by ummid View Post
          siyasata or siyasatdaan yeh woh cheezein hai jin ki partein kai saalo baad bhi khul ker samne nahi aati.......:lpop:
          Beti aik baat yaad rakhein, jo awwam ka leader hota hai na, uska patah uskey aemalon sey chalta hai. Bhutto ney jo Islamic Nation aur jo Pakistan key liyey kiya tha, woh koi afsana nahin, balkeh aik khuli haqeeqat thi :)

          Yun to shak main Ghandi Ji per bhi kar sakta hoon :)

          Nehru per bhi kar sakta hoon :)

          aur kaun hai jo kisi shak sey paak hai??????
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment

          • #35
            Re: In Remembrance Of Bhutto

            Originally posted by Masood View Post
            Amerika keh kehney per. Woh Amerika key liyey "khatra" ban chuka tha keh us ney Collonel Qaddafi of Libya, Yassir Arafat of Palestine aur doosrey Islami leadron key saath mil ker Islami Itihad bnaney ka khawab dekha tha. Us ney pehli pehli baar Islami mumalik ki tanzeem bnaii aur uska ijlaas munaqad karwaya. Us ney Turkey-Greece War of Cyprus key liyey Pakistani Air Force bheji - aur woh Pakistan ko Pakistani awwam key liyey sanwarna chahta tha. Us ney United Nations mein beth ker beucracy key papers pharr ker aqwam-e-muthida ko cheekh ker kaha tha keh "meri awwam mar rahi hai aur tum logon ko qrardadon ki parri hai" he left UN building in anger.

            Us waqt ka jo ameriki states secretary tha, Henry Kissinger usney sar-e-aam Bhutto ko warning di thi: "WE WILL MAKE A HORRIBLE EXAMPLE OF YOU" - they did it :)
            hmmmmmmmmmm sahii :):D:

            Comment

            • #36
              Re: In Remembrance Of Bhutto

              Originally posted by MSA View Post
              me ne to suna he k jis din unho ne paper phara us se 2 din pehle tuk wo hotel me bethay rahe aur bahir nahi aae idher jung ho rahi thi log mar raha thay aur wo hotel me bethay rahe k mujhay flu he.....yeh sach nahi he kai????
              372-haha372-haha

              Jiska jis baat ko maneney per mann karta hai maan ley - hamein kya???? Ham to woh baat karein gey jo samney hai aur jis per kisi shak ki gunjaish nahin - Kehney walon ney to Nabiyon ko bhi nahin chhorra :)
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment

              • #37
                Re: In Remembrance Of Bhutto

                Originally posted by Masood View Post
                372-haha372-haha

                Jiska jis baat ko maneney per mann karta hai maan ley - hamein kya???? Ham to woh baat karein gey jo samney hai aur jis per kisi shak ki gunjaish nahin - Kehney walon ney to Nabiyon ko bhi nahin chhorra :)
                sahi....acha app article to likhein....:donno:

                Comment

                • #38
                  Re: In Remembrance Of Bhutto

                  Originally posted by Masood View Post
                  Beti aik baat yaad rakhein, jo awwam ka leader hota hai na, uska patah uskey aemalon sey chalta hai. Bhutto ney jo Islamic Nation aur jo Pakistan key liyey kiya tha, woh koi afsana nahin, balkeh aik khuli haqeeqat thi :)

                  Yun to shak main Ghandi Ji per bhi kar sakta hoon :)

                  Nehru per bhi kar sakta hoon :)

                  aur kaun hai jo kisi shak sey paak hai??????
                  no doubt... politicians are like that only..."India after gandhi"... yeh book parhne ke baad kafi kuch baato ka ilm howa hai hume...khair... aap jo baatein share kar rahe hain us ke bases per or ager me ko waqt mila tu for sure me in ke baare mein apna GK barhaongi.... :rose

                  Comment

                  • #39
                    Re: In Remembrance Of Bhutto

                    Originally posted by ummid View Post
                    no doubt... politicians are like that only..."India after gandhi"... yeh book parhne ke baad kafi kuch baato ka ilm howa hai hume...khair... aap jo baatein share kar rahe hain us ke bases per or ager me ko waqt mila tu for sure me in ke baare mein apna GK barhaongi.... :rose
                    Bacha aik baat aur, aur yeh baat sab key liyey hai:

                    "agar kisi shay key mutaliq knowledge hasil karna ho to us key liyey dil ko saaf aur dimagh ko shakook sey mubar'ra rakh ker hasil kiya jaey to hasil hota hai, agar aap har baat ko shak ki nigahon sey dekho gey to haqeeqat bhi shak lagey gi"
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment

                    • #40
                      Re: In Remembrance Of Bhutto

                      Originally posted by Masood View Post
                      Bacha aik baat aur, aur yeh baat sab key liyey hai:

                      "agar kisi shay key mutaliq knowledge hasil karna ho to us key liyey dil ko saaf aur dimagh ko shakook sey mubar'ra rakh ker hasil kiya jaey to hasil hota hai, agar aap har baat ko shak ki nigahon sey dekho gey to haqeeqat bhi shak lagey gi"
                      :lol

                      :embarasse
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment

                      • #41
                        Re: In Remembrance Of Bhutto

                        Originally posted by Xai View Post
                        :lol

                        :embarasse
                        to is mein munh khol key hansney ki kya zaroorat thi?????
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment

                        • #42
                          Re: In Remembrance Of Bhutto

                          Originally posted by Masood View Post
                          to is mein munh khol key hansney ki kya zaroorat thi?????
                          munh band ker key ha'ss letey hein :hehe:
                          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                          Comment

                          • #43
                            Re: In Remembrance Of Bhutto

                            Originally posted by Xai View Post
                            munh band ker key ha'ss letey hein :hehe:
                            hansney ki wajah na btaii jaey to kisi per hansna buri baat hoti hai - anyway koi baat nahin khush raho :)
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment

                            • #44
                              Re: In Remembrance Of Bhutto

                              Originally posted by Masood View Post
                              hansney ki wajah na btaii jaey to kisi per hansna buri baat hoti hai - anyway koi baat nahin khush raho :)
                              hmmm I didn't mean that bro. Aur aap ney aeysa soch bhi kaisey liya???

                              Mujhey waqai mazzey ki lagi aap ki baat iss liye ha'ssi, khushi wali ha'ssi thi koi ironic ha'ssi tau nahi thi..... :D:
                              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                              Comment

                              • #45
                                Re: In Remembrance Of Bhutto

                                ^^^aur mey khush hi rehti hun

                                Working...
                                X